Sometime Hamen apni trade ko Thory loss main bhi close karna par sakta hai Kyunki Aisa Nahin Hota ki Hamare Har trade Hamare favour Mein a Jaaye aur Hamen bahut hi Achcha profit De Yahan per apni hurt Achcha profit Hasil karna possible Nahin Hai Lekin Hamen jahan tak ho sake Koi Karni chahie ki Hamare analyse bahut strong Ho Kyunki analyse a strong Honge To Ham is market Se Achcha profit Hasil karne ki Kabil Ho Sakenge aisa hota hai ki Hamen Kuchh send Mein Hi Apne trade ko close karna hota hai Kyunki market Apna trend change kar Leti Hai aur jab Hamen Lagegi market Hamare favour Mein Move nahin kar rahi aur iska trend change Hone Laga Hai To Yahan per Kuchh sent profit Mein Hi Hamen Apne trade ko close karna hota hai Kyunki Kuchh sent profit ko accept kar lena Yahan Hamare liye big loss account vaj hone se Kahin behtar hai isliye market Mein Jab Humko itrade open Karte Hain To Hamen Uske bad bhi market ki movement Savere Rahana chahie aur apni trade ko Dekhte Rahana chahie Kyunki Apna target update hone se pahle Hamen trade ko close karna par sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим