trading news
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading news
    dear merey khayal se to news ko trade kerna bohat profitable hai because us time market me ziada tezi hoti hai and ager ap mew ko right way me identify ker lo to ap bohat ziada profit earn ker letey ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bhai ja aap thek keh rahy hen me ap ki bat sy agree krta hn forex men news trading bhi theek hoti hy jub nes any wai ho to aik order sell ka laga den or aik buy ka laga den aik hit kr jay ga dosry ko bnd kr den ap ko profti ho ga
    • #3 Collapse

      jo expert trader hote hen unko yh sab pata hota he ke market ne kese movement krna he kiu ke unke pass itna exprience hota he ke woh market ko easy se samjne lag jate hen or ache trader be ban paate hen kiu ke news ko samjna boht mushkil he eor kafi time lagta he or is time me new ko avoiid karna chhaie kiu ke yh trend change kar deti he or loss be boht ho skata he
      • #4 Collapse

        dear trading news ko daikha aru smjhna ap k profit even trading k liye boht ehmiyat ka haamil hy es liye ap try karo k es business ko seekh lo aur smjh lo ta k ap acha kam kar sako aur apnii life ko b set karo...
        • #5 Collapse

          Dear friends and Brothers salam to all ,.,,..,,.,. bhai jaan aap bilkul theak kh rhy ho main aap ki baat say agree karta hn aap ny theak kaha hain humein news ko deekh kay tarde karna chaieyn us say humein zaiyda profit ho skti hain.,,.,.
          • #6 Collapse

            Dear, forex trading aik acha buisness hy aur main apki baat sy agree kerta hun jab hamen news ati hen to hamen chahye k aik order buy aur aik order sale ka lga den jab aik hit ho jy to dusri ko rok den hmen profit he hoga
            • #7 Collapse

              trading news attay hee market main changing aa jateee hain.forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe...
               
              • #8 Collapse

                trading news attay hee market main changing aa jateee hain.forex trading aik world wide online business hay iss main profit bhe hay or loss bhe...
                 
                • #9 Collapse

                  my dear ap ki baat sahi buht se traders sirf news time pe hi trading krte hain or achi earning b krte hain but mein ap ko yehi kahonn ga k agar ap news time pe trading krna chahte ho to ap pending orders ki madad se trading kro
                  • #10 Collapse

                    jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main hume news ko sath lai ker chalna chahiya ta k hum log uss k according kaam keryn aur loss k chances b kaam ho jate hain iss leya hume news k according he trading kerni chahiya :)
                    • #11 Collapse

                      yes ap theak khete han but ye bhat zayda ressky be hota haye agr ap ka account chota haye to wo 1 ment se be kam time me ap ke account ko saf kr sakta haye as ke laye ap ko os news ko samjna bhat zarori haye and news me phle markt bohat zayda fake mount krte haye os me account ke loss hone ka khtra hota haye agr to ap ka account big haye to phr bhat fayda hota haye agr ap news ko samj kr trade krte ho
                      • #12 Collapse

                        brother kuch log kahta han ka new par trading karni chahia aur aisa profit ziada hota ha magar kuch log kahta han ka new ko follow nahi karna chahia kayun ka jab bhi news par trading karan to loss hota ha. ab kis ki bat ka yaqeen karan? bahtar yehi ha ka learning karan achi tarah.
                        • #13 Collapse

                          g haan news buhat importance rakhti hain trading mai q k ye international market hay yahan situation buhat effect karti hay trading pe aur is ko bhi watch karna buhat zaroori hoota hay
                          • #14 Collapse

                            g haaan bilku teek kaha ha ap na sir main ap ki baat sa agree karta hun lakin news main trading karna wla wohi hota ha jic k pass k forex k bary main boht acha knowaldege hota ha aur forex main app tabb hi kamyab ho sakty hain jaab ap k pass boht ziyda knowaladege ho phir ap news ko dailk k trading kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bhai mai apko btana chahoo ga k ksii b country ki economy say related launch honay wali news ka us currency pr kafi impact prta hai lakin mere khyal say trader ko 1005 newses pr depend ho kr trading nhi krni chahiye Q k sometime newses trader k faviour mai hoti hai jis say trader ko faida hota hai lakin many times newses trader k unfaviour mai hoti hai or trader ko loss b ho skta hai.Technical analysing k b use krna chahiye.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X