Important information for new traders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information for new traders
    Assalamu Alaikum friends aap Tamam dost Jo is form per kam kar rahe hain main aapke sath Ek important information share karna chahta is trading ke form per agar aap kam karna chahte hain to aapke liye bahut kam hai ki aap Jab trading Shuru Karen To Apne lot size ko kam se kam rakhen isase Ek to Aapka account khatm Nahin hoga dusra Agar aapko fayda hoga Tu aap usse profit Hasil kar Payenge agar aap Shuru mein lot size ko Jyada Karenge to Aapka account watch hone ka Khatra bahut jyada hai isliye starting mail lot size ko 0.01 rakhen Aur Is Se Zyada lot size na badhaen trading market ko analyse Karen aur uske bad hi apni trade open Karen yah aapke liye profitable ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Important information for new traders

    Very good post by you dear dost. Forex forum ka men maksad hi junior ko Forex trading ke bare mein maloomat dena hai isliye Hamen chahie ke form ka positive istemal karte hue Jyada Se Jyada knowledge share Karen Apne Idea share Karen aur Apna experience Logon Mein share Karen Taka juniors yah newcomers ka Jyada se jyada fayda ho jaaye aur maximum log jald hi trading Mein expert Ho jaen without any loss Hamen Aise Mauj Uda Diya trades create karne chahie jismein Na Lage ho aur Koshish Karna chahie ke knowledge wali post ko like Jarur Karen. I think agar tum log knowledge share karna Shuru kar den To Sare ke sare achha profit earn kar sakte hain aur Hassan juniors log nuksan se Bach sakte hain
    Last edited by ; 08-07-2020, 12:10 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Important information for new traders

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum friends aap Tamam dost Jo is form per kam kar rahe hain main aapke sath Ek important information share karna chahta is trading ke form per agar aap kam karna chahte hain to aapke liye bahut kam hai ki aap Jab trading Shuru Karen To Apne lot size ko kam se kam rakhen isase Ek to Aapka account khatm Nahin hoga dusra Agar aapko fayda hoga Tu aap usse profit Hasil kar Payenge agar aap Shuru mein lot size ko Jyada Karenge to Aapka account watch hone ka Khatra bahut jyada hai isliye starting mail lot size ko 0.01 rakhen Aur Is Se Zyada lot size na badhaen trading market ko analyse Karen aur uske bad hi apni trade open Karen yah aapke liye profitable ho sakta hai


      Salam dear member apny sahi kaha ha humy forex me new informationko share krna chahiye ta khumy us sy faida ho sky is liye apko chahiye k knowledge k bhgaie koi bhi kam na kren wrna apko nuksan ho skta hai...
      • #4 Collapse

        Re: Important information for new traders

        forex mai hamy ache learning gain kar kyaik time tble bana kar kam karn ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy agar um market mai new hain to hamy phaly learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar ka krna ho ga hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hai yai aik am business jasa nahi hain
        الحمد لله رب العالمين

        • #5 Collapse

          Re: Important information for new traders

          Yes. Forex trading ma new trader ko pehle learning hasil karni chahe or es k sath sath capital ko jama karny ki khosis karty rehna chahe. Forex trading ma small capital sy trade karna khatray sy khali ni hai. Forex trading ma jany sy pehle demo acct sy market ki movement ko zarur samajna chahe. Forex ma market ki movement ko ni samjy gy to loss sy he pareshan rahyn gy.
          • #6 Collapse

            Re: Important information for new traders

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum friends aap Tamam dost Jo is form per kam kar rahe hain main aapke sath Ek important information share karna chahta is trading ke form per agar aap kam karna chahte hain to aapke liye bahut kam hai ki aap Jab trading Shuru Karen To Apne lot size ko kam se kam rakhen isase Ek to Aapka account khatm Nahin hoga dusra Agar aapko fayda hoga Tu aap usse profit Hasil kar Payenge agar aap Shuru mein lot size ko Jyada Karenge to Aapka account watch hone ka Khatra bahut jyada hai isliye starting mail lot size ko 0.01 rakhen Aur Is Se Zyada lot size na badhaen trading market ko analyse Karen aur uske bad hi apni trade open Karen yah aapke liye profitable ho sakta hai
            walakum slam sab se pehky to main new members se ye kahon ga ke apni posts ko yaqeen banain our ek khas tadad main daily basis par kaam karen agar ap daily base par kaam karte hain to ap ko tamam preshanian khatam ho jati hai our ho sake to ap daily ki limit khatam karen.
            • #7 Collapse

              Re: Important information for new traders

              Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai importants information new trader Agar Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai aur acchi earning karni hai to new trader ko trading ka experience aur Na Lage Hasil karna chahie Jitna experience aur Na Lage Hasil Karenge Itni kamyabi Hasil kar sakte hain isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karen new traders ko trading ka experience Nahin Hota isiliye vah acchi earning nahin kar sakte isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karen aur daily time invest Karen mehnat ke sath kam Karenge to kamyabi Jarur Milegi aur acchi aur earning n kar Sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Important information for new traders

                Dear aapane bahut acchi information sher ki trading ke liye jab ham kat open karte Hain to hamen minimum lot size juice dena chahie kyunki isase ham last se bus sakte hain aur Jin members ke pass donon kam hai unhen risky trade Nahin Karni chahie balke kam lots of flat karna chahie ham bich lot size Karke chat karte hain to isase na sirf hamara launch Hoga balke hamara account b wash ho sakta hai isliye love se dekhte hain ki ham minimum lot size use Karen aur khet Karen ke achha profit earn kr sake
                • #9 Collapse

                  Re: Important information for new traders

                  g han ap ne bilkul thk kha hy jab ap new trader k tour per trading kr rahay hon to ap ap chiye k ap lot size yai trade ka volume ya hujum kamm rakhain is say ap ko profit to kamm hi ho ga lekin ap ko loss bhi kam ho ga. jab ap experienced trader bn jain tab ap big lot use kr k ziyad say ziyda trading kr k ziyda profit earn kr saktay hain. to be patinent experience hasil krain aur ziyda profit earn krain. Agar ap start ma hi bari trades lagaty hain to mumkin hy k ap ko loss ho aur ap ka account wash ho sakta hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Important information for new traders

                    G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men treading karty hovy zeyada lalach nahin karny chaheya balkeh hamen as men bahut himat kay sath forex men kam karna chahey takeh hum as men achy tarah say kamyaby hasil kar saken as lia hamen forex men koi bhe kam karna ho tu hamen as me dil laga kar kam karna chaheya ur hum as men achy kamyaby hasil kar saken gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Important information for new traders

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
                      Assalamu Alaikum friends aap Tamam dost Jo is form per kam kar rahe hain main aapke sath Ek important information share karna chahta is trading ke form per agar aap kam karna chahte hain to aapke liye bahut kam hai ki aap Jab trading Shuru Karen To Apne lot size ko kam se kam rakhen isase Ek to Aapka account khatm Nahin hoga dusra Agar aapko fayda hoga Tu aap usse profit Hasil kar Payenge agar aap Shuru mein lot size ko Jyada Karenge to Aapka account watch hone ka Khatra bahut jyada hai isliye starting mail lot size ko 0.01 rakhen Aur Is Se Zyada lot size na badhaen trading market ko analyse Karen aur uske bad hi apni trade open Karen yah aapke liye profitable ho sakta hai
                      Ji dear aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham is Forum ke upar Ek Rider Rider ke liye important rules ke bare mein ek list banaa Le To Hamari check checklist ke andar Ek acche trader ko check karne mein aasani Hogi to sabse pahle property Ek acche trader Ki Yahi hoti hai ki vah kabhi bhi aasani ke sath Har Nahin manta aur apni mehnat continue Karke Rakhta Hai Forex per Achcha trader banne ke liye dusri khubi yah hoti hai ki vah demo account ke upar kam se kam 4v practice karta hai aur jo bhi strategy milati hai aur jo bhi trade milati hai usko serious hokar Apne demo account ke upar lagata aur usko experience karta hai Teesri Badi quality uske liye hoti hai ki vah emotional discipline per control Rakhta Hai lalach Ko Nahin Aane deta aur trade ke dauran Sabar aur patient ke sath kam karta hai aur trade ke dauran kisi ki baat nahin Sunta
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Important information for new traders

                        New traders kelye aik to ye h k unhn n start men mehnat krni h hard work s he wo much earn kr sakty hen dosra wi daily ka posting ka Target mukamal kren aur Jahan tk trading ka srtart h to start men inko Kam lot lgana chahye agr is men loss ho jatabh to Kam loss ho ga.bad men phr jaisy experience Bry ga to wo lot ziada lga sakty hen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X