Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading krty wqt kbi b over confidence na hon
    Assalamu Alaikum dear Forex members Ek bahut important Baat discuss karni hai hai ki Jab Ham Forex trading mein Main trading Shuru Karte Hain To Hamen chahiye ke Hamesha acchi trading Karen koshish karen trading cutaway Jab aap trade Lagate Hain To pahle market ki analysis Karle market ki movement ko dekhne market ke upar niche Hote Hue trents ko dekh le market ki indicaciones ko samjhaie aur news ko follow karke direct lagaen Taake aap aap ke loss ke chances kam se kam ho aur profit jyada ho sometimes Aisa Dekha gaya hai ki agar Hamen Ek trade per profit Milta Hai To Ham excited hokar Gair soche samjhe overconfidence Mein next trade open kar lete hain Jo ki Hamare liye bahut loss ki vajah bhi ban sakta hai isliye Kabhi Bhi overconfidence Na Ho apni abilities per lekin rakhen lekin in risk ki bhi management Karen Taake aap safezone Mein Rahte hue trading kar sake aur aur Kamyab ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

    WaalaikumSlam yes you are right I agree with you Trading karte waqt Hamen kabhi bhi overconfident nahin Hona chahie Agar ham overconfident Honge to ham loss ki taraf Jaenge Agar Hamain profit ho raha hai aur ham successful ho rahe hain To Hamen overconfident Nahin Hona chahie Kyunki Is Tarah Ham loss ki taraf Ja sake hain to zaruri hai ki Ham mehnt se kam Karen Khud per confidence Rakhe lekin Khud Par guroor Na krian isase Ham naKami ki taraf Ja Sakenge aur overconfidence ko Allah pak b Pasand Nahin karte
    Last edited by ; 08-07-2020, 07:55 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

      Aapane bilkul sahi kaha jab bhi Koi trader trade lagaye to pahle market ko analysis Karen aur har ek chij ko dekhe aur Market ki direction ko bhi samjhe aur khud bhi mehnat Karen aur apne experience ko use Karen Forex per Ham jitna alert Ho karke kam karenge aur jitna acche tarike se kam karenge aur kabhi bhi jald pass hi nahin dikhayenge balki proper tarike se kam karenge aur Market ki direction ko aur iski movement ko samajh karke Hi Kam karenge tabhi hamen Forex se achcha profit hoga aajkal covid-19 ki vajah se market bahut hi disturb Ban chuki hai aur acche khase a professional trader trade nahin laga rahe hain kyunki market ki direction pahle jaisi nahin rahi hai hamen is time bhi soch samajh Kar Ke kam karna hoga aur kabhi bhi jaldbaji nahin dikhani hogi balki market ko har angle se analysis bhi karna hoga aur iski movement ko bhi check karna hoga aur uske line chart aur trend ko bhi analysis karna hoga jitna achcha Ham kam karenge aur acche tarike se market ko samajh Kar Ke trading karenge utna hi achcha profit hamen market se Hasil hoga
      • #4 Collapse

        Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

        Trading krtay waqat kabi bi over confidence nahi hona chaiy Aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jab trading krtay hai tu aap ko kamyabi hoti hai agar aap mehnat nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko confidence ka sath trading karni chaiy over confidence ka sath nahi kray
        • #5 Collapse

          Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

          g han ap nay shi kha hai humain trading kurtay waqt kbhi bhi over confidence nhi hona chahiyaay humain es main aik hud tuk confidence hoo kay apna kam kurna chahiyay agar hum e main aik hud tuk confidence hoo kay apna kam kurtaya hain to es say hum acha sa kam kurtay hain or es say hum kamyabi bhi gain kur laytay hain or agar hum es main apna kam over confidence hooo kay kurtay hain to hum es main kamyabi gain nhi kur saktay hain or es main hum acha sa kam bhi nhi kur saktay hain es liyay humain apna kam achay say kurbaa chahiyaay or aik hud tuk humain confidence say apna kam kurn chahiyay
          • #6 Collapse

            Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

            Over confidence traders ko loss ka chance her waqt rehta hay . Forex trading may over confidence hona nuqsaan deh saabit hota hay ic liye traders ko apni trading may bohut soch samajh kay he planning kerni chahiye. Trading may Profit aor loss dono he hotay hay . Profit say kabi bi over confidence nai hona chahiye kiyu kay overconfidence ki waja say ghaltiaa hoti hay
            • #7 Collapse

              Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

              Teddy sabse Jyada Se Jyada Jyada Se Jyada Hamen pata karni chahie ke sath check Karen lekin Hamen overconfidence Nahin Hona chahie Kyunki to Fir Ham Tere Bin Rah sakte hain aur Hamen Unse Ladka Sanu bhi karna pad sakta hai to koshish Karenge kabhi bhi aap jo hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                Ji han doston Forex Mein kam karte hue aapko Kabhi over country dance Nahin Hona chahie aapko chahie ke daily basis per kam Karen mehnat Karen aur Saber ke sath kam Karen Taki aap Kamyab ho sake aur acchi earning karne ke liye Kahan Se Ban sake Jo log mehnat karte hain aur acchi trading karte hain Vahi log Kamyab hote hain aur Achcha profit bhi Hasil Karte Hain
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                  Trading Karte Baat Hamen Soch Samajh Kar trade leni chahie aur trading karte waqt Mein Kabhi Bhi jald pass Nahin Karni chahie trading Karte Rakha Mein maarpeet ka Hamesha analyse Karke apni trade Ho faltu Nahin chahie Jab Ham maarpeet Ko Aane layak Karke apni trade open karte hain to vah trade Hamari jyadatar loss Mein Nahin jaati pal ke Hamen Achcha Khasa profectus hota hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki Hamesha fresh mind ke sath apni trade Karen aur money management ke sabse Apna lot size use Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                    dear friend forex trading mn kbi bhi overconfidance naen hona chayay keun k forex trading mn jb kuch logon ko achha profit mil jata ha to woh overconfidance ho kr big risk lena shro kr detay hn to jb trade loss mn jati ha to account bhi wash ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                      A.O.A dear friends umide hai ke ape sab log thek hon ge aur forex mien kam karte hue enjoy ker rahe hon ge. Forex trading mien trading karte waqt kabi bhi over confidence na hon agar aisa hua tu is se
                      lalch paida ho gi aur hum her kam jald abzi mien kare ge tu hume loss ho ga. Hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kare aur lalch aur jald bazi se aviod kare kui ke choti se choti galti bhi hume trading mien loss dilwa sakti hai.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                        A.O.A dear friends umide hai ke ape sab log thek hon ge aur forex mien kam karte hue enjoy ker rahe hon ge. Forex trading mien trading karte waqt kabi bhi over confidence na hon agar aisa hua tu is se lalch paida ho gi aur hum her kam jald bazi mien kare ge tu hume loss ho ga. Hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kare aur lalch aur jald bazi se aviod kare kui ke choti se choti galti bhi hume trading mien loss dilwa sakti hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                          Assalam Walekum aapki baat bilkul theek hai main aapki baat se hundred percent agri karta hun Pakistan Forex Aurum per kam karne ke liye Hamen yah lazmi hai ki ham Pakistan Forex Param ko acchi Tarah jaanch len is ki description ko follow Karen aur aur beta Andaaz se learning Karen knowledge Hasil Karen Jab Ham knowledge Hasil kar lenge To Hamen iska bahut jyada fayda Hasil hoga aur Hamen iska profit bhi achcha Milega trading karne ke liye Hamen is baat ka Khas Khyal Rakhna chahie ke Ham trading kis per kar rahe hain aur kya signal trust fall hai agar Ham koi bhi kam karte hain to uska Hamen bahut jyada Paida Hasil hota hai agar Ham minut Se Karte Hain so please Hamen chahie ki ham Veerta Andaaz Se Apna work Karen Apna daily basis ka target pura Karen aur quality ka Khaas yaar rakhen Hamen overconfidence Nahin Hona chahie To Ham Mal ke sath Sabar ke sath kam karna chahie Jab Ham Aisa Karenge To Hamen iska bahut jyada fayda Hasil Hoga aur jo new members Hain unko chahie ke vah Mina Tor Lagane se kam Karen lalachan na Karen aur na hi overconfidence hun Agar vah overconfidence Honge to unhen loss ka Samna karna padega aur iska Khatra bhi Hota Hai ke account was ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                            Trading hamesha mehnat aur relax mind k saath karni he is me sabar se kaam lete hue ahista ahista grow karna he aur apni skills ko impower Kar k future ko samne rakh Kar trading karni he is me over confidence se ham over react Kar jate hen jis se hamen nuqsan hota he ye business run karne k lie hamen thori nahi balke bahut ziada patience dikhani parti he is me daily market behavior ko dekh Kar kamyab strategy se trading karni chahie ta k ham is me behtar earn Kar saken over confidence hamare trading k lie dangerous he jis se ham mentally achi trading nahi Kar pate hen aur hamari saari planning fail hojate he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading krty wqt kbi b over confidence na hon

                              ASSALAM O ALIAKAUM, ji bilkul trading karte hue hamen kabhi bhi our confidence nahin hona chahie hamesha full confidence ke sath trading Karni chahie trading karne ke liye hamare pass acche experience or knowledge dikhao Na bahut zyada zaruri hota hai Jab tak hamare pass trading ka achcha experience aur knowledge nahin hota tab tak Ham acchi aur successful trader nahin kar sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X