leaverage kia hai????????????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    leaverage kia hai????????????
    leaverage kia hai or kon si ratio ki leaverage use karni chahiye posting wale account k liye or leaverage ka faida kia hai or nuqsan kia hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear leverage forex ki khoobsoorti hai is ka fiada yeh hai k ap jitni ziada leverage use kro gey broker ap se km margin charge krey or ap ka free margin ziada rahey ga jis ki madad se ap apne account ko asaani se manage kr sakte ho or is ka nuqsaan ap ko yeh ho sakta hai k ap barry trade ley sakte ho ap ka account ka account b wash ho sakta hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ykwah پيغام ديکھيے
      my dear leverage forex ki khoobsoorti hai is ka fiada yeh hai k ap jitni ziada leverage use kro gey broker ap se km margin charge krey or ap ka free margin ziada rahey ga jis ki madad se ap apne account ko asaani se manage kr sakte ho or is ka nuqsaan ap ko yeh ho sakta hai k ap barry trade ley sakte ho ap ka account ka account b wash ho sakta hai
      Great information dear brother bahot achi information share ki hai is trader nay our yeh information hi par may trust kiya karta ho thanks you
       
      • #4 Collapse

        leverage aapkay capital kay hissab say traded open jo hoote hain unke quantit ko kehtay hain.forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe...
        • #5 Collapse

          Dear brother leverage jo hota hai simple kar k ap ka account jo hota hai us ko market may kitnay lot size say trade open karna hai our ap kai equity barqar rahay our agar ap chtay ho k leverage apnay hisab say select kar do k mera trade emotional honay k time meri lot size apnay add ki howi lot size say ziyda open na ho
           
          • #6 Collapse

            Hello to all friends , in my point of you, Leverage allows a client to trade without putting up the full amount. Instead a margin amount is required. For example, 50:1 leverage, also known as 2% margin requirement, means $2,000 of equity is required to purchase an order worth $100,000.
            • #7 Collapse

              forex ki trading business mein liverage ko samjhna bohat he zrori hai liverage kay zariye hum apni less amount of money say ziada volume or lot ki trade open kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                forex mein leverage ako bohat ziyada faida deti ahi aur ap isko us ekarke kam paison se bohat ziyada paise kama sakte hain aur big lot se trading kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  dear leaverage say posting acount say koi lena dena nhe hota hai and leverage ziyada karne per humay risk ka samna ziayda hota hai and loss ki waja say humara acount wash b hosakta hai is waja say humay forex per apne capital k mutabik leaverage set karni hoti hai and kam say kam per he humay trading karni chaiye
                  • #10 Collapse

                    bhai jaan leaverage ka forum k acount say koi talluk nhe hota hai kiu k humay forex trading mai leaverage ko kam say kam he rakhna hota hai leverage ko agr ap increase karte ho tw us surat mai apko big loss b hosakta hai is waja say humay hamesha say he apne capital k mutabik he trading karni chaiye is tarha say apka acount b save rahe ga
                    • #11 Collapse

                      leverage to ma ny account jub bana raha tha tub dekha tha wasy to mjjy leverage k bary ma kuch nahe para ha ye kia hoti ha aur kis liye hoti ha ye ap ko koe senior member hi bata sakta ha
                      • #12 Collapse

                        Leverage ap ko broker ik tarah ka faida deney key liye mohiyaa kartey hain is mien ap kum paisoun sey ziada amount per trading kar sakengy or bonus account key wastey instaforex ki taraf sey leverage fixed hoti hai jo key 1:50 ki leverage hai.
                        • #13 Collapse

                          leverage aik tarah se broker ki jaanib se laon hota hai jis k madad se aap trading karte hain kiu k jo money ham deposit karte hain us se ham trading naehe kar skate wo kam hoti hai broker ye facility apne members ko deta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: leaverage kia hai????????????

                            Mujhe to main aapse Kya Kya mujhe bhi Bata denge Kya hota Hai as a question karunga kya mujhe pata kya kya bola hai aur Kis tarah se is per baat kar sakte hain to aap sab dost kya kare jyada se jyada koshish Kya Karen aapki honi chahie aage pass kyon nahin honi chahie dusra doston se bhi jyada aapki post nahin aapke liye khane se badhta hai to isliye apna bhavishya kijiye tha kya album bade aur Pakistan mein is time main jyada se jyada karna chahie logon Ko batana chahie kyunki is tarah se humne Kiya apna Pakistan ko banane ke liye Pakistan ko badhane ke liye kafi jyada chinta ki Gai jaane bade logon ki aaj Ham is Marg Mein aasan kaam hai jyada logon ne aati Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: leaverage kia hai????????????

                              Assalam o Alaikum dear forex member kia hal hy umead hy sab dost thek thak hun k or apna kam bakhobi sar anjam dy rhy hun gy Pakistan forex forum me kam bahut acha ja rha ho ga sab dosto ko jo b apna kam acha or ahsan tareky sy anjam dy ga os ka kam asan ho gia ziada faida dy ga or achi earning k lea bahut mufeed sabit ho ga.

                              What is leverage?

                              Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	1
Size:	1.7 کلوبائٹ
ID:	12386899

                              Dear members leverage ko agr simple alfaz main bayan kia jy to ye aik type ka loan ha jo k brokers apko provide karty hain taa k ap zada peson ki trade kar k zada profit earn kar skn.
                              Agr leverage apko zada profit earn karny ka moqa dyti ha to sth sth zada nuqsan ka bhi chance hota ha q k risk reward ration aik sth barh jati ha.
                              Leverage ki differnt ratios hoti hain jo k brokers hamen ptovide karty hian jesa k
                              1:50
                              1:100
                              Kch brokers maximum 1:500 tk leverage provide karty hain jb k kch brokers 1:unlimited leverage bhi provide karty hain.

                              1:50 minimum leverage ha or es main apko apki equity ka 50times yeni k 50 guna loa dia jata ha js se ap trading kar skty hain or estra ap bari lot size use kar skty hain or zada trades open kr skty hain jiska faida bhi ha or nuqsan bhi.
                              estrha jitni leverage barhti jygi apki trading power barhti jygi.
                              Forex trading ma Leverage ak bht useful tool hay, lakn dosri tarf ye bht khtrnak b hay. Leverage ko broker sy leya gea loan kaha ja skta hay. Bunyadi tor py broker is amount ko brha deta hay aur agr ye kamyab ho jaye to apke amount sy 1% lay leta hay. Agr asa na keya jaye to ho skta hay k new trader ka pora account sirf ak trading ma he khtm ho jaye. Aam tor py suggest keya jata hay k 6 sy 12 maheeny tk actual trading sy door rhen

                              What is difference between leverage and margin trading?

                              Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	2
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12386900

                              Trading Mein margin ko agar aap dekhte hain to margin trading hota hai usko use Nahin Taur per exactly Ham same principle ko use karte hain live which ke liye infect Ham Aaja ko use karte hain Yaad Karte Hain leverage mein aur is ko bahut acchi tarike se differences ko margin Ko Express karte hain aur iski percentage ko depot deposit karte hain requirement Karte Hain Ki Ham leverage ko Dekhte Hue express ratio ko bhi dekhte hain.

                              EXPLANATION

                              Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12386901

                              leverage 1 trade lganY ki ratio ha js ma ap kam balance py zIada volume ki trade lga skty ho agr apki leverage high ho g waisy to hum apny balance ky hisb sy trade nhi lga skty lkin broker ki tarf sy aik offer hoti hai jis ma brker hamari lot ko excute krwata hai wo hmari lot py apna investment balance share krta hai or hum apni lot lga paaty hn is ma hamain trade krny ki facility di jati hai kam balance py ziada margin sy trading kr paty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X