Informative threads Kia hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Informative threads Kia hotay hain
    Mera aap sab logon se yah sawal hai kya informative threads kaise create kiye jaate Hainaakhir vah kaun se aise topic hote hain jinko aap informative ka sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Informative threads Kia hotay hain

    Assalamu Alaikum dear Forex members forum pr Jab Ham posting start Karte Hain ainy To Hamen chahie ke innovative aur informative threads banaen Taake dusron ko bhi Unse fayda Ho informative Threads hote hain jismein Hamen current issues ki baat ki Gai Ho jismein daily ki update Ho jismein Hamen knowledge ki baat sikhai Gai Ho isliye Hamen koshish Karni chahie ke informative threads banae tarke Hamara kam bhi quality ka ho aur ham Achcha kam kar sake aur acchi earning kar sake
    Last edited by ; 08-07-2020, 05:43 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Informative threads Kia hotay hain

      g dear jab ham posting kay sath sath new and informative thread karty hein tous ka bhi hamein achabonus milta hai informative thread hm,ary bonus par acha asar dalty hein is liye hamein forex say related kaam karna chahye phir hi ham kamyaab ho sakty hein jitna informative thread hoga utna hi ham kama sakty hein isi liye din raat mehnat karty jayein or kamyaab ho sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: Informative threads Kia hotay hain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ariyannasir پيغام ديکھيے
        Mera aap sab logon se yah sawal hai kya informative threads kaise create kiye jaate Hainaakhir vah kaun se aise topic hote hain jinko aap informative ka sakte hain
        Forex trading se related information wale threads hamesha aapke quality work wale hote hain iske sath sath aap Forex related kisi bhi experience analysis yad news ko share karte hain to vah Forex trading main aapka quality work mein kaun hota hai jo Forex trading mein working Karne wale members ke liye bahut faydemand hote hain dusre members ki learning ke liye bhi important hote hain aur Is tarah aapki form mein quality bhi kam maintain hota rahata hai jisse aap at the end bich mein bahut acchi investment hasil kar sakte hain aur Forex mein working ka fayda utha sakte hain
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Informative threads Kia hotay hain

          hanji bhai hamen cahea kay ham jitn ho saky informative threads ko karna achea kyun kay informative threads ko karny sya hi hamen acha bonus milta hia informative threads wo hoty hain jin main sab knowledge share karty hain is lea hamen chaea kay ham kbhi bhea aisa kaam na karen jjis main hemn loss ho is lea jitna ho sky hamen mehnat say kaam karna cheaa.
          • #6 Collapse

            Re: Informative threads Kia hotay hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ariyannasir پيغام ديکھيے
            Mera aap sab logon se yah sawal hai kya informative threads kaise create kiye jaate Hainaakhir vah kaun se aise topic hote hain jinko aap informative ka sakte hain
            Informative thread ka matlab hota hai ki jismein aapane information ko share kiya ho jismein Apne experience ki baat ki ho ya koi aisa knowledge share Kiya ja raha ho Jo Kisi member ke kam a sake aur uske liye trading ya posting Mein helpful Ho agar aap Chahte Hain Ki aapka Achcha bonus aaya aur aapki post quality acchi ho to aapko ine chijon Ka Khyal Rakhna ka aur aapko yah chij bhi dekhni Hogi ke aapki post Mein spelling mistake Na Ho aapki post minimum Aisi Ho Ke jismein user ko read karne mein Koi Mushkil Pesh na Aaye Aur vah Aasan ke sath aapki post ko read kar le aur apni post ko thoda detail ke sath describe Kiya Karen jisse aapki length bhi acchi ho jaaye
            • #7 Collapse

              Re: Informative threads Kia hotay hain

              Ji janab informative threading ka matlab yahi hota hai ki Ham jo bhi forex mein Ham apni Rai ka izhaar karte hain usmein Hamen Jo chij likha nahin hoti hai vah thread kahelati hai jab ke hamare Rai ka jo log reply karte hain aur use per comment karte hain vah posting kahlati hai aur kuchh log usko comments abhi bolate Hain isliye informative thread ka matlab yahi hota hai Ham Jo apne Rai dete Hain usmein acchi information honi chahie aur achcha knowledge hona chahie ok Hamen acche se mil sakte hain aur Hamen achcha bonus receive ho sake
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Informative threads Kia hotay hain

                informative threads mein forex jki hat hoti hai aur market ke bare mein buhat hi achi discussion ki jati hai agar ham market ke bare mein discussion karian ge to hmain bhi fada ho ag aur hmain parhne walon ko bhi faeda ho ga is tarah sabb logon ko forex mein kaam karne ke liye kafi kuch seekhne ko mile ga agar ham ne kaam karna hai to ham kaam tab tak nahi kar sakte hain jab tak hmain experience nahi ho ga market ke hawale se

                اب آن لائن

                Working...
                X