Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?
    market Mein kam karne ke liye bahut sare time frame available Hain hum ko ismein se kaun sa time frame use karna chahie jisse hamare analysis acche ho jaaye agar Ham is market mein koi ek trading strategy use kar rahe hain to kya hum ko aus per different time frame use karne chahie analysis ke liye agar Ham is market mein sirf ek hi time frame per trade kar rahe hain to iska Koi side effect hota hai ya nahin yah tamam cheazen agar humko pata hogi tha mis market Mein acchi trade laga sakte hain agar koi senior iske bare mein guideline Dena chahta hai to kindly apna review apni post Mein share Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

    hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam kana ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik international or kabe be band na hny wala acha business ha hum is mai bager balance accout bana kar be kam kar sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hai nto hamy loss ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

      Assalam walekum Pyar Kisi bhi Business mein Kamyab hone ke liye aapko apna time bahut jyada Dena padta hai aur Forex foreign Mein gram is business ko join Karenge To Hamen chahie acche experience aur time table ki limit ko proper tarike se kab clear karna Agar Ham Apne time table ko acche se Kisi clear Karenge Business mein Apna time was Karoge To Inshallah Jarur kamyabi Honge aur business ke bare mein Hamen Achcha experience Bhi Milega jisse Ham acchi acchi trading bahut acchi tarike se kar sakte hain Forex Pakistan ka best business
      • #4 Collapse

        Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

        asslam o alaikum dear friend dear ap ko market ki sahi analysis ky liya is ko hr time frame ma dekhna ho ga ys jis time frame ma ap trade lena chahty hy ap market ko usi time frame ma analysis kry or achi trade lani chahiya
        • #5 Collapse

          Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

          Market analysis ke liye koi bhi time Jo Hota Hai vah best hota hai vah market ke mutabik Hota Hai Koi pata nahin chalta Kismat market Opp ho jaaogi sakta hun Ho Jaaye isliye Jab Bhi aap trading current Sada Se Jyada Tujhe market kitne koshish Karenge Koi Aur kam na Karen se kam market to Aapka main aap Nahin ho sakta market Mein To Jo dete Nahin to Fir aapka mein aap bhi aasani se ho sakta Sasura se nahin Kacche Businessman Hamesha Apne mission space to Jo Dikhta Baki vah dusre Kahan Kho Kho side character is business business Karen
          • #6 Collapse

            Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
            market Mein kam karne ke liye bahut sare time frame available Hain hum ko ismein se kaun sa time frame use karna chahie jisse hamare analysis acche ho jaaye agar Ham is market mein koi ek trading strategy use kar rahe hain to kya hum ko aus per different time frame use karne chahie analysis ke liye agar Ham is market mein sirf ek hi time frame per trade kar rahe hain to iska Koi side effect hota hai ya nahin yah tamam cheazen agar humko pata hogi tha mis market Mein acchi trade laga sakte hain agar koi senior iske bare mein guideline Dena chahta hai to kindly apna review apni post Mein share Karen.
            assalamu alaikum market analysis ke liye koi bhi time best hai so hamesha hi ki kisi bhi timer ko fixed na Karen Bal ke har waqt yahan per time spend karte Rahe Agar Ham yahan per continuously kam karte rahenge To hamara kam bhi achcha hoga vah hamara business sabhi acchi tarike se aage jaega To hamen chahie kis jyada se jyada kam hai yahan per Karen Taki is a result hamara bonus ki achcha Agar hamara trade bhi acchi tarah kisi improve karega.
            مرشد
            • #7 Collapse

              Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
              market Mein kam karne ke liye bahut sare time frame available Hain hum ko ismein se kaun sa time frame use karna chahie jisse hamare analysis acche ho jaaye agar Ham is market mein koi ek trading strategy use kar rahe hain to kya hum ko aus per different time frame use karne chahie analysis ke liye agar Ham is market mein sirf ek hi time frame per trade kar rahe hain to iska Koi side effect hota hai ya nahin yah tamam cheazen agar humko pata hogi tha mis market Mein acchi trade laga sakte hain agar koi senior iske bare mein guideline Dena chahta hai to kindly apna review apni post Mein share Karen.
              Market mein aapko different time frames available hote hain Jin per aap apne analysis kar sakte hain aapke analysis totally depend kar rahe hote hain ki agar aap short-term basis per analysis kar rahe hain to usmein aap ko different time frame available hota hai aur agar aap long-term basis ke liye analysis kar rahe hain to usmein aap ko different time frame available hota hai aap apne analysis different time frame per karne ke bad Ek decision making kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

                hamy time frame ko use kar ky kam karna chahey hamy analyses ko use kar ky kam karna chahey hamy analyses ko kabe be ignore nahe karna chahey yai aik world wide karobar hai hum is mai pair or currency mai trading karty hai hamy aik time mai aik he pair mai kam karna chahey hamy is mai aik time table bana kar kam karna chahey yai kabe be band nahe ho sakta
                • #9 Collapse

                  Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

                  market main best time frame D1 ha is main bohut acha trend nazer ata hai aur forex market main jitny bhi expert trader hoty hain wo daily chart ko he use krty hain aur phir trend ko dekhny ky bad phir jis bhi time frame mai kam karna chahain trend ky mutabik usi time frame main kam karty hain is lea forex main hmain analysis karny ky lea sab sy acha time frame daily chart he ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

                    market main hum agr suba k time analysis krte hein tu ye sab se best hai kew har roz market main alag se movement hoti ha is main kam krne k liye hume acha work krte rehna lazmi ha hume is main analysis ko check krte rehna hota ha is main hume daily work krna hota ha phr hi hum kameyab be ho sakte hein samjdari se kam krein menat krein jaldbazi na krein is business mn
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

                      Mere Bhai marketing analysing agar aapko karni hai to aapko subah ki time karni chahie and iske bad dopahar mein bhi aap analysing kar sakte matlab kisi bhi time analyse kar le iska Koi itna bada issue nahin hai aapko koshish hai ki nahin chahie ki trading se pahle har Hal main aapko market ko acchi tarah analyse karna chahie uske bad apni trade lagani chahie and trade mein take profit aur stop loss ka use last mein Karen yah aapke liye bahut fayda hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

                        bhot he amazing sawal kiya apne forex trading mian anlaysis karna must hota hain ek trader analysis k bina kabi b kaam nhe kar skta hian agar analysis ko achi tara kiya jata hain or wrong analysis say bach k kaaam kiy ajy tu regular kafi achi learning k sath sath achi earning hoti hian i sliye kaaam karne k liye bhot ziyda analysis ki pratice karna must hain tab he exprt trader forex trading main mehant k k he kaamyabi pate hian
                        ​Sadaf Khan
                        • #13 Collapse

                          Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

                          Jahan tak meri personal raye hay kay agar market men trend ka pata laganay keye anlysis karna hay to big time frame use karnay men best ho ga kyn kay market aksar log term men zeada run karti hay to agar ham small time frame me market ko analyse karen gy to ham us men acha analysis ni kar payen gay aor profit kay bajaye loss ho jaye ga to hamen ais tara sy analyse karna ho ga kay kam sy kam 80% profit yakeni ho jaye.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Market analysis ke liye kaun sa time frame best hai?

                            Market analysis k liye ap ko chahye ky kam time frames par zeada bhrosa mat karyn kyn k un me market ki movement ka achy treqy se andaza nahi lagaya ja skta ap ko chahye ky analysis k lye kam az kam h4 ki candles ka jaiza lyn aur h4 k timeframe ky mutabiq apni trades lagayen is me risk kam hota hai.isk ilawa agar ap d1 ky frame me kam kryn gy to wo is se bhi kam risky hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X