Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho
    assalam walekum girlfriends jaisa ki Ham Sab Pakistan forex forum per kam kar rahe hain isase daily basis per per target pura karke bonus hasil karte Hain or wo bounce aage training mein madad deta hai aur usse hum profit hasil karte Hain jesak forex trade per hum trade lagate Hain to vah trade hamari loss par start hoti hai hamesha pareshan nahin hona chahie kyon ke shuru ke 3 pip broker ke hote hain aur uske bad hamari trade hoti haiis per main pareshan nahin hona chahie aur na hi jaldbaji mein trade ko close karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

    g han dear ap nay sahi kaha forex trading mai new member ko shuru mai loss ho ga ku kay un kay pass itna experience nhi ho ga is lea wo loss say na ghabray or kosis kary kay wo log forex trading ka zayada say zayada experience or knowledge ko gain kary is say un ki trade loss say zayada profit mai jay ge or wo log senior say zaror advice lay or un ki advice per amal kary ku kay un ka experience ap say zayada hai or wo ap say zayada trade mai expert hai is lea never loss heart or apni mahnat jari rahk kay
    Last edited by ; 07-07-2020, 09:15 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

      hum trade lag kar munfa hasial kar sakty hain hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai pairs mai or curncy mai kam kair skt hain hamy iak time tble bana kar kam karna ho ha then hum kam kar ky earn kar saky gy forex mai usa or china jasy bary bary mumalik invke hain forex pakistan mai legal or famus business ban cuka hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

        g hun janb bil kul mere bvahi aap ki baat sahi hy humari trade humessah loos se satrt hoti hy is lei hum logun ko presahn nahin hona cahey is maain hum ko buaht hi himat ke satjh or hosle ke sath hum logun ko kaam karna hota hy tabhi hum logh is maain se eernig hasil karet hyn
        • #5 Collapse

          Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

          dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn jb bhi ap koe trade lgatay hn to shro mn ziada tr spki trade loss mn he chslti ha isliay loss ki waja preshan naen hona chayay keun k jo log loss mn sabr krtay hn aur loss mn trade close naen krtay to unki trade zroor profit mn bhi jati ha
          • #6 Collapse

            Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

            اصل پيغام ارسال کردہ از: uq799074 پيغام ديکھيے
            assalam walekum girlfriends jaisa ki Ham Sab Pakistan forex forum per kam kar rahe hain isase daily basis per per target pura karke bonus hasil karte Hain or wo bounce aage training mein madad deta hai aur usse hum profit hasil karte Hain jesak forex trade per hum trade lagate Hain to vah trade hamari loss par start hoti hai hamesha pareshan nahin hona chahie kyon ke shuru ke 3 pip broker ke hote hain aur uske bad hamari trade hoti haiis per main pareshan nahin hona chahie aur na hi jaldbaji mein trade ko close karna chahie
            Dear friend aap ki baat bilkul theek profit or loss total business ka hisab hote hain isliye hamen chahie ki agar hamen Las Ho jaaye to usse pareshan nahin hona agar last hua hai to bad mein bhi ho sakta hai isliye Hamesha kiye ki agar Ham mein forest nahin kam karna hai to hamen forest reading ka achcha Na Le aana chahie Kahan ke Ham market ko acchi tarah se analysis karke market for moment samaj ke Ham is samay apni trade open kar sakte hain agar iske bad bhi hamen nuksan hota hai to hamen pareshan nahin hona chahie trading ek jyada risky business hai aur hamen ismein Lena Hi padta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

              اصل پيغام ارسال کردہ از: uq799074 پيغام ديکھيے
              assalam walekum girlfriends jaisa ki Ham Sab Pakistan forex forum per kam kar rahe hain isase daily basis per per target pura karke bonus hasil karte Hain or wo bounce aage training mein madad deta hai aur usse hum profit hasil karte Hain jesak forex trade per hum trade lagate Hain to vah trade hamari loss par start hoti hai hamesha pareshan nahin hona chahie kyon ke shuru ke 3 pip broker ke hote hain aur uske bad hamari trade hoti haiis per main pareshan nahin hona chahie aur na hi jaldbaji mein trade ko close karna chahie
              Salam dear members g bilkul apny to bilkul sahii kaha mny jab bhi trade lgai humesha loss sy hi strt hui phly to tension hoti hai pr slow slow uppr a hi jati hai isliye trading main humy humesha sabar krna chaiye sabar krna bhut zroori trading main isliye acha kam kren inshAllash kamyab hongy jtna acha kam kren gy kamyab hongy ....
              • #8 Collapse

                Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

                Dear members forex main hamay posts or threads ki limit ko pora karna chahiya market ups and down hoti rahti hain is liya hamay market ke movement ko cheak kartay rahna chahiya pher he hamay is main klamyabi mil sakti hain trade hamesha loss say start ni hotay balkay profet say be shuro hota hain is liya hamay pareshan ni hona chahiya balkay is main zayda say zayda mahnat say kam karna chahiya ku kay mahnat ka phall zaror milta hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: uq799074 پيغام ديکھيے
                  assalam walekum girlfriends jaisa ki Ham Sab Pakistan forex forum per kam kar rahe hain isase daily basis per per target pura karke bonus hasil karte Hain or wo bounce aage training mein madad deta hai aur usse hum profit hasil karte Hain jesak forex trade per hum trade lagate Hain to vah trade hamari loss par start hoti hai hamesha pareshan nahin hona chahie kyon ke shuru ke 3 pip broker ke hote hain aur uske bad hamari trade hoti haiis per main pareshan nahin hona chahie aur na hi jaldbaji mein trade ko close karna chahie
                  Ji han bilkul aapane sahi kaha hai Forex trading mein aap Jab koi bhi trade open Karte Hain To aap dekhte hain ki aapki trade Los se start Hoti Hai uski Sabse Badi vajah Yahi hoti hai ki aap market mein broker ka Commission de rahe hote hain aur is main aapka supplied liya hone ke bad hi aapki trade blue hoti hai ya nahin ke aapki trade tab hi profit Mein Aati Hai Jab aap ismein broker Commission per kar lete hain isliye aapko chahie ki aap ismein per tension Na Le aur Agar aapki trade Wars Mein ja rahi hai to aap ismein tension mein label Ke Acche analysis Karke trade lagaen Taki aapko usmein Chha profit ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

                    gee han dost trade hamesha lose se hi start hoti hai phaly wo apna commisoin leti ha os k bad hume jo profit ur lose hona hota ha hota ha simple se bat hai agr hum is main knowledge hasil kr k kam krein gein tu hum kameyab ho sakte hein ur agr hum is main kam befasol krein gein bhagir menat k krein gein tu phr hum kameyab nai ho sakte hein hume samjdari se kam krna hota ha
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade hamesha loss se start hoti hai is per pareshan Na Ho

                      ji bilkul jo beginners Forex trading ke andar aate Hain to unko yah pata nahin hota ke broker commission hota hai kuchh pips ka jo spread kahlata hai to vah traders bahut jyada pareshan ho jaate Hain ki yah trade hamare negative main kyon open ho ya positive mein open kyon nahin hai isliye aapko chahie ki hamesha trade lagane se pahle yah confirm kar len ke prati jo hai na vah to cut Nahin hai vah broker ne apna Lena hai to agar trade negative mein jaati hai shuru mein negative mein jaati hai to aapko bilkul pareshan Nahin hona....
                      ​"Try try again until you succeed"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X