Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn
    Koshish Karna chahie ki Ham Sab Bhi Koi Tel lagaen Ja koi bhi display to usse pahle Hamen apne aap kaun ho Chalegi taseda ka Lena chahie Kyunki Agar Hamara kam Uske bad Nahin hoga to Fir Ham use date ko Jaya jaldi Kaise nahin kar sakte se acchi kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

    Gee haan agar aap ko forex market mein trade mein risk lena hai tou aap ko iss kay lye forex mein pahele apnay account ko stable kerain aur sahih sae account ko manage ker kay hi forex market mein risk lain forex aik bahut acha business hai aur iss mein her aik ko soch samajh ker aur mehnat sae kaam kernay ki zaroorat hai
    • #3 Collapse

      Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqar858 پيغام ديکھيے
      Koshish Karna chahie ki Ham Sab Bhi Koi Tel lagaen Ja koi bhi display to usse pahle Hamen apne aap kaun ho Chalegi taseda ka Lena chahie Kyunki Agar Hamara kam Uske bad Nahin hoga to Fir Ham use date ko Jaya jaldi Kaise nahin kar sakte se acchi kar sakte hain
      ji hamesha risk Lene se pahle apna accounts payable kar lena chahie account stable karne se matlab hai ki aapke account ke andar itna balance Hona chahie ki aapke account ka akhbar agar ek trade loss ka nuksan bhi aata hai to aap ka account use loss ko bardasht Kar gai hai aur aap ek Aur account matlab ek Aur trade usi account per le sake....
      ​"Try try again until you succeed"
      • #4 Collapse

        Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

        G dosto app ny shi kha ha trade m risk awal to len hi na agr phr b
        Kbi ap ka dill kr ly risk lyny m to ap apny account ko stable kr
        K phr risk len. Ap m account m itna bonous hona chahiy k ap lo
        Zaida dyr tk withstand rh sken markeet m. Agr ap log mragin
        bra lgaty han tb b ap ka account jld wash ho jay ga.
        Lot size apny account k hisab sy lgain. Agar ap ka account chota ha
        To lit sze b chota lgaien agr ap log ka aconut bra ha to loz size b bra
        Lgaien.
        ​Forex is the Best Business of the world!
        • #5 Collapse

          Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqar858 پيغام ديکھيے
          Koshish Karna chahie ki Ham Sab Bhi Koi Tel lagaen Ja koi bhi display to usse pahle Hamen apne aap kaun ho Chalegi taseda ka Lena chahie Kyunki Agar Hamara kam Uske bad Nahin hoga to Fir Ham use date ko Jaya jaldi Kaise nahin kar sakte se acchi kar sakte hain
          account per risk Lena bahut hi dangerous hota hai agar aapane account parise lena hai to usse pahle apne account ko stable karle Taki aap Jo risk le rahe hain usko aapka account aasani se bardasht kar le agar aap account per bahut jyada risk lete hain to usmein aapko yah masala a sakta hai ki aapka account was ho sakta hai agar aapka constable hoga to use time aapka account wash nahin hoga aur aap aasani se apne nuksan ko bardasht kar sakte hain aap agar account per soch samajh kar lete hain to aap aasani se usse profit bhi bana sakte hain aur apne account ko growth bhi kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

            Agar aap log is market ke andar Achcha Wizard Lena Chahte Hain To aap Logon Ko market ko acche tarike se analyzation process complete karna Jab aap logon ka analyzation process Achcha Hoga aap market ko acche se understand karne ke bad kam Karenge to profit margin automatically increase Hona shuru ho jaega aur accha profit sirf aur sirf mehnat se Milta Hai otherwise sabhyata profit Nahin Milta
            When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
            :)
            (AbdulWahab33)
            • #7 Collapse

              Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

              Hello my friend ji hamare bhai bilkul theek kaha aapane a risk lene se pahle aapko apne account ko stable karna chahie mere Bhai mehnat karne bahut jaruri hai lekin agar aap risk lete ho Mal Gaya aapke pass achcha experience nahin hai aapke account mein achcha balance nahin hai aur fir bhi aap risky trading karte Ho to mere Bhai aap apna bahut bada loss kar loge mere bhai aapka account wash ho jaega and aapko apni mehnat dobara se karni padegi and vah bhi double
              • #8 Collapse

                Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

                Ji bilkul Hamen Forex trading Mein risk Lene se pahle Apna account stable kar lena chahie aur proper money management techniques seekh leni chahiyen aur Jaise e Ham live Jaaye practicing account tou hmesha start small se karna chahie aur Forex main aapko Agar loss to avoid krna ho tou aapko apna homework bahut acche se karna parega iske liye aapke account ka stable hona Intehai zaruri aapki trading aapko tabhi profit Mein rakhti ha agar ap risk lene se phle money aur account ko manage kr len otherwise loss can be there and there are two chances ke aap profit bhi le sakte hain aur loss bhi so better to start with avoiding risk with unstable account
                • #9 Collapse

                  Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

                  Ek professional trader woh hota hai jo hmesha safe side pe rehta hai kiu k pehla kaam apny account ko safe rakhna hota hai secondly profit kmana hota hai agr ap account ko he safe naa rkh skty hon then profit kese earn kry gy so that's why hmesha safe trade leni chahye aggressive ya risky trade naa he len to apky lye achaa rehta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk lyny se pehly apna account ko zrur stable kr lyn

                    risk management se related members ke pass experience hona chahie aur aise members ke jinke pass yah experience maximum hota hai unko maloom hota hai ki jab unko koi bhi apni trade open kar lena hai to fir unko risk ko kis tarah se maloom karke aur FIR usko kis tarah se manage karna hai kyunki aise members ke Jo apne risk ko acche se manage nahin karte yahi vajah hai ki vah na kam hote Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X