Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi
    Aoa,kaisy Hain sb,Bhai Is thread main yh khena chahta hon khe jld bazi hamain nuqsan ki taraf ly jati haei ar hamari mehnat ko minton main zaiya kr dyti haei is surat main hm apna account wash kr bhetty hain is liye hamain chahaiye khe hm sabar sy kaam lain loss ki surat main bhi ar gain ki surat main bhi sabar karain gain tu kamayab hon gain is sy mind bhi fresh rheta haei ar aap trade bhi achy sy kr skty hain shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aliwaris پيغام ديکھيے
    Aoa,kaisy Hain sb,Bhai Is thread main yh khena chahta hon khe jld bazi hamain nuqsan ki taraf ly jati haei ar hamari mehnat ko minton main zaiya kr dyti haei is surat main hm apna account wash kr bhetty hain is liye hamain chahaiye khe hm sabar sy kaam lain loss ki surat main bhi ar gain ki surat main bhi sabar karain gain tu kamayab hon gain is sy mind bhi fresh rheta haei ar aap trade bhi achy sy kr skty hain shukriya
    jee bilkul dear , ap teak keh rahey hai jald bazi may forex may bohat sara nuqsan hota hai . tu is say behtar hai kay banda sabar kariey and sahi time per trades istimal kariey and result may wo bohat kamyab hoga
    • #3 Collapse

      Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

      dost,apki baat sahi hay k agar ham is markeet main aisay kaam akrtay hain jaisay hamaray andar bahut ziada sabar hay to hamara is makreet main kamyaab hona apnay aap he lazmi ho jata hay jisk liye zaruri hay k ham makreet main thori c kamai pay bhi sabar say kaam lain aur jub hamko kuch mil jaye to haamray liye yeh bhi zaruri hay k ham phir bhi baar baar jald baazi say kaam na lain balk sabar k sath kaam karna zida behtar hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

        Salam .. Dear Mmebers i hope you are good .. yes i totally agree with you k humian trading kesi b sorat jald bazi ma nai karni chahy humian hamesha sabar or sakon sy soch samaj kar faisla karna chahy or market ko dakh k trading karni chahy
        • #5 Collapse

          Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

          Kam chahe koi b honjald bazi ka kam shetan ka hota hai or alsanjald bazi k kam me khasara apny hissy he ata hai is liye humy chahye trading ho yabdusry affairs humy jald bazi kinjgah sbar se kam kam lena leahye
          • #6 Collapse

            Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

            han g tk kaha ha ap ny my apnki baat sy agre karta ho jald bazi my hmysha noksan ha asy membes b hy jo jald bazi my lalch ki vja sy hmysha noksan hta ha lazmi ni h k all time tread ki jay jb sai time ho tread ka tb treading krni chahiy
            • #7 Collapse

              Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              dost,apki baat sahi hay k agar ham is markeet main aisay kaam akrtay hain jaisay hamaray andar bahut ziada sabar hay to hamara is makreet main kamyaab hona apnay aap he lazmi ho jata hay jisk liye zaruri hay k ham makreet main thori c kamai pay bhi sabar say kaam lain aur jub hamko kuch mil jaye to haamray liye yeh bhi zaruri hay k ham phir bhi baar baar jald baazi say kaam na lain balk sabar k sath kaam karna zida behtar hay.
              Dear friend aap ki baat bilkul theek hai agar Ham is market mein sabar sahi kam karte Hain to hamen ismein bahut jyada fayda ho sakta hai kyunki jitna jyada hone sabar hoga itna hi achcha Ham isase bolna shasan kar sakte hain aur apna daily ka work complete karte hue isase achcha bonus nikal sakte hainisliye hamen chahie ki Ham jaldbaji se kam nale banke Sagar se Kam le ja ke hamen ismein chhapra feat hasil ho sake
              • #8 Collapse

                Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                G ha dear jo ap nay kha bilkul theak kaha hain is say mujay bohat zayda help mili hain agar hum jald bazi main trading kartay hain to hum is main koi na koi hgalti kar daytay hain jis say hamay loss ho jata hain is liya hamay is main sabar say kam layna chahiya jis say hamara kam acha ho ga sabar say he hamay kamyabi mil sakti hainamay is main fresh mind say he kam karna chahiya pher he hamara kam acha ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                  Ji han mere pyare bhai aapki baat bilkul sahi kaha ki jaldbaji mein koi bhi member sirf aur sirf nuksan hi utha sakta hai fayda nahin Le sakta koi bhi member Jo Sabar ke sath kam karega vah hamesha fayda sal karega aur kamyab hoga isliye forex business mein bhi Hamen kamyab hone ke liye Sabar ke sath kam karna chahie Taki Ham kamyab ho sake Hamen Puri koshish karni chahie ki Ham kabhi bhi jaldbaji Mein Hi ward ka nuksan Na karne lage Jo log bhi jaldbaz hote Hain vah kabhi kamyab nahin hote
                  • #10 Collapse

                    Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                    Ji han bilkul jaldbazi mein nuksan hai aur Sabar Mein kamyabi isiliye Hamen ismein jaldbazi Nahin Karni chahie saber ke sath kam karna chahie Agar Ham Ne Aisa machi kamyabi hasil karni hai To Hamen Sabar se kam karna hoga aur as Mein acchi kamyabi tab hi Hasil Hoti Hai Jab Ham ismein Sabar ke sath kam Karenge tab hi Ham Hashmi acchi kamyabi Hasil kar Sakenge jaldbazi se kam karne wala Hamesha Hamen nuksan hi deta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                      Forex mein 90% log apni jaldbaji ki vajah Hi se fail hote hain kyunki Jara si market up down hoti hai to vah log trade laga dete Hain posting karte waqt bhi jaldbaji mein hote hain aur jab market ko analyse karna hota hai to tab bhi vah log jaldi se kam lete Hain ke bus ek najar maarpeet ko dekha aur trade ki taraf chale Gaye to mere khyal mein is tarah kisi bhi kam hai kamyabi nahin ho sakti kyunki jaldbaji to har kam mein Hi nuksan deti hai Forex easy jarur hai lekin soch samajhkar karne wala aur inter hai sabar se Kiya jaane wala business hai aur jald boss logon ki ismein koi jagah aur na hi unke liye koi kamyabi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                        Walekum Darji Billu comedy kajal wali Hamesha nuksan hota hai gramsabha Sath kam Karenge To Hamen acchi kamyabi Hasil Hogi jaldbazi Mein Hamesha apna hi Lo so tha isliye main chahie much experience Raikar case Mein Sawar ke sath kam Karen jisse Hamara countenance Baccha rahata Hai Hamare se Hamara aur kar sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                          Har insan janta hai ki jaldbazi mein jo kram kiya jata hai vah lalach kehlata hai jaldbazi wala insan kamyad nahin hota shaitan hamesha jaldbazi mein kam karta hai aur or insan ni karta forex duniya online business hai yahan per jaldbazi se nahin aaram se kam kiya ja sakta hai Aur jab aap aaram se kam karoge to aapke pass experience or knowledge me izafa hota aur kamyad hoty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                            Ji Bhai trading ke Business mein Sabar se kaam lena Kyunki Agar Ham is business Mein jaldbazi karne ki koshish Karenge To Ham nuksan uthaenge isliye is Baat Ko Jahan Mein rakhen ki Jab aapko profit ho raha hun yah aapko loss ho raha aap kabhi bhi jaldbazi na Karen Bal Ke Dekhen ke Agar aapko profit Ho Raha Hai To Kya market yah kah rahi hai Aage aapko Majid prapt Hoga yah market analyse karne ke bad yah pata chal raha hai ki Aage mazeed profit Nahin hoga Agar Aage mazeed profit ho raha hai tab aap apni trade ko Jari rakhen aur Agar profit Nahin ho raha to apni trade ko close kar de na trade ko jaldi close Karen aur na hi trade ko Bar Bar start karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jld bazi main Nuqsan haei,Sabar main Kamyabi

                              g hna ap ki baat theeke hae k ager hum forex mn kamyuabi chatay hn to hamray pas ak mouka hona chahea k hum machay say work krn ur sabur k sath work krn kun k jo bhe sabur k sath work kerta aeh uskoa cach profit milta ahe ur jo sabur ni kerta woh nuksan uthata ahe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X