achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achay turn ka intezaar krein phir trade krein.
    dear trading krnay k leye kabhi bhi quick decision na liya jaye.trade se pehlay market ko observe krtay rehna chahye aur achay turn ki talash mein rehna chahye aur jaisay he koi acha turn milay osay zaya na kiya jaye aur forann trade laga di jaaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

    hamy is ma soch samj kar kam karn ho ga then hum kam kar ky pasia kama saky gy hamy market ke movement ko samj kar trade laagne ho ge hum is mai apne marze sy tiem table baan akr kam kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain t hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik legal business hain hum si mai bager balance accoutn bana kar be kam akr sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

      Assalamu Alaikum bilkul aapko wait karna padega Forex Mein acchi aur Buri Din Aate Rahte Hain Har bure Waqt Mein Hamen Soch samajhkar trading Karni Hogi Agar ham log Gaya Kisi expensive kam Karte Hain To Hamen bahut jyada loss hota hai isliye Hamen chahie ki Ham acche experience ke sath rojana ki nemat ko pura karte hue trading
      • #4 Collapse

        Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

        ji han bilkul market ki condition ko situation ko focus Karen Jab vah suitable condition mein ho tabhi trade lagaen aur Hamesha Intezar Karen Agar market stable Nahin Hai To Uske positive tanka positive effect ka vate Karen Jab vah is situation Mein Ho ki aap ki trade profit Mein Jayegi aur aapka account se Kyon Rahega toy train Lagaya Agar aapko lagta hai ki aapki trade Seva loss Mein Jayegi aur aapka Kaun wash ho jaega bolo Ho Jaega To Kabhi Bhi School mission Mein market Mein trade na Karen sirf Usi Waqt Karenge Jab aapki Jo market ki condition Hai vah suitable hai aur stable hai aur is Kabil hai ki aapki trade profit Mein Hogi Hamesha market ko Har Karke free trade Karen market ke against Jaenge Hamesha nuksan uthaenge
        • #5 Collapse

          Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

          aap ki baat sahi hay main nay jo experience forex business main kiya hay ess say malaam hota hay kay ham main aksar members sabar nahi karty oar trading kar lety hain jess say bahot loss hota hay ess liay zaroori hay kay ham soch samajh kay oar achhi entry ka wait karna chaheye
          • #6 Collapse

            Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

            Trading karty waqt market ek baar apny high level ko zaroor touch karti hai r us point ko jo ap k leye favourable hota hai,ap ko apni us skill ko sharp karny ki zaroorat hoti hai jis k through ap us point pe apni trade enter kr skein vahi right time hota hai apni trade se axha profit get karny ka ,isi leye sabr se kaam lety hoe us point ka us entery ka wait krein r axhy entry poin k milty hi trade lga dein,.
            • #7 Collapse

              Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

              Dear member, Forex trading mein ap ko achi timing ke sath ache turn ya youn samjh lein apni luck k sath bhi kam karna chahie ap aise moqa ki talash mein rahe jo ap ko aik dam se acha turn yani profit dila sake ye daily to nahi ho pata lekin jaise jaise ap market mein mehnat karte hein ap ko samjh lagna start ho jata he market ks taraf ja rahi he aur apne ks time best investment karni he aur equity kia rakhi he ye chezein ap ko experience k bad hasil hon gi aur ap ka knowledge increase ho ga tab ap ache trader ki tarah daily profit kamaye ge. Thanx
              • #8 Collapse

                Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

                Forex market mai movement mai baar baar up and down ata rehta hai. Traders ko uss ka intezaar kerna chaiye laikin iss baat ko bhi samajhna chaiye kay kabhi bhi sudden movement pay trades open nahi kenri chaiye bulkay jab market mai movement ka koi pattern bann jaey tab he trades open kerni chaiye. Traders ko achi movement ka hamesha wait kerna chaiye. Iss tarah profitable trading mai bohat asaani ho jaati hai
                • #9 Collapse

                  Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

                  Bilkul trading ke liye hamen bahut jyada sabarse kam Lena hota haikyunki Forex trading mein agar ham sabar Nahin karte aur trade karne mein jaldbaji se kam Lete Hain to ham kabhi bhi a profit earning nahin kar sakte isliye members ko chahie ke vah Forex trading mein sabar se kam le aur acche turn Ka intezar Karen aur uske bad hi trade Karen kyunki aisa karne se hi ham Forex trading mein kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

                    Assalamu alaikum dear friend ji han bilkul theek hai ki aap acchi time Ka intezar kya Karen Uske bad fir market mein kam kya Karen itna jyada aapki turn mein ramayan ki jyada ho gaya put Nahin achcha kam karenge agar aap ki market mein trading karni hai to aapko quality ki post ko kharab Hona suraksha karna
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: achay turn ka intezaar krein phir trade krein.

                      bilkul sahi hai agar ham log acche tarike se market ka analysis karenge aur proper virus ke bare mein thoda wait karunga to hamen acchi entry mil jayegi aur jab stock exchange market a foreign exchange market ki training karte hue hamen acchi entry mil jaaye to isase sahi hota hai ki hamari trade profit mein close ho jayegi aur kar sakta hai uski hoti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X