koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen
    Assalam o Alaikum dear friends trading aik risky business hai our is main success ap k apne hatho main hoti hai agar aap apna trading knowledge our experience use kare our apne knowledge par bharosa rakhe to aap success hasil kar sakte hai is liye koshish karen k aap trading main khud aoni strategy bnaen our us par kaam karen our dosron par depends na rahe ku ka kamyab businessman wo hai jo kamyab planer ho yani jo palaningk sat kam karen our aone business ko top par le jey our trading main b kamyab wo hai jo aoni khud ki strategy bnae our dosron pe depends hone ki bjaye khud kam kare our apna experience use kar k kamyabi hasil karen
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

    jee bilkil apni strartegy ho gi to faida ho ga Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
    If you work hard no body can stop you from success
    • #3 Collapse

      Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

      Assalamu Alaikum dear Forex members agar aap Forex trading Mein kam kar rahe hain to aapko chahie hi Apne Kaam Ki ki ek strategy banaa kar rakhen aur yah strategi aapke learning knowledge aur xperience se banti hai isliye Inko istemal karte hue Ek strategy banae jisse aapko fayda Hota raha ho use strategy ko apni per apply Karen full confidence ke sath aur phir trade lagaen Is Tarah aap ka loss ke chances kam se kam Honge aur aap acchi earning kar Sakenge Chatterjee ke liye dusron per dependent Na Rahe Bal ke khud se banaye aapka confidence increase Ho
      Last edited by ; 07-07-2020, 11:02 AM.
      • #4 Collapse

        Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

        G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath khud kam karna chahye akun kay agar hum dousron per depend karen gy tu hamen as men bahut nuksan hoga as lia hamen as men khud ki mahant karny chaheya kun kay forex men kam karna koi asan kam nahin hy as lia hamen forex men bahut dil khol kar kam karna chaheya kun kay forex men kam karna koi asan kam nahin hy
        • #5 Collapse

          Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
          Assalam o Alaikum dear friends trading aik risky business hai our is main success ap k apne hatho main hoti hai agar aap apna trading knowledge our experience use kare our apne knowledge par bharosa rakhe to aap success hasil kar sakte hai is liye koshish karen k aap trading main khud aoni strategy bnaen our us par kaam karen our dosron par depends na rahe ku ka kamyab businessman wo hai jo kamyab planer ho yani jo palaningk sat kam karen our aone business ko top par le jey our trading main b kamyab wo hai jo aoni khud ki strategy bnae our dosron pe depends hone ki bjaye khud kam kare our apna experience use kar k kamyabi hasil karen
          Buhut ache baath ke hay aap nay is may aap k experiance may ziada izafa os waqth he hotha hay jab aap khudh par depend kar k kaam karthay hay kionka yahe cheez aap oonziqda faida detha hay our future may aap ko ziada profit khudh k experiance say he hotha hay is liay hamay khudh k analysis pqr kaam karna chahiqy.
          • #6 Collapse

            Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

            G apki baat sahi hai ise ye ho ga keh apko acha experiace ghain ho ga or ap khud confidence ho ky trade lga sakein gy or achga performk kar sakein gy

            Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





            • #7 Collapse

              Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

              G dear apny bilkul thk kaha k hamy apna Kam khod he krna chahy dusro pr depend na kren mtlb apna Kam dosro par na dalen qk insan apny sahary he chl skta Hy dusro k sahary ni chla jata dusry hmary kisi Kam ni aty
              • #8 Collapse

                Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

                g bhi sb sae palhy to dasroo ki madad lae jati hai but ous k bad ap apni marzi sae kam karin skain aor haord work karin aor bht zaida hasal ho ga aor as me sae kafi zaida hasal krain aor kam karin aor bht hard work karin .
                • #9 Collapse

                  Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

                  g hna ap ki baat theek hae kun k hum jitna logn per depend kertay hn utna he faida ni hota ae kun k hum jub bhe dosrn per depend kertaay hn woh hamn loss danay ki her proper tariqay say work hamra ni kertay hn ur hamri account ki aosisa ki ttaisi ker datay hn
                  • #10 Collapse

                    Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

                    g bilkul ham ko koshish karni chy ka ham kissi bi kaam mn khid mahnat karn agar ham dosron par kaam choorn gy to iss sy loss ham ko hi hoga iss liy loss sy phly ham ko apna kaam khud karny ki adat karni chy iss asy ham mn confidense or knoweledge bi increase ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

                      Assalam walekum..
                      dusron se sikhe Jarur aur Apna Bhi experience use Karen Kyunki jab tak aap khud practis Nahin Karenge aap ismein loss kar sakte hain aur lost Se Bachana beta hai ki aap practice Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

                        gee han hume is main khud kam krna hota ha menat krni hoti ha hamra kam is business main tab hi acha be ho sakta ha agr hum menat krein is business main sahi kam krein ye business hamre liye eik acha onlines business ha hum is main menat k bhagir kameyab nai ho sakte hein kameyabi hume is main menat se milti ha is liye daily kam krna lazmi ha is mn hume success zahror milen gi
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: koshish karen k apni khud ki strategy par kam karen dosron par depends na rahen

                          Assalam o Alaikum pricey buddies trading aik unstable business hai our is predominant fulfillment ap ok apne hatho foremost hoti hai agar aap apna trading information our enjoy use kare our apne knowledge par bharosa rakhe to aap fulfillment hasil kar sakte hai is liye koshish karen okay aap trading foremost khud aoni strategy bnaen our us par kaam karen our dosron par depends na rahe ku ka kamyab businessman wo hai jo kamyab planer ho yani jo palaningk sat kam karen our aone enterprise ko top par le jey our buying and selling fundamental b kamyab wo hai jo aoni khud ki strategy bnae our dosron pe depends hone ki bjaye khud kam kare our apna experience use kar k kamyabi hasil karen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X