Hamesha calculated risk len

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha calculated risk len
    Humein chye k hum forex mn kam krte hoe ak plan k tahat work Karen aur kabhi bhi market mn koi risk aisa na len jis mn zyada chances nuqsan k hn hamesha aisa risk len jis mn earning k zyada chances hn yeh baat thek hy k forex beghair risk lye kamyabi nahi milti lakin kitna risk lena hy is ki amount hamare apne opper depend krti hy agr hamare plans mn behter risk management ho gi tu hum zaror kamyab hn gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha calculated risk len

    Ji bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Hamesha calculated risk len. Aur apne account k hisab se hi risk leye karen aur kamyab trader kabhi bhi 2% se ziada risk nahi lete. Hamen bhi aisa hi karna chaheye. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha calculated risk len

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
      Humein chye k hum forex mn kam krte hoe ak plan k tahat work Karen aur kabhi bhi market mn koi risk aisa na len jis mn zyada chances nuqsan k hn hamesha aisa risk len jis mn earning k zyada chances hn yeh baat thek hy k forex beghair risk lye kamyabi nahi milti lakin kitna risk lena hy is ki amount hamare apne opper depend krti hy agr hamare plans mn behter risk management ho gi tu hum zaror kamyab hn gy
      ji bilkul Forex mein Jo bhi kam karte hain risk ko calculate karke Karen kyunki jab aap sahi se market mein experience Hasil karke mehnat karte ho to aapko bahut jyada fayda hota hai hum sabko yahan per apne experience we increase karne ki puri koshish karni hogi jab Ham sab yahan per bahut jyada risk calculate kar lete hain to hamesha hamen ek fayda hota hai ki Ham hamesha utna hi margin rakhte Hain jitna Ham loss mein bardasht kar sake trader ko chahie money management ke sath lot size ko use Karen Taki vah kabhi bhi market mein Nakam Na Ho
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha calculated risk len

        Dear forex trading me hamye who risk lena chahiye jis ka kaha jae jo hamye signals daita hy tu who hamye is risk ka kahe ga tu hamye phir lena chahiye is sy hamye profit bhe ho ga ur lossbhe loss ky cahnce km hoty hy jb ky profit ky chance ziyda hoty hy hamye calculated risk lena chahiye is sy hamye acha knowledge hasil hota hy.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Hamesha calculated risk len

          forex forum main ye baat sab say zaroori hay kay ham ehtiyaat say trading karain oar apna capital daikh kay market main kadam rakhain hamain trading karty wakt loss ko calculate karna hay kay kess hadd tak risk liya ja sakta hay ppher oss kay mutabik lot size lagana hay

          اب آن لائن

          Working...
          X