kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae
    Dear forex business aik esa business hae ke jis main apko loss bhe ho he jata hae or is main apko profit bhe ho jata hae to is main kisi kisam ke ghabrane wale bat nhe hae bas is main acha kam karen take apko kabhe loss na ho or ache tarah se trading ko time diya karen ap is main mehnat jitne bhe zayada kar jate hain apko is mai se utna he faida bhe hota he hae to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se zayada se zayada time diya karen isko take hum is main kamayb bhe ho saken or is main hum aik ache trader bhe ban saken to kabhe bhe loss se ghabrana nhe cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

    Bilkul is made out wali koi baat nahin happy profit and losses are the part of business Ham donon Ko accept karna chahie Aur donon Ke Liye acchi precautions leni chahie Kyunki Jab Hamen loss hota hai To Ham Apne jo hai Himmat Haar Baithe Hain ummid Chhod Dete Hain yah galat baat hoti hai balki apni Galti ko dhundhe aur Galti ko dhundhne ke bad troubleshoot karne ke bad usko fix Kare aur uska koi Achcha solution find out Karen Taki aapko Dobara Google t Na Karna Pade aur na hi aapse ko Dobara kabhi loss Ho
    • #3 Collapse

      Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

      G han dear AP ny sai kha Hy ham ko kha hi lose or khabi profit hota rheta have ye business ka Kam Hy ham ko paryshan nhi homa chaiye balky himat sy agy Kam karma chaiye
      • #4 Collapse

        Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

        G haan kabhi profit kabhi loss yeah to business ka hissa hai hame forex me kamiaab hone ke liey hamesha sabr karna chahiey aor mehnat ko apna Sheva banana chahiey tab ham aek big earning Kar sakte hai forex but kmaal ka business hai is me apka work hi apki kamiaabi hai .
        • #5 Collapse

          Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AnamRiaz پيغام ديکھيے
          Dear forex business aik esa business hae ke jis main apko loss bhe ho he jata hae or is main apko profit bhe ho jata hae to is main kisi kisam ke ghabrane wale bat nhe hae bas is main acha kam karen take apko kabhe loss na ho or ache tarah se trading ko time diya karen ap is main mehnat jitne bhe zayada kar jate hain apko is mai se utna he faida bhe hota he hae to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se zayada se zayada time diya karen isko take hum is main kamayb bhe ho saken or is main hum aik ache trader bhe ban saken to kabhe bhe loss se ghabrana nhe cahiye
          ji bilkul sahi Forex mein kabhi profit hota hai to kabhi loss hota hai hamen kabhi himmat nahin aani chahie yahan per donon hi condition mein khud ko taiyar rakhna hoga agar Ham khud ko taiyar rakhte Hain to bahut jyada fayda hota hai koshish karenge yahan per bahut jyada mehnat Karen kyunki jo bhi yahan per mehnat karta hai to vah experience aasan karne mein kamyabi Hasil karta hai profit or loss donon ko face karna ek kamyab trader ban jata hai aur ek kamyab trader ki nishani hai ki vah kabhi bhi yahan per himmat nahin hata kyunki vah janta hai ki vah yahan per bahut hi jyada acchi earning kar sakta hai lekin kuchh time lagta hai
          • #6 Collapse

            Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

            Bilkul Forex trading business Mein Hamen profit and loss donon ka hi Samna karna padta hai Hamen kabhi bhi Pareshan Nahin Hona aur Market ki up and down movement ko Dekhte Hue trading Karte Rahana hai aur apni trading Mein Hamesha stop loss ke margin ko set karna hai Jitna Jyada Ham stop loss ke margin ko set karte hue trading Karenge Ham easily market se profitable trading kar sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain Hamen koshish Karte Rahana hai Apne loss ko recover karne ki aur apne balon ko saaf rakhne ki han Business mein up and down movement Aate rahte hain isiliye Hamen kabhi bhi upset Nahin Hona chahie aur apni earning ko increase karne ke liye market analysis news and Technical and fundamental analysis bahut jyada jaruri hai Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

              G profit and loss both are part of business to aik cheez jb hisa ho business ka to us sy preshan ku hona ya inkar ku krna bs khud ko prepare krein mehnat krein or recovery krna seekhein jb ap ye smjain gy k ye part of business h to ap soch smj k learn kr k ee trade bkrein gy jb ap sb kuch jan kr trade krty hn to ee loss sy buch skty hn mehnat krein market ko deeply learn krein takay profitable trade ho or loss na ho loss part of business to zrur h mgar hmein is sy bchny ki puri efforts krna chye takay hmara loss na ho jb ap seekh k krty to loss k chances bht km hoty hn
              Last edited by ; 07-07-2020, 06:11 AM.
              • #8 Collapse

                Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                G bilkul profit and loss part of forex trading business forex trading business mein loss b hota qk loss hona hr business ka hissa isliy loss hony ki wjha sy hmein disoppoint ni hona chahie bl k ziada mhnat r learning krni chahie Agr hm forex trading business mein kamyab hony chahty to hmein trading k about ziada sy ziada learning krni chahie es k about knowledge collect krna chahie ta k hm loss sy bch skein.
                • #9 Collapse

                  Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                  Exactly Forex the business aisa hi hota hai Iske andar sometimes Ham Logon Ko accha profit ho jata hai aur Kafi mat bar Hamen Kafi loss Hona shuru ho jata hai Ham Logon Ko donon conditions ke andar market ko stage karna chahie Jab ham log face karna start kar denge To Ham Logon ke liye market Mein successful Hona Aasan ho jaega
                  When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                  :)
                  (AbdulWahab33)
                  • #10 Collapse

                    Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                    Loss profit business Pakistan Forex ka hissa hai isliye Hamen bilkul ghabrakar Kam Nahin bol ke acchi relax meditation Apne mind ko acchi trading Hamen acchi training karna hoge Is Tarah Hamare liye good profit Hamare liye good hoga isliye good koshish se Forex ko time table Banakar aap De aapko kamyabi always aapke liye good Hamesha profitable aapke liye Hamesha very very good hoge Achcha time Dekh Kar Yahan per kamyabi acchi learning jisse Hamare liye possible Ham de sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                      Ji han bilkul sahi kaha aapane duniya ke har business main loss aur profit donon ko accept karna padta hai aur ja sake profit ko jyada accept karte Hain aur loss per mayusi karte Hain hamen chahie kya loss hone per ise sikhana chahi na k is pr ghabrana chahie ISI tarah garam forex trade mein achha profit hasil karna chahte hain to iske mutaliq hamen iska experience hasil karna hoga aur jab Bhi Ham profit hasil kar sakte hain iske liye bahut mehnat ki jarurat hai aur lagatar mehnat ke bad Ham jarur ismein kamyab honge
                      • #12 Collapse

                        Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                        kbhi loss or kbhi profit yeh to business k hosa hai humain agar loss ho jay to himmat say kam laaynaa chahiyaay or himmat say he humain apna kam kurna chahiyay or loss ka samna kurna chahiyaay agar hum loss ka samna kuray gay or acha sa apna kam kury gay to es sy humain kafi faid ho gaa or es say huma acah sa apna kam kuray gay to loss ho jay to us ka agar hum samna kuray gay or himmat say kam lay gay to aasani say hum es ko recover bhi kur lay gaaay
                        • #13 Collapse

                          Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                          kabhi profit kabhi loss ya to business Ka aisa hota hai Bus aapko kabhi bhi himmat nahin harni chahie aapko chahie ki aap proper kam karte hue quality wala kam Karen jab aapko aati wala kam karte hain to aapko bahut profit milta hai agar aap chahte Hain ki aap life mein kamyab Ho jaaye to aap ko sabse pahle bahut mehnat ki jarurat hoti hai aapko chahie ki aap apna kam daily routine ke mutabik Karen jab aap achcha kam karte hain to aapko acchi earning hoti hai aur jab aap bura kam karte Hain To fir aapko kuchh bhi Hasil nahin hota agar aap chahte Hain ki aap life mein kamyab Ho jaaye to aapko chahie ki aap apne business per focus Karen aur kamyab Ho jaen
                          • #14 Collapse

                            Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                            Jaisa ki aap sab log Jante Hain ke Forex Param bahut hi Achcha business hai aur koi bhi business Ho usmein Aasan aur nuksan donon Shamil hote hain isliye Hamen chahie ki Ham Forex Param per Jyada Se Jyada time Den aur Jyada Se Jyada mehnat Karen isliye koi bhi business ho usmein kabhi profit aur Kabhi loss hota hai isliye Hamen koshish Karni chahie ki forex market ke related Jyada Se Jyada information Hasil Karen aur Khud Ko Kamyab hokar dikhayen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kabhe profit kabhe loss...yeh to business ka hissa hae

                              Absolutely right jb bhi ap forex mn trade krty ho tu ap ko dono type ki condition ka samna krna par sakta hy humein kabhi bhi ghabrana nahi chye humein chye k learning k process ko continue rakhen agr profit hoa hy tu evaluate kren k ap ny kia acha kia jis ki wajah sy ap ko profit hoa aur agr loss hoa hy tu dekhen k ap sy kon si aisi mistakes hoi hy jis ki wajah sy loss hoa hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X