what is indiccators?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is indiccators?
    ajj mera ye sawal hai k indicators kia han or ye kese kam karte han in khas khubi kia hai or ager hum use karen to kon sa use karen us main stretegy kon si lagay dosto must answer.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main indicator use hotay hain and yeh hamain batatay hain k market ka trend kia hai and hamain is main say faidah ho sakta hai ya loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Forex trading main indicator hummain m,arket kay up and down ko indicate kar tay hain keh ab market up ho rahe hay ya down ho rahe hay ap indicator say ziada achha market ko judge kar saktay ghain
      • #4 Collapse

        bhai jan men ap ki bat samjhh gya hoon ap ye pooh rahy hen ky ye indicator kia hy to bhai jan forex trading business men market ki direction ky bary men janny ky liy indicator use hoty hne indicator ky bagher market ki direction ka pta nahi chla sakty
        • #5 Collapse

          Indicator means ap ko signal denay wala our indicator use hi is liyeh kiya jata hai koi k who ap ko signal data hai market ka k market abi down honay wali hai or up jany wali hai dear brother forex trading forex trading my sub kuch important hi hai
           
          • #6 Collapse

            Indicator jo hai who simple trading market may indicate means signal dena hai agar market may signal ap ko koi b day who indicator ho jata hai jesay trading may agar indicator work kar rahay hai ap ko signal denay may
             
            • #7 Collapse

              my dear indecators ki khaas khobi yeh hai k yeh ap ko technical segnal deye hain jin ki madad se ap apni trading ko buht behtar kr sakte ho or achi earning b kr sakte ho mein ziada tar macd oe bollingerbands ko use krta hoon
              • #8 Collapse

                Forex trading market main forex traders market ka analysis karne ke liye different types ke indicators bhi use karte hain. indicators ka faida yhe hota ha ke yhe indicators forex traders ko forex market ke movement ke bare main jane main help karte hain.
                • #9 Collapse

                  indicators hamy signal de sakty hey k ham buy par order lagan ye sell par, indicators market ko analysis kar k hamy signal de sakty hey
                  • #10 Collapse

                    forex trading may indiccators ak popular momentum ko zaher karta ha jis may relative strengt index aur average moving convergence involve hote ha jo kha hamay market kay rate ka informe karte ha jjis kay mutabeq hum apne trading may planning ko strong rkhtay ha ta kha ager faida na bhe ho to loss bhe na ho
                    • #11 Collapse

                      indicators jo hoty hain wo forex main ap ko market k tachinal analysis k bary main bataty hain k in the future market kic side ko move karna wali ha mara ap ko ya maswra ha k jabb ap traing karo to ap ko chaia k ap 1 sa ziyda indicators ko use karo
                      • #12 Collapse

                        meray bhai indicatores woo hootay hain jo aik ishara daitay hain k merket ya ab ye trend hay aur market ab is trend ko hit karay gi aur is ko bhi samjhna buhat zaroori hay q k forex mai yehi buhat zaroori hay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum indicators bhai jan forex trading me aisey tools hotey hen jin ki madad sey hum market ki move ka andaza laga saktey hen key market kis trend me move kar rahi hey.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X