Insan nakam kuy hota ha,?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Insan nakam kuy hota ha,?
    Insan nakam kuy hota ha,??
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Insan nakam kuy hota ha,?

    Dear member mara question ya ha kah insan ko nakami kab aur kasy miltii ha kia mehnat kar ka bhi insan nakam ho sakta ha nakami ki koy khas waja btay jis pa amal kar ka hum nakami sa bach sakty sab dost apny apny views dan...
     
    • #3 Collapse

      Re: Insan nakam kuy hota ha,?

      Friends na kam hone ki bahut hi vajvit hoti hai Insan ki Jindagi Mein Jab Ham kam ko to vajah se nahin Karte yah jaldbazi Mein Karte Hain Tu Hi Hamen na Kami ka Samna karna padta hai 11 Hamen chahie ke Ham Tamam UN mistakes ko cover Karen Jo Hamare na Kami ka sab ban rahi hai to yakin aap Kamyab Ho jaenge
      Thank you for your attention
      • #4 Collapse

        Re: Insan nakam kuy hota ha,?

        Asaan isiliye nakaam hota hai because vah mehnat nahin karta aur copy pest karta hai so that's why Hamen chahie apne business ko improve karne ke liye apni mehnat V focus karna chahie aur kamyabi Hasil karne chahie
        • #5 Collapse

          Re: Insan nakam kuy hota ha,?

          ​dear insan ki nakami k peechay insan ka apna he kirdar hota hai.agar hum kisi bhi kam ko serious ho kr dilchaspi se nahi krengay to hum os mein kamyab nahi ho saktay hain.kamyab honay k leye jado jehd ka hona lazim hai.hum ko apni taraf se mukammal koshish krni chahye k hum aik bewt role play krein.khoob mehnat krein phir oskay baad baaqi ki baat qismet pe chorr dein.
          • #6 Collapse

            Re: Insan nakam kuy hota ha,?

            Insan aksar Jo forex mn nakaam hotey hny wo ghaltii sy hotey hny agar hum ny is mn kamyabi hasil karni hy tu is k lye humeny chayeh k hum is ghaltii sy sakhnee Jo hum karty agar hum ak hi ghaltii ko bar bar karty hny tu is sy humeny boht zaida nakami ho gii is lye humeny chayeh k hum forex mn mehnat k sath kaam karey tab hi ja Kar humeny kamyabi hasil ho gii warna humeny nakami ho gii or agar hum ny kamyabi hasil karni hy tu is k lye humeny is k rolls k motabiq kaam krna ho ga Kun k agar hum forex k rolls k motabiq kaam nhn karney gy tu humeny hamesha na kaami ho gii
            • #7 Collapse

              Re: Insan nakam kuy hota ha,?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib-Javed پيغام ديکھيے
              Insan nakam kuy hota ha,??
              Baai g nuksaan hamay aksar apnay he kise ghalathi ke waja say hotha hay our sab say aham ghalathi jo hum karthay hay wo jaldh baazi hay ya per ziada lalich hotha hay jis ke waja say hamay loss hotha hay agar hum sabar k saath is may kaam karay tho hamay kabhi he loss nqhee hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Insan nakam kuy hota ha,?

                Ek insaan nakaam tab hota hai jab woh mehnat krna chorr deta hai aur khud pe confidence khtm ho jata hai kabhi bhi apna confidence lose naa kry aur hmesha khud pe yqeen rokhy ap kamyaab zroor hongy agr ap mehnat kry gy to yaa agr ap khud pe yqeen rakh kr mehnat krty rhy gy to ap kamyaab zroor hongy
                • #9 Collapse

                  Re: Insan nakam kuy hota ha,?

                  Dost aapane bahut hi achcha sawal poochha hai dost main aapki baat samajh sakta hun dost insan jindagi mein Ho use waqt na kam hota hai jab bole na to nahin karta agar insan mehnat na karen to kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakta aur iske elawa hamari nakami ki sabse badi vajah yah hai ki hamare andar confidence nahin hai agar aaunga apne andar confidence paida Karne to Ham aasani se kamyabi hasil kar sakte hain aur iske sath sath hamare nakami ki sabse badi baje Bihar ke hamare pass knowledge nahin hota Ham jo bhi kam karte Hain deficiency of knowledge ki vajah se aur usmein kamyabi hasil nahin kar sakte aur na kami ka samman karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Insan nakam kuy hota ha,?

                    Simple si baat jo insan mehnat nahin karte vah kamyad nahin hote Jis tarah mere bahi tumne bhi mehnat nahin ki ek line ki post kar di is tarah ke jo insan mehnat karte hain vah kamyad nahin hote Per apna time zaya mat kary isiliye unhen chahie ke vah forex ko leave Kar jaaye aur hamen mehnat karne den aur hamare pass achcha bonus i aur hamen acchi tarah se divide ho Job member forex per kam ho jaenge to bonus acchi tarah se divide order
                    • #11 Collapse

                      Re: Insan nakam kuy hota ha,?

                      Insan Hamesha Lal Aaj Aur jaldbazi ki vajah se na kam Hota Hai yah Ham Insan ki fitrat mein hai ki Ham Hamesha Chahte Hain Ki Hamen Achcha bonus Meri Achcha profit Mile lekin Ham ya nahin sochte kya gram Jal baat karenge aur lalach Karenge To Ham Kabhi Kam Nahin Ho Payenge isiliye Hamen pahle apni thing ko positive karna chahie FIR Hamen Kisi Businessman join hokar kam karna chahie aur imandari Kaisa kam karna chahie jaldbaji aur lagat bilkul bhi nahin Karni chahie Hamesha Sabar aur ham Mal ke sath karna chahie tha ki Ham Kamyab ho sake Varna Karne Wale Hamesha nakam hi hote hain Hamen nakam isiliye Hasil hoti hai ki Ham jaldbaji karte hain aur sochte Hain Ki bus Jo kam hai Hamen jaldi Paisa mil jaaye likhane se nahin Hota pahle mehnat karni padati hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Insan nakam kuy hota ha,?

                        Insan use waqt nakam hota hai jab vah khud man leta hai ki vah fail ho chuka hai insan ko chahie ki vah proper kam Karen quality wala kam Karen aur apne upar yakin rakhe main yah kam kar sakta hun agar aapko self-belief hoga to aap kabhi bhi kisi bhi field mein main kamyab ho sakte hain aapko chahie ki aap apni learning acchi tarah se Karen aap knowledge hasil Karen aapko apne upar itna confidence hona chahie ki aap koi bhi kam kar sakte hain aise log bhi kamyab hote Hain Jo apne upar yakin karte Hain ki vah har mushkil se mushkil kam ko kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X