Kya crude oil naya record bana sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya crude oil naya record bana sakta hai
    Dear crude oil 41 dollar ko touch ker chuka hai tou kya aisay koi chances hain kay ab crude oil iss sae zayada ounchi urran chal sakta hai waisay chances tou lag rahay hain kay oil ab 49 ko touch karay ga aap log iss baray mein kya kehtay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

    crude oil aik risk pair hamy is mai expert ban kar kam karna chahey is ke movement bohat fast hote hai hamy is mai kam karny ka acha bonus hasil ho jata han hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rart mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily is mai kam karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

      Oil ki market men kafi tanazali bhi aa chuki hay to ab ye mumkin hay kay corona virus ab khatam ho raha hay agar mukamal khatma ho jaye to oil ki mang aor barh jaye ge aor ye mazed buy ho ga hamen agar oil men kam karna hay to kafi experience sy kam karna ho ga, kyn kay agar ham with out experinece kam karne gay to oil men account conform wash hota hay agar ham aismen acha kam karne gay to hamara account wash honay sy bhi safe ho ga aor ham aismen profit bhi lay saken gay.
      • #4 Collapse

        Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

        dear friend forex trading mn crude oil ka pair bahot dangrous pair ha keun k crude oil ki movement ka kuch pta naen chalta k kb kis trf move kr jay to meray khial mn crude oil ab apni purani position pa ja rha ha lekin apko chayay k bahot carefull ho kr trading kren
        • #5 Collapse

          Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
          Dear crude oil 41 dollar ko touch ker chuka hai tou kya aisay koi chances hain kay ab crude oil iss sae zayada ounchi urran chal sakta hai waisay chances tou lag rahay hain kay oil ab 49 ko touch karay ga aap log iss baray mein kya kehtay hain
          Dear Yahan kuchh bhi possible Hain agar oil Is Tarah move karta raha tu ja ek Naya record bana sakte hain lekin hamen Yahan per risk lene ki jarurat Nahin Hai kyunki all mein trade karna bahut mushkil kam hai aur HAL market ko samajhna bhi mushkil Hai isko analyse karne ke liye Kafi experience chahie hota Hai ISI Tarah trade lagate waqt hamen soch samajhkar trade lagani chahie kyunki is hamare jyada loss hone ke chances hote Hain.
          سرکار
          • #6 Collapse

            Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

            crude oil ek aisa peer hai ki jiske bare mein koi bhi member sahi tarah se nahin Bata sakta ki iski movement kis taraf hogi aur yahi vajah hai ki maximum members apni trading is per nahin kar rahe hote hain aur is per trading karte hue members ko maximum loss bhi Ho jaane ke chances hote hain aur yahi vajah hai ki members iske alava aur Baki pairs per apni trading ko isase bhi jyada acche se kar rahe hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

              dear friends pichle dinopehle hi crude oil ne recored tor die hai ye apni inthaar low value ko touch kar k upar uth raha hai our mera nhi yahi khyal hai k aab oil market k niche jane k chances na hone k barabar hian specially long term sellers ko chaiye k oil par long term sell trade mat karen koshish kare trend k sat trade karne ki ku k ab chance hain k oil jald hi 50 level ko touch kare ga
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #8 Collapse

                Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

                Jis Waqt ham log market ko analyse Karenge yah To Ham Logon Ko idea ho jaega ke market kis point se kis point Tak move kar sakti hai crude oil basically aajkal bahut expensive chal raha hai market aur iski prices bahut up ja chuki hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

                  yes friend crude oil ki movement fast hoti hai is market ka koi bhi shak theek tarike se andaza nahin Laga Sakta Kyunki yah Kisi bhi waqt Kisi bhi Taraf Ja sakti hai Kyunki yah Kisi bhi isliye Yeh zaroori hai Ke trading ke dauran crude oil trading use Waqt hi Karen Jab aap expert Ban Chuke Ho Kyunki iski market ko samajhna Aasan Nahin Hai Aur na hi expert Banai Bhagiar Ham ismein aasani se trading kar sakte hain isliye zaruri hai ki trading karne se pahle market ko dekh le ki vah kis Taraf follow kar rahi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

                    Dear member crude oil market mein upar Jane ki koshish kar to raha hai lekin filhal apni itni acchi position mein Nahin hai spurt rate kiya jaaye portrait karne ke liye har EK pahle pears ko analyse kar lena bahut jyada jaruri hai kyunki abhi ham trading mein acche tarike se kamyab ho sakte hainkyunki krodh aur pathetic karna filhal jiski trading hai kyunki yah mein yah market mein kabhi bhi aap friend ho sakta hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya crude oil naya record bana sakta hai

                      Salam.. i hope all dear members are good .. bai international market ka koi barosa nai ya to her minute oy change hoti ha is liy kuch confirm nai kaha ja sakta .. i think itna peak py nai jay ga agr change aaya b to minor he ho ga koi bara break through hony K imkan to nai fill hal..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X