ideal markets conditions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ideal markets conditions
    forex market mn up trend ya downtrend mn jati hoi market ko trade krna easy hota ha agr thora baot b knowledge ho to lakin market ki in conditions mn trade krna kch zyada mushkil ni hota lakin yeh conditions market mn boat km ati hen in k liye aik sbr krny wla trader bnna prta ha r inka wait kiya jata ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ideal markets conditions

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zahid2020 پيغام ديکھيے

    Dear brother aap Jab forex market Mein kam karte hain to aapko chahie ki aap ismein Achcha on Knowledge Hasil Karke kam Karen aur ismein trading ke related learning Karen agar aap ismein learning Karenge aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam Karenge to aapko fayda ho sakta hai Kyunki yah Ek Aisa business hai jismein aap Agar experience Achcha hai to aap ismein trading kar sakte hain agar aap ismein experience Hasil Nahin Karte to aap kabhi bhi kam Jawab Nahin ho sakta isliye aapko chahie kya office mein jyada Se Jyada mehnat Karen aur ismein Achcha kam Karen Taki aapko Jyada profit ho sake
    • #3 Collapse

      Re: ideal markets conditions

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zahid2020 پيغام ديکھيے
      forex market mn up trend ya downtrend mn jati hoi market ko trade krna easy hota ha agr thora baot b knowledge ho to lakin market ki in conditions mn trade krna kch zyada mushkil ni hota lakin yeh conditions market mn boat km ati hen in k liye aik sbr krny wla trader bnna prta ha r inka wait kiya jata ha.
      Dear market movement ko samajhne ke liye hamare pass experience hota Hai agar Ham yahan se acchi earning karna chahte hain aap profit karna chahte hain to hamen pahle market ko samajhne ki knowledge hamare pass honi chahie isiliye main hamen chahie kya Ham jyada se jyada learning Karen aur Dil lagakar kam Karen mehnat se kam karna chahie aur regular hokar kam karna chahie jitna jyada Ham Yahan per Maine se kam Karenge utna hi hamare pass zayada bonus aaega aur ham acche tarike se earning kar sakenge.
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: ideal markets conditions

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zahid2020 پيغام ديکھيے
        forex market mn up trend ya downtrend mn jati hoi market ko trade krna easy hota ha agr thora baot b knowledge ho to lakin market ki in conditions mn trade krna kch zyada mushkil ni hota lakin yeh conditions market mn boat km ati hen in k liye aik sbr krny wla trader bnna prta ha r inka wait kiya jata ha.
        Dear kabhi kabhi market ki situation bahut ideal hoti hai aur aap ismein acchi hai trading karne ke liye bahut wait karna padta hai aur aap ismein cheating kar sakte hain mehnat ke liye aapko Forex trading mein aisi situation Ka vate karna hota hai agar aap Forex trading mein working karna chahte hain to aapko market ko properly Azhar karna hoga aur at the end of a kaise aasani se entry find kar sakte hain jisse aap Forex trading mein bahut achcha profit hasil kar sakte hain jiske liye aapko hamesha market ki observance bahut jyada important hoti hai indicators ka use aur analysis aapke liye Forex trading profitable business ka fayda
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: ideal markets conditions

          market main anlasye kar k hi hum achi trade karni ho gi ta k earn kar sakty hain aur forum main information achi ho gi tab hi hum run ka rskaty hain aru forum main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga tab hi hum achi trade karny k kail ho sakty hain aur forum main ener hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga tab hi hum achi trade karny kkabil ho sakty hain aur forum main planing karni ho gi ta k earn kar skaty hain
          • #6 Collapse

            Re: ideal markets conditions

            اصل پيغام ارسال کردہ از: zahid2020 پيغام ديکھيے
            forex market mn up trend ya downtrend mn jati hoi market ko trade krna easy hota ha agr thora baot b knowledge ho to lakin market ki in conditions mn trade krna kch zyada mushkil ni hota lakin yeh conditions market mn boat km ati hen in k liye aik sbr krny wla trader bnna prta ha r inka wait kiya jata ha.
            market main Bht sabr aur bari dil kar ke kam krna hota hai jis ka acha faida ho jata hao Forex market main Jb kam strart kren phle to Koshish kren morning time main kre aur to sabr ke sath analysis news ka wait kren kam krne say phle mind ko fresh rakhe emotion nhi hona loss main Relex hoan hai recover ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: ideal markets conditions

              Ji han dear apki bat sahe hay market ka trend pata laganay kelye hamen wait karna ho ga agar trend ka achi tara sy pata laga jaye to hamen profit wali trade nikalnay men aasani ho ge forex trading ka bais asol ye hay kay ham trade lagany sy pehaly market kay trend ka achi tara sy pata laga len taky trade stuck na ho aor ham ba aasani kam kar saken agar market ek side py ho to trading karna aasan hota hay.
              • #8 Collapse

                Re: ideal markets conditions

                Markit men trading krny kelye hmen ideal markit Cindy ka wait krna ho Gaye aik sabr talab kaam h is kelye hmen chahye k hm any waly achy waqt ka wait kren aur jb markit ki value achi ho to hm us p kaam start kren is soorat men he hm acha profit ggain kr sakty hen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: ideal markets conditions

                  busniess mein ideal conditon kabi b nhe ho sakti as it is up and down process but haan hum yeah keh saktay hay ki insaan kabi apnay ilm aur hunar say both unchay manzil pa leta hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X