Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?
    Forex trading eik bohat hi ache online business hai jis mien hum zyada se zyada mehnat ker ke ache se ache earning hasil ker sakte hain agar hum is mien mehnat nhi kare ge tu hume ache experience aur knowledge hasil na ho ga aur na hi hum trading mien kamayb ho sake ge. Trading mien kamayab hone ke liye market ke analysis ki bohat zyada zarrorat hoti hai aur us ke bad experience aur knowledge ki jo hum ne demo account se hasil kia hota hai in ki buniad per trade lagae ge jis se hume ache earning hasil ho gi. Market ko analyze kie begair hume market ke trend ka bhi nhi pata ho ga aur hum profitable trade bhi nhi laga sake ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

    asslam o alaikum dear friend g sahi kaha hy ap ny trade lany sy hly hmy market ko achy sy analysis krna chahaiya or or market ki movement ko smjna chahaiya ya buhat zayad zarori hy taky ap ak achi or profit able trade ly sakhy or achi earning kr sakhy ak achy trade ki yahi adat hoti hy ky wo trading ma jald bazi ni krta balky market ko smj kr trade krta hy
    Last edited by ; 08-07-2020, 11:52 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

      Yes bhai you are absolutely right Forex trading Ek bahut hi risky business hai jismein Hamen Har Kadam Soch vichar Karke krna hoga Agar Ham Kisi bhi Jagah per Kisi bhi Den bagair analyse ki hai koi bhi trade lete hain to vah hamare liye Nehat nuksan De sabit ho sakti hai lahaja koi bhi trade Lagane Se Pahle use State ke bare mein analyse karna bahut hi important hai
      • #4 Collapse

        Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

        dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn achhi trading krnay k liay trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis krna chayay aur market ki movement ko achhi trh read kr k uskay mutabik achhi trh soch smjh kr trade krni chauay ta k achha profit hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

          G han dear ap NY Sai kha hy k hamain forex main trading karny sy pahly Markit ko analysis karna bahut zroori hota hy is liay Markit ko analysis Kia bhagair hamain trading Nahin kRni Chaiy Markit ki news ko watch karna chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

            market ko judge karne ke liye is main hamen pehle is ka analysis karna hota hae or is ke liye hamare pas two types ke analysis hote hain is main hamen bhe sahe tarah se hamen kam main ache tarah se analysis karna cahiye jitna acha hamara analysis hota hae hum is main utna he kamayb ho jate hain to is liye he to hamen bhe cahiye ke hum ko cahiye ke hum is main success hasil kar jate hain to he to hum kuch gain kar jate hain to hamen bhe cahiye ke bas mehnat karen dil se apne kam se kam rakha karen take hum is main kamayb bhe ho jate hain or aik ache trader bhe ban he jate hain to is waja se kam ko better karna ho ga hamen is main agar hum ache tarah se kam kar jate hain to hum is main success bhe hasil kar jate hain to is main hum ache trader bhe ban jate hain
            • #7 Collapse

              Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

              G bilkul friends hmain market ko analys kar kay trade lgani chahiy agr ham market ko analys kiy bgair tukky say trade lgain gay to asi trade kay boht kam chance hoty hain profit main jany is liy trading ko easy na lain trading say profit hasil karna koi asan kam nai hay.
              • #8 Collapse

                Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shugfta2sandy پيغام ديکھيے
                Forex trading eik bohat hi ache online business hai jis mien hum zyada se zyada mehnat ker ke ache se ache earning hasil ker sakte hain agar hum is mien mehnat nhi kare ge tu hume ache experience aur knowledge hasil na ho ga aur na hi hum trading mien kamayb ho sake ge. Trading mien kamayab hone ke liye market ke analysis ki bohat zyada zarrorat hoti hai aur us ke bad experience aur knowledge ki jo hum ne demo account se hasil kia hota hai in ki buniad per trade lagae ge jis se hume ache earning hasil ho gi. Market ko analyze kie begair hume market ke trend ka bhi nhi pata ho ga aur hum profitable trade bhi nhi laga sake ge.
                ji han dost apne sahi kaha hamain market main trade open karne se pehly market ko achi tarhan samajh lena chahye jab tak ham market ko achi tarhan samajh nhi jate hain kabhi bhi preshanian khatam nhi ho sakti our hamari preshanian din badin barhti jain gi.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                  Ji han bilkul trade open karne se pahle Hamen market ke analyses karna bahut jaruri Hota Hai Ham market ke analyses Karenge tab bhi acchi Tarah Se trade ko open kar sakte hain aur acchi Tarah Se soch samajhkar trading kar sakte hain Hamen market ki movement dekhni chahie aur forex ke analysis karne chahie tabhi Ham ji kamyabi Hassal kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                    G han app nay bahut achy batt kahy hy keh hamen forex men treading karny say pahly market ko achy tarah say analyze karna chaheya kun kay forex treading men agar hum yeh kam nahinj karen gy tu hamen as men bahut nuksan ho sakta hy as lia hamen forex men treading karny kalia bahut himat kay sath kam karna parta hy as lia hamen forex men bahut saber kay sath kam karna parta hy as lia hamen forex treading kay duran bahut saber kay sath kam karna chaheay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                      gee han bro trade open krne se phaly market ko achi tra analysis krna hota ha market main kameyabi hume menat kr k hi milti ha is main acha kam krein hardwork krein tab hi hum kameyab be ho sakte hein hume chart indicotor ko dekhna hota ha kameyab hume tab hi hasil hon gi agr hum is main sahi menat krein gein acha kam krein gein phr hi kameyab ho sakte hein
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                        PAk forex mn markeet aj kal corona ki waja say achi movement ni ker rahje hae kun k forex mn bhe corona ki waja say disterbess haee ur markeet pehlay ki traha aj kal move he ni ker raha hae kun k is mn kafio disterbence hae is lea trade open kernay say pehalay ap ko ,markeet ko dakhna chahea
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                          g bilkul trade ko ana lyse karny sy phly ham ko market mn zaroor analys karna chy or analys karna bhat zaroori hota hyy jab aap market mn analys karn gy tabhi acghy sy tarade kar pany gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                            Assalam ualaikum g dear member ummid h ap sb log theek hn gy .g dear member ap ny bilkul theak kha h k trading krny sy pehly market ka analyaze krna zarori hota h q k jab tak aik trader market ka analyze ni kry ga to usko loss hony ka zyada khadsha hoga is lye aik achy trader ko chahiye k wo trading krny sy pehly market ka analyze kry tak kisi b loss sy bacha ja sky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade open karne se pehle market ko analyze kerna zarrori hota hai?

                              g haan trade open krnay sa pahlay hamay aik baar markeet check kr lani chayya is tarah hamay faida hoga aur m,markeet ko jaba chek kari lain gare to ap ko zaisa fida ho ga ap as sae khch na khach hasal kar lain gae so ap ko market chek krni zarori hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X