Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati hay.
    Friends,aisa bhi hota hay, keh har cheez apni place oer hiny kay bawajood forex market ki movement against ho jati hay, iski waja kuch aisy hidden factors hoty hain jo market per direct impact karty hain, hamain market ki aisi situations main patience rakhna chahiye or jaldbazi main ghalat movement main trade nai lagani chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati h

    asslam o alaikum dear friend asa bi hota hy ap ko market ko achy sy analysis krna chahiya market kisi bi time apni movement change kr sakhti hy ap ko dono tahra sy is ko dekhna chahiya or market pr nazr rakhni chahiya taky ap ko is ki changr movement ka bi pata rahy
    Last edited by ; 08-07-2020, 11:56 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati h

      yes, aksar hidden factors ki waja sa market wrong moment kar jati ha jisay fake move kaha ja sakta ha, hmain is tarah ki unexpected moment k liay apnay capital ki kuch percentage allocate karni chaiay ta k account wash sa bach sakain
      • #4 Collapse

        Re: Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati h

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
        Friends,aisa bhi hota hay, keh har cheez apni place oer hiny kay bawajood forex market ki movement against ho jati hay, iski waja kuch aisy hidden factors hoty hain jo market per direct impact karty hain, hamain market ki aisi situations main patience rakhna chahiye or jaldbazi main ghalat movement main trade nai lagani chahiye.
        ji han dost apne sahi kaha sab kuch acha chal rha hota hai our ek khas sinat main jane par market our janib yani aksar loss main chali jati hai is lye hamain bhot zyada samajhdari se kaam karne ki zrorat hoti hai our ham acha kaam karne main kamyab ho jate hain.
        • #5 Collapse

          Re: Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati h

          apko trading main kam karte howe is bat ka pata hona cahiye ke is main market economicaly yani duniya ke halat ke mutabiq he move karte hae hum is main jitna ache tarah se hum kamayb ho jate hain hamen bhe cahiye ke hum is main sahe se trading karne hae to analysis ko acha karna ho ga take hum is main kamayb ho sakte hain otherwise hum kabhe bhe is main na ache trading kar sakte hain or nja he hum is main kamayb ho sakte hain bas hamen bhe cahiye ke hum zayada se zayda ache tarah se is main kam bhe karna ho ga take hum is main kamayb ho he jate hain to is liye he to hamen bhe kam ko kam samajh kar is main mehnat karne cahiye take hum is main kamayb ho saken
          • #6 Collapse

            Re: Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati h

            G han hamen forex mentreading karny kalia bahut saber kay sath kam karna parta hy as lia hamen forex men bahut himat ur saber kay sath forex men kam karna chahyea kun kay agar hum forex men jaldi karen gy tu hamen as men bahut nuksan hoga as lia hamen forex men bahut saber kay sath treading karny chahey akun kay forex men hum jitna saber karen gy utna hi hamen as men acha profit hasil hoga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Sub kuch sai hoty huye bhi forex market baz dafa wrong movement main chali jati h

              gee han bro ye tu ap ne thek kaha hai esa hota ha hume is liye ise bachna hota ha agr hume lose be ho jaye tu bad main ose asani se recover kr saken is main hume samjadari se kam krna hota ha kew k is main jab hum extra kam krte hein lalach krte hein phr hume big lose ho jata ha ur phr hume ose recover krna muskil ho jata ha hume is main samjdari se kam krte rehna lazmi h
              :1f60d: hard work :1f60d:

              اب آن لائن

              Working...
              X