Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?
    Assalamu Alaikum friends I hope you are all well main aap Logon se yah puchna chahti Hun Ki Aksar log gold ki trading Mein loss ki taraf se Jaate Hain aur kafi careful ho kr b trading krty ha.. Aisa q hota ha?? Gold ki trading m baki chezon ki nisbat itna zada careful ho k trade krna q zruri ha??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

    gold mai hm trading kar ky pasa kma sakty hain hamy is mai ahteyt sy kam karna ho gapher he hum pasia kma saky gy forex ko samjan aik din ka kam nahi hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe laalch karty hain to hamy siraf or sriaf loss ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

      Assalamu Alaikum dear Forex member Jab Ham trading start Karte Hain To Hamen chahie ki Ham Agar gold ki trading kar rahe hain to maximum careful hone ki jarurat hai Kyunki gold ki sell aur purchase bahut up-and-down rahti hai Jiski wajah se market mein bahut fast movement hoti hai aur Hamen risk bahut Hota Hai hai aur loss Ke Chand Se Bhi bahut jyada Hote Hain isliye gold ki trading karte waqt bahut careful Rahana chahie Taki Hamara loss kam ho aur profit jyada ho
      Last edited by ; 08-07-2020, 07:26 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

        gold ki trading bahut jitendra se aap khud dekha hoga ki gold ki market mein bahut jyada account wash kiye Hainjab bhi aap gold ki market ke sath trade karen to bahut jyada short term trading Karen aur aapane lot size large mein lagana hai aur track profit bhi aapane large mein lagana hai aise Na Ho Gaya aap take profit bhi Na lagaen aur stop class bhi Na lagaen gold ki trading karte hue aapne har chij ko main karna hai aur trading to be perfect banana hai jab tak aap apne aap ko achcha aur kam yah operator nahin banaa sakte aapane gold ki trading se avoid karna hai usi karenge abhi trading Karen up currency pair aapko achcha result dete Hain aur aap isliye trading ko bhi improve kar sakte hain to wish you best of luck
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

          Ji han aapane bilkul theek farmaya hai gold ki trading karte waqt hamen soch samajh Kar trading Karni chahie kyunki Agar Ham soch samajhkar trading karenge to hamen bahut jyada fayda hoga kyunki gold ek aisa pair hy Jo boht riskey pair samjha jata hy to hamen chahie ki agar ismein risk lean to soch samajh Kar Le kyunki ishq se Hi mandak kuch Hasil karta hai to Agar koi bhe bnda soch samjh Kar risk ly ga tu wo boht faida haisl Kary ga or agar koi bnda begair sochey samjhe risk ky ga tu is ko boht zaida loss ho ga is lye humeny chaayeh k hum soch samjh Kar kaam karey .
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

            Dear god is dangerous commodity hai jo ki bahut fast move Karti Hai Is per Hamen small capital ke sath bilkul bhi trading Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham Gold per small capital ke sath trading ka risk Lete Hain To Yahan per Hamara account bahut jald was ho sakta hai Goldberg trading karne ke liye Hamen bahut careful Rahana chahie Kyunki Agar Ham Gold per Soch Samajh Kar trading Nahin Karte to Yahan per Hamara account long time ke liye sirf Nahin Rah sakta gold Hamar account was karne mein kuch hi time lagata hai yahan per Hamen always proper planning karne chahie Kyunki proper planning Karne Wale members he always Kamyab hote hain Goldberg reading ke liye pahle Apna capital strong Karen FIR aap Gold per befikr hokar trading Karke Achcha profit hasal kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

              Assalam alikum Wbr
              Hamesha hum jo b kaam karay woh hamari zindagi say munsaliq hota hay our life depend upon that...
              Isi tarah gold ki trading ka scene hay when we do its trading iss ko qimat both zyada hoti hay which makes it rare for profit as well as loss..
              So humay both atihath say rehna Zurari hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trading krty huay careful rehna q zruri ha?

                ASSALAM O ALIAKAUM, hamen Gold per tab hi trading karne chahie Jab hamara account balance zyada ho kyunki Gold per trading karna bahut zyada risky hota hai Jab Ham money management ko ignore karte hue Gold per trading karte Hain to hamara account wasy Ho Jata hai to hamen kabhi bhi Gold per trading nahin karne chahie aur use waqt trading karne chahie hamara account 500 dollar Ka Ho kyunki trading karte hue money management bahut zyada zaruri hoti hai

                اب آن لائن

                Working...
                X