technical r fundamental analysis
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical r fundamental analysis
    kch trader ka khayl hota ha k new traders k liye fundamentally analyse krna forex market ko zyada behtr ni hota q k unko fundamental k bary mn pta ni hota to loss hota ha lakin mry khyal sy jahn tk mn ny learn kiya ha k forex mn boat lazmi ha k hmen yeh 2 analyse krny k treeqy achi tarah sy any chaiye q k srf technically analyse krty hoay market ko trade krna zyada profitable b ni ho skta kch traders market ko technically analyse krty hen r unka analysis sai b hota ha lakin market fundamentals ki wja sy un technicals k against move kr jati ha r bhari loss ho jata ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: technical r fundamental analysis

    hamy market ke mvement ko samj kar teachncal or fundamentl analysis ko learn akr ky use kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex aik best business hain hum is mai apne marze sy time tbale bana akr kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe mistake kar dety hain to hamara account badn ho jy ga is mai hamara koi be boss nahi hain
    الحمد لله رب العالمين

    • #3 Collapse

      Re: technical r fundamental analysis

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zahid2020 پيغام ديکھيے
      kch trader ka khayl hota ha k new traders k liye fundamentally analyse krna forex market ko zyada behtr ni hota q k unko fundamental k bary mn pta ni hota to loss hota ha lakin mry khyal sy jahn tk mn ny learn kiya ha k forex mn boat lazmi ha k hmen yeh 2 analyse krny k treeqy achi tarah sy any chaiye q k srf technically analyse krty hoay market ko trade krna zyada profitable b ni ho skta kch traders market ko technically analyse krty hen r unka analysis sai b hota ha lakin market fundamentals ki wja sy un technicals k against move kr jati ha r bhari loss ho jata ha.
      Ji Forex ke kam karti hui aapko technical analysis aur fundamental analysis ko samajhna bahut hi Jaruri Hota Hai successful trader Hamesha kam karte waqt extract ki banate hain syster Digi per kam karte hain Agar Ham profitable trading karna chahte hain to uske liye Jaroori Hai kam Apne technical analysis ko Jyada Se Jyada improve Karen aur Jab Bhi e bidding karen to market ke Kan ko Dekhti trade Kiya Karen Mard Ki movement ko Hamesha karne ke bad bhi trade Lagani chahie Iske alava trade Katkar kabhi bhi rest Nahin Lena chahie stop-loss Jarur use karna chahie Hamen kam se kam Las ho aur ham Apne last ko bardasht kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: technical r fundamental analysis

        Forex trading business Mein profitable trading karne ke liye Hamen Jyada Se Jyada fundamental aur technical analysis karne ki jarurat hai Jitna Jyada Ham technical aur fundamental analysis Karenge Ham Forex Mein Kamyab Ho Jaenge aur apni earning ko increase kar lenge Hamen karna hai Jyada Se Jyada Apne experience ko increase karne mein aur apne knowledge ko increase karne mein
        • #5 Collapse

          Re: technical r fundamental analysis

          technical analysis bilkul basic analysis hai lekin fundamentals ko ignore kr k b ap kamyaab nehi ho sktay so market ko puri trah smjhny k lye apko both analysis krnaa bohat zroori hai kabhi bhi chotti c cheez ko ignore mat kry warnaa yehi chotti cheez barry loss krwa deti hai aur market main survival mushkil ho jata hai trader kaa
          • #6 Collapse

            Re: technical r fundamental analysis

            Market Mein fundamental aur technical analysis ka istemal karte hue kam karna chahiye Fir Bhi Ham kam Karke profit Hasil kar Sakenge Agar Ham market Mein analysis ko ignore kar dete Hain To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga yah Ek Aisa business hai jo all world mein bahut Teji se famous ho raha ha
            • #7 Collapse

              Re: technical r fundamental analysis

              agaram Pakistan physics formulas of profit hasil karna chahte hain to main ismein chahie kameez mein apne pakki quality ko increase karne ke sath mein jadu se jyada hardworking kar leni chahie aur ismein apne fundamental ko bhi Tak ji Deni chahie agaram chahte Hain ki main achcha profit Ho to hamen isliye jyada se jyada not working karne ke sath Satish mein apne per quality ko bhi increase kar lena chahie aur ismein se jyada se jyada apna knowledge or experience ismein worker to increase kha lena chahie jitna jyada nahin sakte Hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: technical r fundamental analysis

                trading lagany klye hamen technical aur fundamental analysis ka hona bht zarori hy , fundamental analysis yeh hota hy keh ham us currency ki current economy ko dhk rahy hoty hain aur us country ki financial situation ko dhk rahy hoty hain . jab keh technical analysis me ham us currency ko indicators ke zariye check kar rhy hoty hain .

                اب آن لائن

                Working...
                X