Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziada
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziada
    Asslamualikum dosto forex trading main loss hone ki sorat main pershan na hn r na hi forex ko give up kren bhut se members ko loss ho jata hy is waja se forex ko chor dety hyn unko yh samjh nai ati forex trading online business hy r business per loss r profit dono hoty rehty hyn loss ki sorat main mehnt ziada kr den takh jaldi apka loss recover ho sky give up krna koi acha kam nai apne business ko jari rakhen loss se pershan hone se work acha nh ho sky ga loss ko bhool k apne work ko jari rkhen r ziada se ziada acha work kren takh forex trading se acha profit bna sken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

    WaalaikumSlam G bilkul Loss hone ki vajah se Hamen kabhi bhi Forex ke kam ko give up nahin karna chahie blke mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Kisi bhi kam Mein loss aur profit Sath Chalte Hain Agar ham los se mayus ho kar kam Chhor Denge To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye zruri hai ki agar Hamen loss Ho Gaya Hai To Ham loss ko Dekhen us loss ki vajah ko Dekhen aur next Achi planning Karen aur Aisi Galti na Karen ta k hmain loss Na Ho aur ham profit ki taraf Ja sake aur acchi earning Karke successful ho sake loss hone par Himmat Har kar kam Chhor Dena Koi samajhdar hi nahin hai
    Last edited by ; 08-07-2020, 07:42 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

      ​Jiji han aapane bilkul sahi kaha agar Forex mein launch Ho jaaye to pareshan hone ki koi jarurat nahin balki apne experience mein aurji han aapane bilkul sahi kaha agar Forex mein launch Ho jaaye to pareshan hone ki koi jarurat nahin balki apne experience mein aur mazeed increasemint laane ki jarurat hai aur Forex ke kam ko samajhne ki jarurat hai jitna acche tarike se Ham Forex se kam ko samjho gay utni hi achchaaur Forex ke kam ko samajhne ki jarurat hai jitna acche tarike se Ham Forex se kam ko samjho gay utni hi achcha profit bana payenge kyunki Forex ke business mein profit or loss donon hi hai agar kisi jagah per hamen nuksan bhi ho jata hai to usmein pareshan hone ki koi jarurat nahin balki aur mehnat karne ki jarurat hai jitni jyada Ham mehnat karenge aur jitna jyada Forex ke kam ko samjho gay utni hi achcha profit Ham Forex gain karenge bus jarurat hai kam karne ki aur Forex se kam ko samajhne ki aur mehnat karne ki puri planning ke sath kam karenge aur acchi analyses karke kam karenge kabhi Ham Forex se achcha profit gain karenge
      • #4 Collapse

        Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

        اصل پيغام ارسال کردہ از: romanaarooj پيغام ديکھيے
        Asslamualikum dosto forex trading main loss hone ki sorat main pershan na hn r na hi forex ko give up kren bhut se members ko loss ho jata hy is waja se forex ko chor dety hyn unko yh samjh nai ati forex trading online business hy r business per loss r profit dono hoty rehty hyn loss ki sorat main mehnt ziada kr den takh jaldi apka loss recover ho sky give up krna koi acha kam nai apne business ko jari rakhen loss se pershan hone se work acha nh ho sky ga loss ko bhool k apne work ko jari rkhen r ziada se ziada acha work kren takh forex trading se acha profit bna sken
        dear walaikum assalam aapane bilkul sahi kaha hai ki hamen agar kabhi loss hoja be jaaye to hamen fox say give up nahin karna chahie kyunki Forex trading ek aisa business platform hai jisme profit or loss donon hote rehte Hain loss hamen Apne Galti ho ki vajah se milta hai agar humse hi decision lenge to hamen profit mil sakta hai hamen Apne planning per kam karne chahie aur aise planning taiyar Karni chahie jisse Ham Sahi profit Hasil kar sake lekin fir bhi agar kabhi hamen Forex trading mein loss ho jata hai to hamen chahie ki Apne dost ko recover karne ke liye Forex trading mein aur mehnat Karen aur chijon ko sikhe apna experience jis chij ki vajah se hamen labh ho iske mutabik aur improve Karen khud ko skilful banaen jyada Se jyada experience Hasil Karen jitna jyada Ham acche tarike se market ko samjhega utna jyada profit cancel kar sakte hain agar hamen Kabhi Forex trading Mila so jaati hai to usko recover karne ke liye bhi Ham Forex trading hi use Karke Ham Kisi aur chij se uski recovery nahin kar sakte balki apni mehnat se Forex trading hi Apne loss ko recover kar sakte hain hamesha koshish karen ki hamen loss Nahin balki probondho.
        Your limitationit’s only your imagination.
        • #5 Collapse

          Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

          aapki acchi baat hai agar hamen ismein nuksan Ho bhi jata hai to hamen shayad aap pareshan nahin hona chahie agar Ham jyada pareshan honge aur ismein hamara apna hi nuksan hai ya hamare liye ek achcha online system business hai ismein Ham acche se kuch hassil kar sakte hain agar Ham achcha kam karenge to hamara apna hai fayda ho sakta lekin ismein hamen jyada pareshan hone ki jarurat nahin hai agar Ham jyada pareshan honge to hamara apna nuksan ho sakta hai isliye apne aap ko kamyab banane ke liye hamesha mehnat karni chahie Ham itni mehnat karenge to hamara apna hi fayda ho sakta aur ham khud Hi kamyab Ho sakenge har kisi Ko main karne ke liye hamesha achcha kam karna chahie Ham jitna kam karte Hain to hamen utna acche se fayda hota hai utna Ham jaldi se mehnat karte hain hamen agar kamyabi are shukriya to hamesha ke liye apne kam ko acche se rakhna chahie hamara jitna kam hoga to Ham itna jaldi kamyab hona sakenge aur ismein hamen na kami nahin hoti nakam UN logon Ko hogi Jo apne limit ko pura nahin karte aur hamesha ismein fayda nahin kar sakte isiliye hamen agar ferosul karna hai to apna Kam acche se karna chahie hamara jitna achcha kam hoga hamen kitna Cha fayda hoga utna jaldi Ham kamyab hona sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

            Forex jahan aik profitable business ha wahi yeh risky aur complicated bhi ha is lye forex market ma bohat hi soch samjh kar kam karna padta ha, kuch new log forex market ma knowledge aur trading experience ki kami ki wajh se loss kartay hain aur beginning level pe hi forex ko give up kar jatay hain, meray khayal se shuru ma har business ko start karnay ma difficulties hoti hain lakin gradually ap is ma ap ko experience hasil ho jata ha,
            Loss ki wajah se forex ko chordain na balke yeh kam karain
            a) forex k knowledge ko ashi tarh se hasil karain, pehlay learning pe concentrate karain, earning automatically start ho jaye gi
            b) real trading se pehlay demo account pe ashi tarh se practice karain aur apnay experience ko increase karain
            c) apnay ander trader wali qualities ko produce karain, apni trading skills ko improve karain,
            d) apni mistakes se learn karain
            • #7 Collapse

              Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

              walikum assalam han g bilkul theak kaha hai apny hamen loss hony k bad kabhi bhe forex ko nahi chorna cheye hamen hamesha he bhot mehnat k sath kam karna cheye or hum sub he mehnat k sath he kam kar k kamiyabi hasil kar sakty hain ..hamen forex main loss hony k bad mazeed mehnat karni hogi or hum mazeed mehnat k bad he kamiyabi hasil kar sakty hain ..forex ek bhot acha business hai hamen hamesha he bhot hard work karna hoga or hum hard work kar k he yahan kamiyab ho sakty hain ,.hamen hamesha he apni mehnat ko jari rakhna cheye or hum hamesha he apni mehnat ko jari rakh kar he kamiyab ho sakty hain ,,
              • #8 Collapse

                Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

                Walikum salam Wbr
                Loss ek step hay manzil say ek kadam dhoor
                Agar aap is jagah he rukh gaye toh aagay nhe badh pao gey..
                Yeah ek rukawat hoti hay magar khatima nhe....isliyae aap kay aagay dekho gay toh kamyabi he kamyabi nazar aiyae gey...
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

                  Forex business mien hume kabi loss ho jata hai aur kabi profit jab hume profit hota hai hum kush ho jate hai aur loss hone ki waja se mayoos ho jate hai aur forex ko give up ker dete hain. Profit aur loss dono se hi business chalta hai agar hum loss hone ki soorat mien mehnat kerna chod dien ge tu na hum apne loss ko recover ker sake ge aur na hi business mein success hasil ker sake ge. Loss se preshan na hon balke loss hone ki soorat mien aur zyada mehnat kare ta ke hum apne loss ko bhi recover ker lien aur ache profit bhi hasil kerna jald start ker dien.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

                    forex trading aik proper business hy es mein humein loss bhiho sakta hy aur humein profit bhi hota hy es liye humein agar forex mein loss ho jaye to humein forex ko leave nahin karna chahiye loss ki wajah se humein kum az kum forex ko leave nahin karna chahiye kun keh humein es baat ko samjhna chahiye keh forex aik proper business hy es mein loss aur profit hota rehta hy to jab humein trading mein loss ho jaye to humein give up nahin karna chahiye balkeh humein zayada se zayada mehnat karne chahiye to hum apny loss ko recover kar sakty hain thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

                      Bilkul aesa e hay kyun Kay jbh mazeed mehnat ki Jaye gee tou uska result hamesha acha e milta hay esliye kbhi bhi forex mein waqti nakami say mayous hou kur heart loose nahi kurna chuhye aur peechay wali mistakes say seekh kur future mein apnay kaam ko mazeed samaj aur management Kay Sath kurna chuhye.aesat trader ki kamyabi zaroor milti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

                        ji bilkul hone ki vajah se Kabhi bhi Forex trading ko Nahin chhodana chahie jab aap aisa Kar jaenge to aap apna hi nuksan kar jaenge aapane jitna yahan time gujara hai aapane jitna Forex trading ko time diya hai aapko jitna aaj tak knowledge Aaya hai aapane dusron ka time liya hai vah Sara nuksan mein Chala jaega bahut achcha business hai agar aap yahan per kam karte rahenge to aapko ek acchi earning a sakti hai lekin duniya ka koi bhi kam ho hamesha se hota hai Nahin hota...
                        ​"Try try again until you succeed"
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

                          G han friends , yeh bat bilkol theak hy k loss ki waja sy kabhee bhee forex ko give up na karein kun k dunya mein koe bhee aisa kam nahe hy jis mein loss ka khatra na ho ya loss na ho. Jis tarah dunya k dosary karobar hoty hain usy tarah forex bhee aik business hy aur esay bhee dosary business ki tarah loss ka khatra rehta hy. Agar kisi friend ko forex mein loss ho jata hy to wo esay give up krny ki bjaey is pr mehnat kary aur apna loss recover kary.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss hone ki waja se kbhi bhi forex ko give up na kren blkh mehnt jari rkhen ziad

                            WaalaikumSlam G bilkul Loss hone ki vajah se Hamen kabhi bhi foreign exchange ke kam ko give up nahin karna chahie blke mehnat ko Jari Rakhna chahie Kyunki Kisi bhi kam Mein loss aur income Sath Chalte Hain Agar ham los se mayus ho kar kam Chhor Denge To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye zruri hai ki agar Hamen loss Ho Gaya Hai To Ham loss ko Dekhen us loss ki vajah ko Dekhen aur subsequent Achi making plans Karen aur Aisi Galti na Karen ta k hmain loss Na Ho aur ham income ki taraf Ja sake aur acchi incomes Karke successful ho sake loss hone par Himmat Har kar kam Chhor Dena Koi samajhdar hello nahin hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X