forex ko learn karen achi trah
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    G bhai bikul forex market mai trading krnay say phlay trader ko trading ki proper learning zroor krni chahiye Q k apni learning ki base pr trader knowledge gain krta hai or knowledge ki base pr experience or achay experience ki base pr hi trader profitable or successful trading krnay mai kamyab ho skta hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex ko samjna or achi trha sikhna yeh forex trader ko kamyab krany ke nishani heay dear jab be ap ko moka mily kahin be forex ko sikhney ka tu wahan zaror beht ke sikhin forex main jitn learn krna utna he apna faida hota heay.
      • #48 Collapse

        Yes forex ko phely ache tarha learn karen or sekhen or kam az kam forex ko ek se do month sekhen or us k bad he forex ko join karen pher jo maza trading karne main ata hai or khain bhe nahe hota hai
        • #49 Collapse

          is business ko learn karnay ka ek bar soch len to pher is ko zror learn kare yeh na sochay k ap nahi kar saktay hain bus ek bar is ko karna shuru kare to pher kartay chalay jae or hume chahye k hum is me itna zyada work kare k humara kam easy ho behter say behter hota chala jae.
          • #50 Collapse

            yes learn jab achi trah se karenge tabhi achi earing ho paayegi warna to hamesha loss hi face karna padega forex nhi har kaam ke liye pahle uski learing karni chahiye baad mei wo kaam tabhi kaam nikhar ke aayega aur hame kaamyabi milegi
            • #51 Collapse

              g bhai forex trading ek business ko agar apa chi tarah se learn karenge to hi is mein ap kamiyab hosakte hain warna ap is mien kamiyab nahi hoskate.
              • #52 Collapse

                Learning ka saheeh tareeqa yeh hy keh aap aik subject ko lain aur phir us key barey main compete information lain aur phir us key bad dosrey subject pa aa jayen. Jo log yeh chahtey hain keh aik din main sarey forex ko learn kr lain to yeh mumkin nahi hy. Is leye slow and steady wins the race.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #53 Collapse

                  han g yeh baat tu hai humy kearning zarori karni chahiyeh lekin yeh zarori nhi k ap say hi ki jey online bohat say tariky hain jis main bina kisi tension learning ki ja sakti hai or es say acha kasm koi b nahi hai es duniya main

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X