Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must
    Salam dear members g humara apny sawal tha k hyumari posts kis waja sy delete ki jati hn posts k sath sath humare threads bhi delete ho jate hn isloiye mujy samjh nahi a rii k yh kis waja sy delete hoti hn so please jis ko bhi pata hai wo btaen k kis waja sy delete hoti hn agr humari hi kisi mistakes ki waja sy delete hoti hn to hum apny mistakes ko sahii kren gy atleast humy pata to chlyt posts threads delete hone ki waja ....Click image for larger version

Name:	delete.png
Views:	1
Size:	321.1 کلوبائٹ
ID:	12465611
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

    agar hum mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy aik time tbale bana kar kam karn h ga hum is mai rat mai be kam kari sakty hain hum is mai din mai be kam kair sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karn h ga hum ga rmai bath ka is ma kam kari sakty hain is ko samjna aik din ka kam nah hain hum is maimayr k ignore karty hain to hamare post delete h jy ge
    • #3 Collapse

      Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

      rules k against post kren gy to delete ho jay gi Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

        Dear friend forum pe fazool aur bey tukki posts delete ho jati hen aur repeated ya copy posting karnay se bhi threads aur posts delete ho jati hen iss forum pe jo bhi thread karen new topic wali karen aur uss men acha knowledge aur experience share karen aur repeated threads pe reply posts nah karen tu posts kam delete hon gi
        • #5 Collapse

          Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

          mere khayal mein post delete honay ki sb se barti wajah yeh hai k hum aik he type k different threads pe reply krtay hain jiski wajah se aik post accept ki jagi hai aur baqi ko delete kr deya jata hay.iskay ilawa aik aur solid reason yeh bhi ho sakti hai k posts ki repeatation ki wajah se bhi post del keye ja saktay hain.aisa acha kaam mren k hamri posts aur threads del na hon...
          • #6 Collapse

            Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

            Forex mein rule ke mutabiq thread Karen agar iske prakar karenge to delete ho jayegi aur aur chat karte waqt quality ka khyal rakhen jitni quality vyavastha hogi itni hi hai acchi chatting aap kar sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

              salam dear friends app ka sawal boht acha hai ke hamare threads and posts delete hone ki kya waja hai to bahi jan hamre threads delete hone ki waja ye hai ke wo repeated threads hote hai ya kahi se copy ki huwe ya us tarah ke threads and posts same forex mai pahle se mojood hote hai
              • #8 Collapse

                Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

                Assalm o alaikum dear member apny sahi kaha hai hmari posts or threads daily dlt hoty hain us ki waja hmare posts ki quality or threads ki qantity dono py depend krta hai humy apny threads or posts me informative cheez share krni chahiye ta k hmara impression acha parh sky is liye apko chahiye k achi quality k threads lgayn ta k unko dlt na kia jaye
                • #9 Collapse

                  Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

                  Main aapko post delete hone ki vajah batata hun Agar Ham first ko Bar Bar Faizul topics share kar rahe hain Jiski Koi value Bhi Nahin Hai vah post Aksar delete Ho Jaati Hai Jo Bar Bar repeat kiye jaen Jiski value Na Ho vah bhi delete Ho Jaati Hai Hamen quality ka work share karna chahie jismein information Ho
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Salam .. humari posts or threads delete hone ki waja ??? rply must

                    Jitni jyada learning hogi utani hi jyada aani hogi yani ke agar aap learning ke bad post karenge aur aur dusron ki post ko copy pest karenge ya FIR ek jaisi post karenge to aapki post delete kar di jayegi isliye jaroori hai ki aapki post ki quality acchi ho aur aapko forex trading ke bare mein acchi se knowledge Ho ho Taki aap ki post delete Na Ho.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X