Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?
    Dear all friends mein aap sab say ye pochana chahta hon kay trading mein stop lose use krna zarori hai agar zarori hai to kiyoun zarori hai please is kay liye mujy guideline ki zarort hai............
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

    Instaforex Punjabi m trading Kare to trade Lagate Hue main is baat ka password Kaise Rakhna chahie ki Hamen Jo Star Plus show take proper to set kar dena chahie Kyunki use Hamen ya fayda Hona chahie kya Jyada Se Jyada jo hai vah Hamen is Mubarak Sath Nahin Jana Padta Baloch yahan se kam kar sakte hain aur ko bahut Jab vah Hamare Karega To Hamara ho jaega
    • #3 Collapse

      Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

      Readymade use ko use karna is Zaroori Hota Hai Kyunki se Ham jitne to use karne ka main aapko sakte hain Duniya Mein Se Kam indicator indicator Hamare liye bola tha faydemand Saboot Honge kramank ko Jyada pakde Hain To Akram se baat nahin Ham kah Nahin Sakte hai Ki Shaadi Hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

        hamy stop lss ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky earn kar saky gy forex mai hamy stop los ko kabe be ignore nahi karn chaeye hum is mai raat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kari sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain is jasa koi or business nah hain all world mai
        • #5 Collapse

          Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
          Dear all friends mein aap sab say ye pochana chahta hon kay trading mein stop lose use krna zarori hai agar zarori hai to kiyoun zarori hai please is kay liye mujy guideline ki zarort hai............
          Salam dear members g bilkul hum jab business krte hn humy us main loss bhi hota hai or profit bhi isliye loss sy drna nahi chaiye balke apni ghltion ko sahii krna chaiye tab hi hum is business main kamyab ho skyte hn isliye jtna acha kam kren gy kamyab hongy isliye soch samjh k kam kren tab hi kamyab hongy yh bhut best business hai is jesa koi businesss hai isliye pak forex ko life tak sath rkhen ...
          • #6 Collapse

            Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

            dear forex trading main stop loss is lea use kia jata hai kyon ky is say ap ka account safe rehta hai ager ap ka account safe nahi ho ga tab ap ky account ko wahs hony ka bhi khtra ho skta hai is lea ap jab bhi order laga daity hain tu foran ap ko stop loss lagana chahey forex main aik dafa ap ka paisa loss ho jay tu wo loss hoa paisa wapis nahi aa sakta ha is lea ap ko trading achy say karni chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

              ji bilkul app ne tek kaha trading mai stop lose ko use kar ke hi hum trading mai kamyab ho sakte hai stop lose ko use karke hi hum earn kar sakte hai hum ko forex mai serf earning nahi karne balke hume learning ke sath sath learning karne hai jis se hamre knowledge and experience mai bhi izafa hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

                mere dost stop loss aik sahoolat hay tradin mein.isko hum.istamal krein ya na krein foeum ki taraf se koi sakhti nahi hai.han stop loss ki option ko use krnay se hamara he faida hay q k agar stop lpss active hoga aur hum trading kp watch na bhi kr rhay hon to stop loss ki limit pe jb trade aye gi to auto close ho jaye gi.agr stop loss ko use na krein to trade hamara ziada nuqsan bhi kr skti hai.is leye es sahoolat ko istamal kr k faida uthana chahye...
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

                  ager humari trade risky ho tu phir humain apni trade main SL zarore set kerna chahiy is se humain bht ziada faida ho sakta ha q k risky trading main akser acount wash ho jaty ahn ager hum apni trade main SL set ker dain tu is se humari trdae bht bary loss main nhi jati pahly hi close ho jati ha is liay TP aur SL bht achy tool han humain apni trading main inhan bht ziiada use kerna chahiy is se humain bht ziada faida ho sakta ha.
                  • #10 Collapse

                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trading mein stop lose ko use karna zarori hota hai...?

                      zaroori to nahi hy lekin agar use kiya jaye to behtar hoga si sy aapko ye faida milega k aapka account wash hony sy bachega, aap, aap chahy lot size jitna B rakhain aapky accoutn main chahy jitna B balance ho jab aap stop loss rakhaingy to aapka accoutn usi stop par pounch kar auto close kar dega aapka trade, isliye agar aap k paas equity kam ho to stop loss lagaya karian.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X