Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?
    Forex trading koi ame businesses jaisa nhi hai is mien hume bohat zyada mehnat kerni perti hai. Trading mien bullish aur berish candle ka iham role hota hai agar kisi trader ko bullish aur berish candle ke bare mein nhi pata tu wo forex mien kamayab nhi ho sakta. Experience aur knowledge ke sath sath hume baqi cheeso ka bhi tu pata hona chahie tabi hum is mein ache se ache trade laga sake ge. Trading mien agar hum choti si galti bhi ker dete hain tu hume us se bohat bada loss ho sakta hai is liey fresh aur active mind ke sath kam kia kare ta ke ape loss se bhi bach jae aur na kami se bhi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?

    hamy market ky up or down ko samj kar kam karna ho ga is ma then hum kam kar ky earn kar saky gy forex paksitan mai legal ban cka hain hum is mai aagr lalachi ban ky kmkarty hai to hamara accout band ho jy ga hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jyge hm is mi ape marze s time tbale bana kar kam kair sakty hain yai aik best karibar hain
    الحمد لله رب العالمين

    • #3 Collapse

      Re: Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?

      Yes dear nice question by you. Dher dost trading Mein Do Tarah Ki candlesticks istemal hoti hain Ek bullish candlestick Aur dusri bearish candlestick Jab Bhi Kisi mulk ki currency down ho rahi ho to uski candlesticks Bearish Honge yah dusre Lafzon Mein Jo currency e niche ki niche ki taraf ho aur red candlesticks ban rahi ho to iska matlab hai bearish candlesticks. aur is ISI Tarah Agar koi currency upho ho rahi ho to use waqt Jo candlesticks banti hai green wali vah bullish candlestick hoti hai actually market bears aur Bullet Ke Darmiyan move kar rahi Hoti Hai bearish vah Hote Hain Jo market ko down karne ki koshish karte hain aur bullish Hote Hain Jo market ko aap karne ki koshish Karte Hain
      Last edited by ; 08-07-2020, 12:06 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?

        asslam o alaikum dear friend market ki movement jub up show hoti hy to hm is ko bullish kahty hy or jb market ki movement down show hoti hy to hm is ko trading ma bearish kahty hy darasal buy ko trading ma bullish kahty hy or sell ko trading ma bearish krty hy or market ki movement ko dekh kr pata chatla hy ky market bull hy ya bear hy b
        Last edited by ; 08-07-2020, 12:04 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: shugfta2sandy پيغام ديکھيے
          Forex trading koi ame businesses jaisa nhi hai is mien hume bohat zyada mehnat kerni perti hai. Trading mien bullish aur berish candle ka iham role hota hai agar kisi trader ko bullish aur berish candle ke bare mein nhi pata tu wo forex mien kamayab nhi ho sakta. Experience aur knowledge ke sath sath hume baqi cheeso ka bhi tu pata hona chahie tabi hum is mein ache se ache trade laga sake ge. Trading mien agar hum choti si galti bhi ker dete hain tu hume us se bohat bada loss ho sakta hai is liey fresh aur active mind ke sath kam kia kare ta ke ape loss se bhi bach jae aur na kami se bhi.
          dear members ye hamain bbot zyada market ko samajhne main madad karta hai agar ham in ko samajhne main kamyab ho jate hain to hamare adhi se zyada mushkilaat khatam ho jati hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?

            Forex trading mein ham bahut jyada mehnat Karke he expected bante Hain hamen har ek chij ko analyse karna aur har EK chij ke bare mein learning hasil karna hogi tabhi ham acchi trading karne mein kamyab ho sakte hain Forex trading may bullish aur berish ke bare mein learning bahut important ha yah candle hoti hai jo candle market movement mein top to bottom aakar close ho jaaye use berish candal kahate Hain Jo candle upar ki taraf jaaye aur upar hi ho jaaye use bullish candle kahate Hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading mien bullish aur berish ki kia ehmiat hai?

              dear trading hume is main rule k fallow kr k krni hoti ha trading main bullish trends ka matlab hota ha k market up ja rhi hai ur berish trends ka matlab hota ha k market dwon ho rhi ha is liye hume is main trends ko fallow kr k kam krna hota ha is main smajdari se work krna hota ha kameyabi hume is main tab hi milti ha agr hum acha kam krte hein daily is business main ap samjdari se kam krein
              :1f60d: hard work :1f60d:

              اب آن لائن

              Working...
              X