Yes dear members yah baat bahut jyada notice Karne wali hai ki hamen kisi ko follow karke Kam nahin karna chahie aur na hi kisi ko copy karna chahie kyunki jawab kisi ko copy karke kam karte Hain to Ham apni abilities per najar nahin rakh patte aur apni ability ke mutabik Kam nahin karte kar paate palke dusron ko dekh kar kam karte hain jisse hamara kam achcha nahin ho sakta kyunki har bande ki Apni Apni abilities hoti hai aur jab vah apni beti se bahar jakar kam karta hai tab bhi uska kam achcha nahin ho sakta aur jab vah apni beti se kam kam karta hai tab bhi uska kam achcha nahin ho sakta aur achcha kam karne ke liye uska apni abilities ko proper way main use karna bahut hi jaruri hota hai Raza kisi ko copy mat Karen nahin kisi par depend Karen balki apne aap per bharosa karke apni abilities ko dekhkar ke kam Karen Taki aap kis kam ka achcha fayda hasil kar sake shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим