Sabar ka Forex trading ke sath relation .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sabar ka Forex trading ke sath relation .

    sabar bht best ha hm ko treading my sabr rakna chahiy agar hamare tread bht zada loss my ha agar vo profit my ajati h to hm ko km profit my bnd ni karna chahiy hmy tread ko profit my b hold rakna chahiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sabar ka Forex trading ke sath relation .

      Ji han sabar ka Forex trading ke sath bahut jyada relation hai jab tak aap sabar se Kam nahin lenge tab tak ab trade mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte.. trade kabhi up hoti hai kabhi down jaati hai lekin jab aap Sabar karenge to aapko up and down se Fark nahin padega
      • #18 Collapse

        Re: Sabar ka Forex trading ke sath relation .

        Saber ka forex ka sath ak ghahra rishta hain agar ham osy apnaty hain to ham kayab hoty hain uar agar ham osy nahi apnaty to hamian loss hota hain .Forex trading ak as online business hain jis ma hamin profit k sath sath loss bi hota hain jab hamin loss ho jain to hamian preshan hony ki koi zarorat nahi agar ham saber sa kam lty hai ar mehnat kerty hain to ham loss ko recover ker sakty hain agar ham saber nahi kerty to ham loss ko kabi recover nahi ker sakty.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Sabar ka Forex trading ke sath relation .

          Agar hum is market k Ander Koi trade lagaty Hain tu phir hum ko is main Sabar se Kam Lina huta hai agar Hum is main Sabar nahi karty Hain jaldbazi karty Hain tu hum ko loss Ho jata hai or is market main agar hum ko loss ho jayai tu hum tu hum ko Sabar se Kam Lina chahie hai agar hum loss recover main Sabar nahi karty Hain or jaldbaji karty Hain tu humra or zyada loss go jata hai forex trading main

          اب آن لائن

          Working...
          X