Respected members ham Forex trading ko without investment join kar sakta ha ya start kar sakta ha through Pakistan Forex forum hama yaha mehnat karna hoti ha posts aur threads karna hoti ha jis ka result ma hama bonous milta ha aur ham trading karta ha starting ma bhit mushkil lagta ha yaha kam karna Pak forum pa lakin hama mayous nahi hona chya bilka mehnat sa aur lagan sa kam karna chya pahla pahla laga ga mushikl lakin bad ma jasa jasa smaj aa jaya gee hama to ya easy ho jaya ga us laya yaha kam kara mayous ho k pak forum ko na chora is ma hmra apna he faida ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим