Market ke andar analysis ki different type Hoti Hai Jiske andar Ek ye bhi hai ki ham log supply and demand system ko Sath lete Hue kam karte hain aur Market panelize Karte Hain basically Jo type Hoti Hai Uske the technical analysis hota hai aur fundamental analysis Hota Hai Magar Kuchh trader Aise Bhi Hote Hain Jo ki market ke andar supply and demand zone find karte hain aur vahan se trade karna Shuru kar dete Hain unko Achcha profit Mil Jata Hai Aap is bare mein kya Kahate Hain Kya unhen profit Hota hoga???
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим