AJ ka kam kul per na chordy?...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    AJ ka kam kul per na chordy?...
    Humy forex business mien appine aj ka kam kul per nahi chordna chaiya bulka hum appine business work mien appine ak time table set krna chahiya aur aus ka bad is business mien work krna chahiya aur is mien appine ak target set krna chahiya aus ka bad is business miene work krna chahiya hum jitne ziyada aur jitna acha work kry ga humy is business mien utna faida hasil hoga humy is mien chahiya ka hum mehnat ka sath work kry aur is business mien kamyabi hasil kry jitne ziyada mehnat utna ziyada profit.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

    Aapane bahut hi acchi baat ki Hai Jab Bhi Hamen Forex per kam karna ho to Apna Kam daily pura Kiya Karen kabhi bhi kal per mat chhodana chahie Hamesha apna work acche tarike se Dhan Kiya Karen aur koshish Kiya Karenge jo bhi aap kam Karen usko knowledge aur experience ki base per acche se Achcha Banaya Karen Hamesha acchi post aur acchi information share Kiya Karen Apna knowledge or experience dusron ke sath bhi share Karte Raha Karen tabhi aapko Achcha bonus Milega aur aapko uski Bhains per apna trading ka kam Jari Rakh sakte hain aur acche tarike se earning kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

      hamain forum main kam k bary main practice karni ho gi aur forum main enter hony say pahly is k rules ko follow karna ho ga t aur aj ka kam kal par nai chorna chahye is forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum cahi trade karny k kabl ho sakty hain aur forum main trader banay say pahly is k bary main information achi ho gi tab hi hum achy say trade karien gay
      • #4 Collapse

        Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

        humian es main time table bna kar hum es main kam karain gain to hum es main apnay targt ko pora kar skty hain our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es mian kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main live trading karty hain
        • #5 Collapse

          Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

          اصل پيغام ارسال کردہ از: faiza556 پيغام ديکھيے
          Humy forex business mien appine aj ka kam kul per nahi chordna chaiya bulka hum appine business work mien appine ak time table set krna chahiya aur aus ka bad is business mien work krna chahiya aur is mien appine ak target set krna chahiya aus ka bad is business miene work krna chahiya hum jitne ziyada aur jitna acha work kry ga humy is business mien utna faida hasil hoga humy is mien chahiya ka hum mehnat ka sath work kry aur is business mien kamyabi hasil kry jitne ziyada mehnat utna ziyada profit.
          aaj ka kam hamen aaj hi karna chahie ISI formula se Ham form mein kamyab ho sakte hain isliye aapko kam karne ke liye daily ka work daily karne mein hi fayda hota hai isliye aap achcha Karen main se kam Karen aur form mein apna targeted jaise hi aap close anarchy base per complete karte rahenge to aapko ismein kam karne ka fayda hoga iski achcha kar Karen mehnat se kam karke aap kamyab ho sakte hain
          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
          • #6 Collapse

            Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

            Dear members mai yahe kana chahti ho kay hamay aj ka kam kal per ni chorna chahiya ku kay waqat jab aik bar gujar jata hain wo kabi be pher dobara wapis ni ata hain is liya hamay forex main be jitna hamay target milta hain hamay is ko pora karna chahiya is liya hamay is main mahnat say jo be kam karay gai is ka phall hamay zaror milta hain.
            • #7 Collapse

              Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

              Assalamualaikum forex members gg bilkul sahi kha hmai apna roz ka kam roz krna chaiya taky hum apna profit bhi bhtr kr sky or apni quality bhi mainten kr sky humai Ksi bhi surat ya alkas ma kr aj ka kam ka Par ni chorna Chaiya
              • #8 Collapse

                Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                Aaj ka kam Kabhi Nahin cal per Nahin chhodana chahie Kyunki aaj ka kam cal per chadhne wale kabhi bhi Kamyab Nahin Hote Hamesha Waqt per kam karna chahie aur Waqt ki Kadar Karni chahie Duniya Mein Hamesha Vahi log Kamyab Hote Hain Jo log Waqt ki Kadar karte hain aur mehnat Karte Hain Aaj ka kaam Kalpesh chhodana bevkufi hai jo log Waqt ki Kadar Nahin Karte vah duniya mein kabhi bhi kisi kaam mein bhi Kamyab Nahin ho sakte isiliye Waqt ki Kadar karna most important hai Hamen Apne Waqt Ko kimti banana chahie aur Forex Mein Hamesha Waqt per kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                  Pakistan Forex forum ke upar Ham Logon Ne koshish yah karni hai ki Apna Kam daily basis ke upar acche se perform Karen aur Apna Kam cal ke upar mat chhode Jab Ham logon ka target daily basis per achieve Hoga Ham Logon Ko acha benefit Milega Pakistan Forex form se Ham Logon Ko aasani ke sath Achcha bonus mil jaega bonus ke upar trade Karke ham log acha profit Hasil kar lenge aur Market ke andar ham log Kamyab Ho jaenge
                  When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                  :)
                  (AbdulWahab33)
                  • #10 Collapse

                    Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                    Dear members Pakistan forex forum main apna Aaj Ka work kaal pr nahi chorna chaye hme daily ka work daily krna chayae hme Pakistan forex forum pr work krne se phele Apne work ki timing set kr leni chayae hme kaam krne se phele trget tyar krna chayae or phr Pakistan forex forum pr work krna chayae jAapko early morning main apna work start krna chayae es time mood fresh hota hai or kaam bhe acha hota hai or os time apna work complete krna chayae
                    • #11 Collapse

                      Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                      G haan apne sahi maha hai ham ko aj ka kam kal per nhi chorena chaye ham ko aj ka kam aj he kerna chaye aur haen chaye k han apna daily ka work complete mare ham ko Forex main chaye k ham ziada say ziada hard working karen jab tak hamen kamyabi na mile ham ko apne hard wlrking jari rakhne chaye.Forex main ham ko chaye k ham normal lot size k sath trading karen.
                      ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
                      • #12 Collapse

                        Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                        Hamen Forex form per daily basis for work Jarur complete karna chahie Kyunki daily basis bar Hamen 50 post Karni Hoti Hai vah bhi 24 hour Mein isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada time forex market ko Den aur is Mein Kamyab ho sake isliye Hamen aaj ka kam cal Pal kabhi bhi nahin chhodana chahie Kyunki Ham aaj ka kam cal per todte Hain To Aise Hamen nuksan Hota Hai isliye koshish Karega daily basis per Apna work complete Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                          Han gee de ar aj ka kam kal par kabhi nahii chornaa chahya jo kam humy daily ka dia jata ha humy usay mehnat ka sath karna chahya ya kabhi na sochy ya kam hum kal kary ga kuy ka jo aj time hum waste kary ga kak wahi time laot ka nahi ay ga hmary pas is ly dear humy time ki qadar kanrii chahya kamyab insan ki nishani ha wo time ki qadar kartaa ha hmasha apna kam ko zimadari ka sath karna ha aur usi time ma wo kabhi ya nahii sochta kah ma ya kam bad ma kro ga jis shaks na time ki qadar ki wo zror kamyab hoa aur jis shaks na time ki importence ko nahii smjha wo kabhi bhi kamyab nahii ho sakta..
                          • #14 Collapse

                            Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                            Assalamu alaikum ji sar aapane theek kaha roj ka kam roj hi karna chahie agar aapane a successful hona hai forex mein main to aapko roj ka kam roj hi karna padega aap apni mehnat se apni effect se successful ho sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: AJ ka kam kul per na chordy?...

                              AOA dear forex members g haan hmein aj ka Kam Kal pr ni chorna chahie hmein zayda sy zayda yahi Koshish krni chahie k daily ka Kam daily hi complete krien r es k liy hmein apna timetable set krien r daily task achy sy complete krien agr hm daily ka work daily krien gy to Kam b Acha hoga r next day pend work ki preshani b ni hogi isliy hmein koshish krni chahie k aj ka Kam Kal pr na chory. Jo kam os k time pr kia jaiy wo ziada acha hota hai r esi trha hmein kamyabi b milti

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X