Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye
    Agar traders mehnat karty hey to un ko mayoos nahi hona chaye aur har condition me hi us ko apni kamyabi ka yakeen hona chaye, esy traders jo key learning to karty hey magar un ko kamyabi ka yakeen nahi hota hay esy traders kamyab be nahi hoty hey, agar traders ko kesi tarha se nakami ka be samna ho to apni kamyabi aur apni learning par yakeen esy traders ko har haal me hi kamyab trader bana sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

    g han dear ap nay sahi kaha ak achy trader ko hamesha kamyabi ka yaqeen ho na chahea ku kay agr yaqeen nhi ho ga tab tak ap log ksi bhi kam mai perfect nhi ho sahk tay or na hi kamyab ho sahk tay hai ku kay mahnat kar nay waly ko yaqeen ho ta hai kay us ko us ki mahnat ka phal zaror milly ga or wo asi baate phr apni mahnat ko jari rahk tay hai or mahnat kar kay acha bounce hasil kar tay hai or apni life change kar dety hai
    Last edited by ; 07-07-2020, 10:04 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

      traders ko khud pay yaqeen ho ga to hi kamyab ho saken gay dar dar k trading karny waly kamyabi hasil nai kar skaty Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

        aik famous baat hay k jaisi niyyat waisi muraad.is baat ko follow krna chahye aur trader ko chahye k voh hamesha kamyabi ki niyyat se kaam kray aur osay poura yaqeen hona chahye k voh har haal mein kamyab hoga isi tarah pakka irada kr k voh trading kry ga to trading ka result zaror positive aaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

          g han ap sahi kah rahy hain forex main ager ap kam akrty hain tu ap ko is main kamyabi hasil karny ka 100 percent yakeen hona chhaye phir he ap is business main success ho sakty hain forex main ap ko kuch time loss bhi bardasht karna parta hai aur is main saber say kam karna parta hai phir he ap ko is main kamyabi milti hai is le ap ko forex main apne uper yakeen hona bohut zrori ha.
          • #6 Collapse

            Re: Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

            Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai traders ko Hamesha kamyabi Ka yakin Hona chahie Agar Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai aur accha profit Hasil karna hai to Ek trader ko apne aap per lekin Hona chahie mayusi Nahin honi chahie Soch Samajh Kar trading Karenge ka vah to Kamyab Jarur Hoga isiliye jaldbaji aur 2K ke sath trading na Karen Soch samajhkar market ko acchi Tarah analysis Karke Shabd ke sath chatting Karenge to Achcha profit Hasil kar sakte hain isiliye Apne Aap Par Bharosa rakhen aur trading Karen han trading ke experience Hona jaruri hai experience hoga to aap Kamyab Ho Sakenge experience ke bagair earning Namumkin Hai
            • #7 Collapse

              Re: Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

              ji bilkul friends traders ko hamesha kamyaabi ka yaqeen hona chahye traders ko hamesha apne kamyabi ke bare mai sochna chahye jis tarah hum sochte hai waise hi hota hai aik trader ko yaqeen hona chahye os ki kamyabi ka
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Traders ko hamesha kamyabi ka yakeen hona chaye

                Ek acche trader ko hamesha yakin hota hai ki vah kamyab hoga aur yah ek acchi baat hai ek acche trader ki nishani hi hai ki vah acchi si mehnat Karen aur acche se trade Karen aur usko yakin Ho ki kamyabi uska mukaddar hogi kabhi ka bhar aisa bhi hota hai ki aapko loss ho jata hai lekin acche trader ki yahi nishani hai ki vah mayus nahin hota aur usse is baat per lekin hota hai ki usko kamyabi hasil hogi agar chhota mota Koi nuksan Ho Gaya to koi baat nahin vah aur mehnat karta hai aur kamyabi hasil karke hi rahata hai

                اب آن لائن

                Working...
                X