Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?
    Assalamu Alaikum dear Forex members aap sab se ek bahut important Baat discuss karni hai ki Forex per Jab Ham posting ka kam Shuru Karte Hain To Hamen chahie ki Ham dusron ki post per thanks Jarur Karen Kyunki Is Tarah dusre members bhi encourage hote hain aur hamen bhi fayda Hota Hai Kyunki dusron ki post per thanks Dene Se Hamen Achcha bonus Milta Hai isliye Hamen chahie kitne thanks zarur Karen dusron ko encourage Karen ta Ke Sab Ko fayda Ho Aksar log Dekhe Hain k Jin hone dusron ki post per bilkul bhi thanks nahin kiya Hota unko chahie ki thanks zarur Karen Taki aapko bhi thanks mile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

    WaalaikumSlam G bilkul dusre ki post per thanks karne se hamen bhi benefit Milta Hai Jab Ham dusron ki post per thanks Karte Hain To us se dusri Logon ki Hosla afzai hoti hai aur in return voh bhi Hamari post per thanks Karte Hain Jo log dusro ki post pr thanx Nahin Karte unhen bhi thanks Nahin Milte aur Agar Ham Acha bonus lena Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham Ek dusre ki post per thanks Karen Ek dusre ko encourage Karen Ek dusre ki help Karte Rahen to is trha ham Forex Mein successful ho sake gy Agar Ham dusron ki help Karenge to dusre log bhi Hamari help Karenge Is Tarah Ham success ki taraf Ja Sakenge r achi earning kr skian gy
    Last edited by ; 07-07-2020, 07:38 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

      forex mai hamy dosro ky post py thanks deny ka koi faida nahi hain bakly dosro ko extra bonus mitla hain hamy dosro ke post py thank deny chae forex ko samjna aik din ka kam nahi han hum is mai raat mai be kam kar sakty han hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai bager baalcne account bana kar be kam kar sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

        Dear ismein Kuch Kaha Nahi Jata ki Aap Ko fayda Hoga ya nahin Hoga Kyunki thanks a Se Jyada aapki value Dekhi jati hai aapki post ki value Dekhi jaati hai aur aapki post Mein content Ko Dekha jata hai agar aapka content strong hai to Fir vahan per thanks ki value Itni Nahin rahti aapke content ki value jyada hi hoti hai isliye Apne content ko strong Karen Apne information ko strong Karen agar aap informative post Karenge to aap ko Kafi Sare thanks per mil Jaenge thanks Ek extra bonus ke Taur per kam karta hai Jaisa ke Agar aapki Ek post yah aapki weekly post per hundred thanks aaenge to aapko usmein $5 extra mil jaenge isase Jyada Nahin Hota lekin Agar aapki post informative Hai acchi hai aur ek solid content per hai to aap ek post se $50 Tak ke sakte hain isliye Jyada focus Apne content per Karen aapki post Agar Sab Ko Pasand Aaegi to thanks automatically aapko mil Jaenge aur thanks dene ke bhi utna hi fayde Hain Tere Lene Ki
        • #5 Collapse

          Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

          is ka to mujhe nahi pata hai lekin hmain koi nuksan nahi hota hai agar ham kisi ko thanks dain ge to jis ko ham thanks dain ge us ka confidence acha ho ga uar wo pehle se acha kaam karne ki koshish kare ga aur sab ke sath koshish kare ga ke achi information share ki jaye aur is tarah hi acha kaam ho sakta hai agar ham information share nahi krain ge to hmain bonus nahi mile ga
          • #6 Collapse

            Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NidaShaukat پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear Forex members aap sab se ek bahut important Baat discuss karni hai ki Forex per Jab Ham posting ka kam Shuru Karte Hain To Hamen chahie ki Ham dusron ki post per thanks Jarur Karen Kyunki Is Tarah dusre members bhi encourage hote hain aur hamen bhi fayda Hota Hai Kyunki dusron ki post per thanks Dene Se Hamen Achcha bonus Milta Hai isliye Hamen chahie kitne thanks zarur Karen dusron ko encourage Karen ta Ke Sab Ko fayda Ho Aksar log Dekhe Hain k Jin hone dusron ki post per bilkul bhi thanks nahin kiya Hota unko chahie ki thanks zarur Karen Taki aapko bhi thanks mile
            Walakum slam
            Dear members jab ap kisi ko thanks dete hain to ho sakta hai ke woh bhi ap ko back thanks de is lye hamesha esi posts par thanks dete hain our khas baat ye hai ke jab ham sab ek dosre ko thanks nhi dian ge to hamare kabhi bhi thanks zyada nhi ho sakte.
            • #7 Collapse

              Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: NidaShaukat پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum dear Forex members aap sab se ek bahut important Baat discuss karni hai ki Forex per Jab Ham posting ka kam Shuru Karte Hain To Hamen chahie ki Ham dusron ki post per thanks Jarur Karen Kyunki Is Tarah dusre members bhi encourage hote hain aur hamen bhi fayda Hota Hai Kyunki dusron ki post per thanks Dene Se Hamen Achcha bonus Milta Hai isliye Hamen chahie kitne thanks zarur Karen dusron ko encourage Karen ta Ke Sab Ko fayda Ho Aksar log Dekhe Hain k Jin hone dusron ki post per bilkul bhi thanks nahin kiya Hota unko chahie ki thanks zarur Karen Taki aapko bhi thanks mile
              Dear friend kam kar rahe hote Hainpost ko start karte waqt agar Ham kisi ko thanks de dete Hain to humne isase Koi Fark nahin padta lekin sahi hota hai ki hamara kam appreciate hota hai jiski vajah se hamen bonus achcha mil sakta hai agar Ham kisi ko thanks lete Hain vah bhi jawab nahin hamen deta hai to usko fayda hota hai aur hamara bhi fayda hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                Forex mein jab Ham kisi post ko acchi tarike se read karte hain aur is ko thanks dete Hain to isase hamara ya fayda hota hai ki hamara Forex mein jyada se jyada knowledge increase hota hai aur iske alava Jo Ham thanks dete Hain uska hamen to Koi fayda nahin hota lekin hamare dusre members ko is kab bahut jyada benefit Hasil hota hai jitna jyada unki post per thanks honge utna hi post ki quality increase hogi aur jitni acchi post ki quality ho utna hi achcha hamen bonus aasan hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                  Humy forex forum mien work krty hoya jub koy koy threads ya post achhi lughty hy to humy ausa thanks daina chahiya taka aus ke hosila fazi hosky hum is business mien appine knowledge ko use krka is mien work kry ga to humy is mien ziyada faida hasil hoga. humy is mien chahiya ka humy is mien mehnat ka sath work kry.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                    Assalamu Alaikum expensive forex members aap sab se ek bahut important Baat talk karni hai ki forex according to Jab Ham posting ka kam Shuru Karte Hain To Hamen chahie ki Ham dusron ki submit in step with thanks Jarur Karen Kyunki Is Tarah dusre participants bhi inspire hote hain aur hamen bhi fayda Hota Hai Kyunki dusron ki publish in keeping with thank you Dene Se Hamen Achcha bonus Milta Hai isliye Hamen chahie kitne thanks zarur Karen dusron ko inspire Karen ta Ke Sab Ko fayda Ho Aksar log Dekhe Hain okay Jin hone dusron ki post consistent with bilkul bhi thanks nahin kiya Hota unko chahie ki thank you zarur Karen Taki aapko bhi thanks mile
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                      Mere se to dusron ki post per thanks Dene se hamen koi bhi pata nahin hota hai han uske jarur fayda hota hai jiski post per Ham thanks kar rahe hote Hain x karne se Ham use member ko appreciate kar rahe hote Hain is tarah use member ki ham ji tarif karte hain aur usse achcha kam karne per thanks dete Hain ISI tarah Ham bhi agar achcha karen to hamen bhi milenge dusron ki post ko Dene se Koi fayda nahi apni post per thanks hasil Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                        Asslamo alikum.
                        Umeed krta houn k ap sb log khariyat sy houn gy.
                        Aj main jis topic py bat kr rha houn wo yeh hy k kya dosroun ko thanks kahny sy hamain bhi koi faida milta hy.

                        G bilkul milta hy.dosroun ki help krny sy log hmari bhi help krty hain.agar hm kisi ko thanks bol k unhain support krty hain to wo log bhi hamain support krty hain.wo bhi hamin thanks bolty hain.
                        Aik dosry ko thanks bola krain. Meri bhi yahi koshish hoti hy k main bhi ziyada sy ziyada logoun ko thanks boloun .



                        PLZ SUPPORT EACH OTHER.



                        THANKS............
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                          G han dosroon ki posts py thanks deny say hameen yeh fiada hota hy k wonlog bhe hameen thans dety hain isi kiay hameen chahiy k thanks dia kreen dostoon ko is say hameen yeh faida hota hy k hameen bhi thanks miljaty hain is say hameen hest rewards milta hy jis say hamari trade best hoti hy yani k hameen best profit hasil hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                            G Han is se gamers bonus b add hota ha or hm forex pr jitna aik dosre se mil kr km krte hein hamein ziyada faida Hota ha is liye ap ziyada se ziyada km krhen ziyada se ziyada mehnat krhen tan k ap ka bonus acha increase ho kr ap ka account b us bonus se or ziyada strong ho Jay yeh tb ho ga jb ap daily work kr k apna km complete krien ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya dusron ki posts pr thanks deny sy hmein koi benefit milta hai?

                              Friends agar aap Kisi dusre member ko thanks de rahe hain to aap ko fayda tabhi hoga jab wo wapas aapko thanks dega agar vah aapko thanks nahin deta to aapko usko thanks dene mein Koi fayda nahin hoga balke aapane jo use thanks diye honge vah aapki post per say thanks cut jaenge isliye friend agar koi aapko thanks dega tabhi aap use Diya Karen otherwise aapko Koi fayda nahin hoga isliye members kaha jata hai ki thanks den bhi aur lain bhi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X