Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray
    Gee haan forex mein aap kaam krtay hai tu aap ko kamyabi bi hoti hai agar aap ko koi noksaan ho jat hai tu aap ko Himat ka sath kaam karna chaiy or acha kaam Kar ka acha profit hasal Kar saktay hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

    agar trading ke business mein loss Ho jata hai to hamen kabhi bhi Dil chhota nahin karna chahie kyunki loss or profit kisi bhi business ka Pak hote hain aur agar hamen is business mein loss hogi jata hai to hamen fir se hard-working karke apne dost ko recover karna chahie aur kabhi bhi panic nahin hona chahie kyunki loss hota rahata hai iske liye panic hone ki jarurat nahin hai
    • #3 Collapse

      Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
      Gee haan forex mein aap kaam krtay hai tu aap ko kamyabi bi hoti hai agar aap ko koi noksaan ho jat hai tu aap ko Himat ka sath kaam karna chaiy or acha kaam Kar ka acha profit hasal Kar saktay hai
      Last aur profit Hamare business kaisa hai aur jab aapko loss Ho bhi Jaaye To Ham Logon Ko disappoints Nahin Hona chahie balke Ham Logon Ko Apne loss ko recover karne ke liye new trading opportunities ko find out karna chahie aur apne trading plans ko disciplines ke sath Walon karna chahie aur Jis mistake ki vajah se aapko loss hua hai usko find out Karen aur usse lesan Hasil Karen aur next time usse maximum profit Hasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

        humain loss honay pay dil chota nhi kurna chahiyaay humain loss ho jay to humain es ka samna kurna chahiyay agar hum es ka saman kuray gay to es kaaay bad he hum es ko achay say recover kur pay gay to es trah say humain es ka saman kurna chahiyaaay or es ko recover kur kay humain acha sa profit gain kurna chahiyay
        • #5 Collapse

          Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

          AssalamoAlaikum ji bilkul Business me loss hone per hamen dill Chhota nahin karna chahie Har Business me loss or profit sth chlta rahata hai agar Hamen loss Ho Gaya Hai To Hamen dil chhodkar Nahin baithana chahie aur us los se sikhana chahie r zyada mehnat Karni chahie ta ki Hamen zada profit Ho lekin Agar Ham Himmat Har per baith Jaenge aur mehnat Se Kam Nahin Lenge To Ham nuksan ki taraf hi Jaenge to bhtr hai ki mehnt se kam Karen next zyada mehnat Karke acchi earning Ki Taraf jaaain
          Last edited by ; 07-07-2020, 08:29 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

            haan jee ye baat sahi hay hamain forex business main hoslaa nahi haarna hay oar mehnat say kaam karna hay hamain loss say nahi darna kun kay ham loss kay risk kay baghair forex business main kaam nahi kar sakty loss ess business ka ik hessa hay oar hamain loss say dil bardasht nahi hona
            • #7 Collapse

              Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

              Ji han dear friend Forex 1 online business hai aur Business mein last hota rahata hai isliye last se ghabrana nahin chahie balki apne aap ko married improve karna chahie Apne experience ko improve karna chahie Apne knowledge Kobita karna chahie aur Hamesha Sabar se kam karna chahie Apne Doston Se acchi Re Lekar trade Karni chahie aur trade karne se pahle market trend ko check karna chahie TP aur SL Jaise behtarin tools Ka istemal Karna chahie Agar Fir Bhi Las Ho Jaaye to Pareshan Nahin Hona balki next acchi ummid per behtarin tarike se trade Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

                G bilkul aisa hi hai hai agar aapko loss Ho Jaaye to aap ko Pareshan hone ki jarurat Nahin Hai aur koshish karen Ke Dil Chhota Nahin Karen aur fir se mehnat Karen aur koshish honi chahie ki next time apni utrade ko positive karne ke bad profit Le sake loss hone ka reason Talash karna chahie Taki next time use repeat na Kiya Ja sake Los hone ka ek masala Aur bhi hai ki Jab loss ho jata hai to Uske recovery karna padta hai aur recovery karna bahut Mushkil kam hai Forex trading main FIR aapko do do fikr Ho Jaati Hain ek aapko loss recover karna hai second aapki trade ko positive Rakhna hai ya donon Ek Sath karne ke bare mein sochte hain to Fir bahut Mushkil ho jata hai trading karna isliye Hamesha Pahle Se he Iske bare mein plan Karke Rakhna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

                  Appinne business mien agar humy loss hojy to humy appine loss per dil chota nahi kra na chahiya kbilka humy is business mien ziyada sy ziyada mehnat ka sath work krna chahiya hum is business mien jitne ziyada mehnat ka sath work. ziyada sy ziyada time invest kry ga apine bsuiness mien to humy ziyada sy ziyada profit hasil hogaa.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Business mein loss honay pr Dil chota nahi kray

                    Gee haan forex mein aap kaam krtay hai tu aap ko kamyabi bi hoti hai agar aap ko koi noksaan ho jat hai tu aap ko Himat ka sath kaam karna chaiy or acha kaam Kar ka acha income hasal Kar saktay hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X