Re: trade main kabhi bhi juld bazi na kairen
Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai forex market ke andar apni trade ko open karne mein jaldbazi bilkul Nahin Karni chahie Balke Hamen Hamesha Soch Samajh Kar aur proper planning ke sath aur apni proper strategy Banakar aur Forex rules ke mutabik apni trade ko open karne ki koshish Karni chahie sabse pahle Hamen forex market ki movement ko Different techniques ki madad se analyse karna chahie hum forex market ke movement ko
Technical analysis
Fundamental analysis
Trending analysis
Candlestick chart pattern
Bearish candle aur bullish candle ki madad se analyse kar sakte hain aur jab Ham forex market ke movement ko analyse kar lete hain to hamare pass forex market ka exact trend a Jata Hai Aur Is Tarah Ham forex market ke andar apni trade ko market ke Trend ke mutabik open karke apni trade Se Achcha profit hasil kar sakte hain aur forex mein Kamyab Businessman Ban sakte hain.
Lekin Agar Ham apni trade ko open karne mein jaldbazi Karenge aur Forex rules ke against apni trade ko open Karenge To Hamen trading Ke dauran nuksan Hoga isliye Hamen trading ke dauran jaldbaji hi nahin Karni chahie aur Soch Samajh Kar apni trade ko open karna chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим