Jitni zyada learning otni zyada earning?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

    Ap jitna achy tareky sy learning krty hoy kam krqin gy to ap ko earning bhi utni achi ho gi es leay qp ko chaheauly k mehnat sy kam krain aor dil lga k kam krain q k acha kam hmaisha ap ko bhut achi kqmyqbi deta hy aor agr ap achi learning k sath bhut achi mehnqt krty oy kqm krty hain to qp qk dim zaror expert trader bqn jaen gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

      G bilkul m ap se mutafiq hon k jtna ziada ap k pass kissi field k bary m knowledge hoga ap utni jldi us field ko understand krn gy aur ap jtna ziada js field ko understand krn gy utni ziada earning hogi
      • #18 Collapse

        Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

        Forex mn achi earning Hasil karne ke liye Hamen apni learning par focus karna hota hai Kyunki jab tak Ham apni learning par focus nahin kar lete jab tak Ham apni learning ko strong Nahin banaa lete tab tak Ham Forex Mein Kamyab bhi nahin ho sakte Forex Mein vah log Kamyab Hote Hain Jo Hamesha ismein mehnat ke sath Apne karne ko improve karte hue acche experience or knowledge ke sath kam karte hain acchi enhancer karne ke liye Hamen Hamesha apni learning Pur focus karna hota hai ful mehnat ke sath full confidence ke sath Forex Mein kam karna hota hai market Mein Apne analysis ko strong karna hota hai demo account per practis karne Hote tab bhi Ham Kiska Mein mehnat karte hain apni Patni ko improve karte hue Kis Mein Kaam Karte Hain To Ham ismein Kamyab Ho Jaate Hain
        • #19 Collapse

          Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

          Dear ap nay bilkul sahi baat ki hy keh hamari jitni learning achi ho ge hamari earning bhi usi qadar achi ho ge. lihaza hamen iss baat ko yaqeeni banana chahye keh hum learning achi kar saken aur earning to phir khud bakhud hamary pass aye ge. learning kly pakistan forex forum aik zabardast forum hy, jis say ap acha khasa learn kar sakty aur apni life main kamyab ho sakty hain. lihaza trading karny say pahly achi tarah lerning karen aur phir baad main achi tarah earning kren
          • #20 Collapse

            Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

            Dear forex members assalam o alaikum hope you will be fine all jitni zayada learning utni ziada earning learning skills hi earning ki waja hoti hy apni learning skills ko improve karen rozana ki bases per forex learning skills ko improve karen forex se related knowledge ko ziada se ziada karen jis se apko achi earning hogii learning skills r knowledge se ap acha work perform kar sakty han achi post kar sakty han post content ki quality behtar r impressive hoti hy jo apka future experience bhi built karti hy r apko earning bhi achi milti hy mehnat k sath learning skills k sath kam karen r kamyabii hasil karen.
            • #21 Collapse

              Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

              g jitna zeada ap seekho gay utna he apka lavel up hoga agar ap bena sekhy suru ho jatay hain to losis hongy or apko ptta bhe nhe hoga kay loses ko cover kasy krna hay zendgi kay hr kam men apko sekhny ke zrort prte hy chaye wo jitna he chota ya bra keo na ho hr kam me ostad ke ehmeyat lazme hay
              • #22 Collapse

                Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                Ji bilkul yeh donoon aik dosray k directly proportional hain matlb aik barhane se dosri bhi increase hogi or aik kam hone se dosri bhi kam hogi is lea hmeasha apna learning wala kam kabhi na choeyn daily naye se naya learn krne ki try karyn jitna ap seekhatay jain gy utna hi experience barhta jaye ga forex ma bhi hmesha learning object ko sath le chalyn jo ap k bouns waly object ko kabhi bhi kam nhe hone dy ga
                • #23 Collapse

                  Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                  Learn earning Forex Re very very important hai isliye Hamen good koshish se kam karte hain market mein Hamesha information Lekar kam karna hoga information always basic acchi kamyabi hai isliye Forex Mein acche knowledge ke sath sath information milati Hai Ham Jab Bhi use per focus karte hain to kamyabi hamare liye focus hoti hai isliye kamyabi ke liye acche Waqt Mein acchi trade lagakar Hamesha kamyabi ke liye acche information le
                  • #24 Collapse

                    Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                    Ji han aapki baat bilkul theek hai jitni Zyada learning karenge itni acchi earning kar sakenge isiliye apne experience or knowledge ko increase Karen demo per practice Karen market ko follow Karen market keemat ko samjhaie candles ki pahchan sikhen market analysis karna sikhen Taki aap apne experience knowledge ke sath forex market mein bahut Achcha profit Hasil kar sake aur unlimited earning kar sake isiliye hamesha mehnat Karen aur Achcha profit Hasil karne ki koshish karen jitni zyada mehnat untna profit dilchaspi ke sath kam Karen aur is duniya Ka best international business hai is mein learning aur earning Ki Koi limit nahin hai Forex ko join Karen aur Ghar baithe paise kamaye jitni mehnat utani kamyabi
                    • #25 Collapse

                      Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                      Assalam walekum ji aapane 6 sawal Kiya Hai jitna jyada learning uthna zayda earning j ap na acha sawal kia ha jo Pak Forex mein kam karne rahy hm un ko chaya apne post ke learning ko accha karen jitna zayda sa zayda learning ho ge uthna zayda profit hassil kar saqta hn humain Pak forex main kam ko aik jazba Ka sath sath kam Karna chaie
                      • #26 Collapse

                        Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                        Assalamu Alaikum dear Forex mein aap Jitna Jyada learning Karte Hain aapki earning per Itni hi jyada hoti hai agar aap Forex trading main market ko acche se samajh Lete Hain iska acche se experience Hasil kar lete hain to aapke liye trading mein Koi Mushkil Nahin Hoti
                        • #27 Collapse

                          Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                          Asalam O Alekum dosto
                          umeed krta hn ap sb khariyt se hoon gy bht hi kamal ki bt likhi ha hamry bhai ny
                          jitni zeyada learning utni hi zeyada earning bilkul is ma koi shak ni ha aik kam ko apna jitna zeyada behtr andaz ma learn krn gy utna hi behtr apko reward mily ga aur isi cheez ko experience ka nam dia ja ta ha mtlb jitna zeyada apka experience ho ga utna hi behtr andaz ma ap performe kr skty ho aur aur apka reward b mazeez behtr ho skta ha.
                          • #28 Collapse

                            Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                            Forex trading main aapki success aapke knowledge or experience ke upar hidden karti hai agar ab is business ko join karna chahte hain to fir aapko chahie ke apne knowledge or experience ko improve Karen aapke pass Forex trading ka itna achcha knowledge Hoga aapke profit hasil karne ke chances jyada hote Hain Apne knowledge ko improve karne ke liye continuously struggle Karen maximum knowledge gain Karen aur use demo account per practice Karke Apne experience ko improve Karen aage jab aap real account ke upar trading karen to aap ek acchi trade Karke jyada profit hasil kar saken
                            • #29 Collapse

                              Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                              Assalam O Alaikum han ji hamari jitni zyada learning ho gi utna hi uss ka faida zyada ho ga iss lie kaha jata hai keh aakhri saans tak ilm hasil karien ilm se insaan hamesha kuch na kuch seekhta rehta hai issi tarah forex mien bhi hamien zyada ilm ki zaroorat hoti hai qk jitna zyada hamara knowledge ho ga utna hi hum uss ko samajh ker ache taariqe se ker sakte hai aur profit bhi hasil ker sakte haien to forex mien aur life mien kamyab hone kelie hamesha apni learning jari rakhni chahie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jitni zyada learning otni zyada earning?

                                Ji han bhai jaan aap ne sahi kaha hai ki hamare pass Forex ki jitna jyada learning hoti hai utna hi jyada hamari earning mein Isa per hota Hai hi kyunki Forex mein learning ke mutabik ki Ham kam karte hain jisse hamen bahut jyada fayda hota Hai Ham apni learning se Hi market ki moment ko understand karte Hain Jo hamen bahut jyada support karti hai aur ham market ke mutabik trade lekar achha profit kyon karte hain jis a daily basis per hamari earning mein bhi is AAP per hota hai isliye aapko chahie ki apni learning mein jyada se jyada izafa Karen Taki aapki earning main bhi ijaafa ho jaaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X