Trade hamesha loss se shuroo hota hai is ki reason

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade hamesha loss se shuroo hota hai is ki reason
    Mere piaarey bhaioo Assalam O Alaikum.

    Dear forex member forex trading me aek baat ki samjh nahi aati keh hamara trade jab ham order open karte hainloss se startvhota hai is ki Kia vajah hoo sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade hamesha loss se shuroo hota hai is ki reason

    Forex Trading me trade hamesha loss se is waja se shoro hota hai q k is me pehla jo cut of hota hai wo broker ka hota hai jis ko spread kaha jata hai aur har brokers ka apna apna spreads hota hai kisi ka ziada to kisi ka kam hota hai. Is vajah Se Jab Bhi Ham Forex trading Mein Koi Bhi trade Lagate Hain To pahle wala se hi shuru hota hai aur ladki vajah yahi hai ki yah yah to brokers ka Commission ke hello yah jo bhi hai lekin uska Sara munafa brokers ki taraf hi Jata Hai Iske alava currencies other commodities mein bhi Fark Hota Hai Kisi mein jyada lete hain aur Aam tavar commodities Mein unke spread Jyada hote hain to unko Se Jyada munafa Milta Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trade hamesha loss se shuroo hota hai is ki reason

      friend Forex trading business ki market mein Ham jo bhi trade open karte hain vah logon se shuru hoti hai last se isliye shuru hoti hai kyunki har bare mein kuchh aur hote hain sabse pahle Ham logon Ko unhen unke separate dene hote Hain jab Ham unke separate dete Hain to uske bad Ham logon Ko acchi aur behtarin profit hasil hoti hai to isiliye hamari trade sabse pahle loss mein jaati hai uske bad Ham logon Ko profit hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Trade hamesha loss se shuroo hota hai is ki reason

        Ji janab trading hamesha starting mein bahut zyada mushkil hoti hai aur kafi zyada logon ko natak mein nuksan hota hai isliye ke Bob forex trading menu member hote hain unhen trading karne ke liye koi khaas experience for analysis nahin hota isliye vah trading mein nakam ho jaate Hain isliye main samajhta Hun ki forex trading mein kamyab hone ke liye Hamen Puri koshish karni chahie ki trading ke liye Hamen achcha experience Ho achcha knowledge zarur Hasil karna chahiehamare pass achcha experience or achcha knowledge hoga to Ham acchi trading kar sakenge aur achcha profit receive kar sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Trade hamesha loss se shuroo hota hai is ki reason

          Assalamu alaikum my dear fellows Forex trading business Mein yah Baat bilkul durust hai ki kamyabi jo hai vah Hamesha lost Se Hi Hain Shuru Hoti Hai Kyunki Jab Tak Hum Kisi Business mein apni mistake se aur loss se Himmat Aur holsale Ke Sath Sab Hasil Nahin Karenge tab tak Ham usmein Kamyab Businessman Nahin Ban sakte hain To Hamen Apne loss Se Sab Castle karte hue Jyada Se Jyada hardworking ko canteen Rakhna chahie aur usmein loss ko cover karne ki koshish Karni chahie
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Trade hamesha loss se shuroo hota hai is ki reason

            Ap ki bat theak hai k hum jo bhe trade open krtey hai tou wo nuskan sey hoti hai. Es ki waja ya hoti hai k hum jo bhe trade open krtey hai tou es mai broker ka spread bhe hota hai es waja sey hum jo bhe trade open krtey hai tou wo loss mai shoro hoti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X