first learn then earn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    first learn then earn
    hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik best business hain hum is mai pairs mai or currency mau kam kair sakt hain hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy is mai usa or china jasy bary bary mumalik invel hain forex pakistan mai legal ri famous ban cuaka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: first learn then earn

    bilkul jee learning k bina to earning possible hi nai hay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: first learn then earn

      g to dear hamein forex ko join karny kay baad sab say pehly learning karni chahye phir hi earning kay kabil ho sakty hein jab tak hmara knowledge nahi hoga ham kabhi bhi forex market mein kamyaab nahi ho sakty is nkay liye hamein mehnat ki zarort hoti hai jitna time ham invest karty jayeinm gay utna expereience gain hoga or ham market mein achi tradi ng kay kabil hongay or phir hi acha kama sakty hein.
      • #4 Collapse

        Re: first learn then earn

        G han traders ko pehly learning karny ka sochna chaye aur apni learning complete karny par focus be karna zarori hota hay earning bad me hi ho sakti hay aur bahot hi achi earning hamari learning complete karny key bad ho sakti hay, agar learning condition me earning ka socha jaye to ye ghalat bat hoti hay traders key ley sab se important hi us ki learning honi chaye bad me esy traders bahot hi earning market se kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: first learn then earn

          g han dear ap nay sahi kaha forex trading mai kamyab or achi trading kar nay kay lea jis say ap ko achi earning hasil ho us kay lea ap ko forex ki achi learning hasil kar ni ho ge ho achi learning ap ko achi earning dil wa sahk ti hai or ap ko kamyab trader ban nay kay lea ap kay apss achy experience ka ho na bhi bohat zarori hai ya experience ap ko achy trader bana sahk ti hai
          Last edited by ; 07-07-2020, 09:59 PM.
          • #6 Collapse

            Re: first learn then earn

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pco پيغام ديکھيے
            hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik best business hain hum is mai pairs mai or currency mau kam kair sakt hain hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy is mai usa or china jasy bary bary mumalik invel hain forex pakistan mai legal ri famous ban cuaka hain
            GTR aapane bilkul sahi kaha hai kya kar MS coronavirus Chi quality working Karenge To Ham ka maja kar sakte isliye main chahie Ganesh puja ki salwar ka kapda banane ki puri Pata Kare Ki Hamari
            • #7 Collapse

              Re: first learn then earn

              Forex ek bahut achcha business hai yah ek online business hy ek real online business hai jab aap yahan per learning karte hain tabhi aapko earning hoti hai aapko chahie ki aap yahan per bahut sara land Karen knowledge Hasil Karen aur experience Hasil Karen jab aapke pass knowledge or experience hota hai to aap kisi bhi field mein kamyab ho sakte hain Pakistan Forex bahut hi jabardast aur kamal ka business hai agar aap yahan per kamyab hona chahte Hain To aapko bahut mehnat karni padegi jab aap yahan per acchi tarah se hardwork aur mehnat karenge tabhi aapko earning ho ge
              • #8 Collapse

                Re: first learn then earn

                bilkul zbrdast bat kahi apny bhai agr kisi k pas koi knowledge na ho aur wo banda kam shuru kr dy to usy loss hi hoga aur phr wo pachtata rhy ga lekn agr wo phly us chez k baary men knowledge hasil kry phr wo kam men kamyab hoga

                ssame case forex men ha agr kisi ko iska ilm nhi aur wo is per kam kry to usy loss hi hoga islye phly forex ki knowledge honi chahye us k bad bnda us knowledge ko use kr k acha kama skta ha to is sy insan ki life achi ho skti ha
                • #9 Collapse

                  Re: first learn then earn

                  Earning with learning apko earn krne kliye Ye chij ki learning lazmi Hoti Hai Ta ke aap Jaan sake yah chij hai kya aur is se kaise fayda uthaya Ja sakta hai aur kaise earn kiya Ja sakta hai yah Koi Aam majduri To Hai Nahin jo aap simple se kam ke liye Ye paise De Diye Jaate Hain aur yah short time mein Jyada Kamane Wali Company hai aur short time mein jyada earn karne ke liye aapko Jyada knwledge Hona chahie aur iske sath sath aapki luck achi honi chahie lazmi nahin Ke luck acchi ho aapki mehnat bhi matter karti hai aap Kitni mehnat Karenge aapko uska phal zarur milega. Mehnat Mein Azmat hai Hai Aur mehnat Ka Daman Kabhi Na chhode agar aap successful person Banna Chahte Hain hmehsa mehnat aur jazbay se kaam kren
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: first learn then earn

                    ji han forex mein trading karne ke liye sabse jyada jaruri hai ki aapane isko acche tarike se samjhawa Ho agar aapko iske bare mein maloomat nahin hogi aur aapko iska kuchh nahin pata hoga ya iske bare mein thoda bahut pata hoga aur aapane trading start kar de to ek bar aapane pet karna start kar diya to aap ko nuksan ho sakta hai kyunki ismein kamyabi hasil karne ke liye inter hai zaroori baat hai ki iske bare mein acchi maloomat ho aur aapko iske bare mein main market ki puri analysis Ho yani ki jitni acchi aapke learning hogi utani hi acchi aapki earning hogi yah baat aap ki sabse best baat hai aur create mein achcha profit hasil karne ke liye yah kamyabi hasil karne ke liye sabse behtarin baat yah hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X