Profit returns when request to withdraw.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    bahi aap ko chahiye k jab aap withdraw karain to sari trade ko close kar lain is say aap ka profit aap ko return nai ho ga or aap is say eanring kar sako gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      ejqanab pa nay thrak k sawal poucha ahi is online busnie main pal og apni with drew ko cancel b karwa sakty hian or ap log is main acha aksha profit b earn lart
      • #183 Collapse

        saalaam bhai jee app forex mein kaam kartay hain mein forex mein bulkul new hoon app loog meri help karin menay with draw laagaya tha woh pasaay wapis meray account mien aa gaye is ki kya wajaa hai aur is maslaay ko kasay haal kiye ja sakta hai
         
        • #184 Collapse

          is ki ye waja ho sakti hay ke us ne phelay kisi or account me forum bonus use kar ke loss kiya hoga jab tak apka full bonus recover nai hoga tab tak ap account se withdraw nai kara sakty ap ne froum se jitna bonus earn kiya hay pehlay wo poor karen phir us ke baad jo profit hoga wo withdraw ho sakay ga
          • #185 Collapse

            G janab profit ko return krny ky liyay ap ko sab kuch asani sy mill skta hy ap ko knwoeldge or experience sy pata chalta hy ky profity ka return kysy ata hy or profit kysy return hot hy.
            • #186 Collapse

              saalaam bhai jee meein forexmein new hoon jaab hum withdraw laagatay hain tu woh wapis kyun aa jata hai is kaa koi haal batin aur mein is mein se pasaaay nikalwa sakon
               
              • #187 Collapse

                IS main reason ye hai ka ap jab apna withdraw laty ho tab ap ki trades closed hoti hai lakin ap withdraw hony sa phly hi shyad phr trade open karty hain is liye ap ko chaye ka ap wait karin aur jab tak ap ka withdraw transfer nahi hota hai tab tak koi bhi new trade open na karin kun ke agar ap open karo gay tu ap ka withdraw cancel ho jaye ga.
                • #188 Collapse

                  Is tarha hota tu nhi hy withdraw leny k liye zaroori hy jab ap withdraw ki request ki ho ap ki trade jo open ho us ko close kia jaye tab withdraw ho ga agr nhi hwa tu ap insta forex mein baat karen wo ap waja bata dayen gay withdraw na hony ki
                  • #189 Collapse

                    agar aap ka withdraw returen ho gia hay to es ki reason aik to yeh keh aap ka pass witdraw kay liay fund kam tha aikd request zaida amount ki ho gi. other yeh keh aap ka money broker ka account corrent nahi ho ga. aap check karian and withdraw ki request profit ka 70 ya 80% lagain.
                    • #190 Collapse

                      dear sab say pahlay to aap apnay dost say ya pucho kay us wo withdraw kis par laga raha hay quen kay jo bi aap withdraw lagatay ho to aap kay paas aik option a raha hota hay kay aap kam say kam or ziyada say ziyada itna withdraw laga saktay ho iss say ziyada nahi laga saktay.
                      • #191 Collapse

                        kiyon k ap ne trade lagae ho ge aur margin kaam ho ga es liye ap pehle apni trade close karay liye karay then withdraw karay tu ho jae ge aur kosis karay es mein mind se trading kary
                         
                        • #192 Collapse

                          This happened with me also for one time. It happened when my other trade was running in negative float so they canceled my withdrawal and returned profit. But once my profit closed then I got both withdrawals. No I get withdrawal and then start trading.
                          • #193 Collapse

                            money management is important to apply every trader because trading is not always achieve a profit. So with the use of money management and trading will be controlled at the end of each month we will be more profit than loss.
                             
                            • #194 Collapse

                              dear iss ki 2 reason ho sakti hane aik to ya ho sakta hay kay us ka account verify nahi ho agar account verify nahi hay to us ko withdraw nahi diya jata hay dosra ya ho sakta hay kay wo withdraw bohat ziyada laga chuka ho aap jiss money server par withdraw lagatay ho to us par likha howa aata hay kay aap nay kam say kam itna withdraw lagana hay agar us say ziyada howa to phir aap ka withdraw back ho jata hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                My dear friends aisa aksar hota ha ke humari withdraw request declined ho jati ha. ic ke best solution ke liye app ko chahiye ke app instforex ke supporting team se contact karin or un se ic ke reject hone ki reasons ke bare main discuss karin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X