news trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news trading
    dear merey khayl se new trader ko news ko trade nahi kerna chahiye because aik to un ko ziada experience nahi hota hai and secod news k flash k time market me ziada tezi ho jati hai so is liye new tarder ko us time trading se avoid kerna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jan ap ki bat theak hay k unhyien new k time trade nahi karni chahaiay but i think k real account may na ki jay but demo may iss ki prectice zaror ki jay ta k new trader ko yai pata ho k news aysi aay gi tu iss tarha market move karay gi
    • #3 Collapse

      Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading business mein new traders ko news ko dekh kar news kay time par trade nahin karni chahiye kiyunke unn kay paas trading ka ziyada experience nahin hota aur news kay waqt market tez hoti hai.
      • #4 Collapse

        brother ma to manual trading karta hon aur mana kabhi bhi news par trading nahi ki aur aksar logon sa bhi yehi suna ha ka news par trading karan to loss ho howa ha profit kabhi bhi nahi howa. ab pata nahi news trading kia ha bas itna ma janta hon ka news ka time trading karni nahi chahia.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: wilayat پيغام ديکھيے
          dear merey khayl se new trader ko news ko trade nahi kerna chahiye because aik to un ko ziada experience nahi hota hai and secod news k flash k time market me ziada tezi ho jati hai so is liye new tarder ko us time trading se avoid kerna chahiye.
          Dear brother jo log sahi trader hongay who log news par kabi b trading nahi kartay hai our our agar yaqeen na ho tu kisi time kisi achay trader ka webinar deka karo jub lost time ho ga tu who bol detay hai k news par trading achi nahi howa karti hai
          • #6 Collapse

            forex news market trend kay bary main kafi affected hoti hain and mostly expert traders news base per trade kar kay achi earning karty hain lekin juniors traders jin ka experience nai hay zyada wo news per trade nai karna chaye kuinkay news ko samjna kafi mushkil hota hay
            • #7 Collapse

              jaha tk mara khiyal ha hamay new py zeyada depend nahe kanri chae a ha kiu k news ma sirf tajzeya diya jata ha aur woh galt b ho sakta ha aur sahe b ho sakta ha hmay soch smj plannig k sth tradinng karni chae ha
              • #8 Collapse

                forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai major news ke release per market mai se nikal jaye kuin ke agar app aisa kerte hai tu app ko market mai ache earning hosakte hai.
                • #9 Collapse

                  Yes of course that we are work the markwt with the news. If you are work the news then you are use the stop loss and take profit. Because news time markwt move very fast.
                  • #10 Collapse

                    Sure of course my dear brother.Forex trading business mein humain hardworking say work kerna chahye.Forex tradaing business meain hardworking kerna bhot important hai.ager hum hardworking nahi karenge to success bhi nahi mile gi.
                    • #11 Collapse

                      Brother new traders ko chahiye kay pehle wo news ko achi tarha se analyze karna chahiye kay kis tarha ki news ka kia effect hota hay pir us kay mutabiq trade kia karen ..
                      • #12 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me news k sath sath trading krni chahe kyun k agr hm is businessm e news k sath sath reh kar kkam karty hain tu hm is business se kafi acha earn kr skaty hain isi liye hmen chahye k hm news k sath sath kam kiaa karen
                        • #13 Collapse

                          A good trader must be good knowledge of their business must collect a huge amount of experience anad must also really after is a good trader. I think a good trader must deal with large companies, since most of the capital of the great advantages
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: news trading

                            Bilkul Apne time ki Himayat honi chahie Insan Jo Insan ki Kadar Karta Hai Koi kam Yad hota hai jo Insan ki Kadar nahin karta Hua kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta yah Jo baten Har Koi Nahin batata aapko main aapko bata raha hun kya aapane Kis Tarah Se Apne time ko spend karna hai bilkul aap payment Aaegi Aaegi Inshallah Allah Par Bharosa kijiye Jalpa ji ka maja bilkul nahin karna chahie Insan ko Kyunki Jo Insan karte hain aur Vahi na kam hota hai sab se kam Karen Jyada Se Jyada ko kaise karen Apne time share Karen Logon ke sath Apne knowledge to increase Karen Logon ke share Karen Jab aap Logon ke Sonali share Karenge vah aap apna na Nishan Karenge Is Tarah Se admission Ban Jaega To isase aapki lene ka target achieved ho sakta hai to koshish kiya jaaye ki Apna Dene Ka target Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X