Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

    jee haan apne theek kaha lalch loss ki barri wjha hy learning se hi earning hoti hai is liye jitna zada aap learn kar sakhte hain karain learn karne k liye online bht kuch available hai websites pa babypips ki site bhi achi ha jitnni zada apki knowledge hogi aur practice karne se expereince acha hoga tu hi aap achi earning bhi kar sakhain gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

      loss sa bechna ka liya lalach a avoid kerian kio k ham ko loss tab hi hota hey jab ham lalach karin to ham ko chahiye k ham ko loss se bachna chahiye our loss se bachna chahiye is leay ham ko loss se bachney k leay lalach ko avoid karna ho ga.
      • #18 Collapse

        Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

        Dear Forex members yah Baat bilkul theek hai ki agar Hum Na Kami Se Bachana Chahte Hain To Ham lalach Ko avoid Karenge Koi kam jo aap Shuru karte hain Agar usmein mehnat ulagin Se Kam Nahin Karenge to kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge Agar Insan lalach Mein Aakar kam Kare to usmein hamesha nuksan hota hai Kyunki lalach ki Insan kabhi bhi Kisi Mod Par bhi Kamyab Nahin hota hai isliye lalach se bacche aur mein net se kam Karen
        • #19 Collapse

          Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

          Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai los se bachne ke liye Lalach Aaj ko pata Karen Agar Forex trading Main Balak ke sath trading Karenge to aapko sirf loss Hoga aur aap Kabhi Kamiyab Nahin ho sakte isiliye Kamyab hona hai Rachi Hath Nahin karni hai to Lagate Ke Gaya trading Karen market ko acchi Tarah analysis Karke Soch Samajh Kar Ke Sath Chalun Karen lalach ke sath tearing Karenge to Aapka Kaun watch ho sakta hai isiliye loss Se Bachana Hai To bagair lalach ke Forex trading Karen Taki aap acchi nahin kar sake aur Kamyab Bana sake isliye mehnat aur Himmat ke sath kam karna chahie aur kam lot size open Karen Taki aapka Kaun safe Rahe aur aap acchi Yad earning kar sake
          • #20 Collapse

            Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

            jee haan mein apki baat sy agree karti hn agar learning hi nahi hogi to earning kese ho jae gi mere khyal se pehle learning zyada important hai agr learning ho ge to he earning ho ge na ni to sucess ho ni ho ge forex ko achi trah sa learn kar sakon jab bandy ki learning achi ho gi tu wo trading ka work start karny k bad apny trading skill ki bina par achi earning bhi kar saky ga
            • #21 Collapse

              Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

              Ji han agar aap lost se se bachana chahte Hain To aapko lalach ko avoid karna hoga aur FIR aap usmein kam kar sakte hain Kyunki jab tak aap market Mein apne system ko money management ko risk management ko follow Nahin karte aapko profit Nahin ho sakta lekin agar aap lalach karte hain to AAP ine Sab Ko avoid kar denge aur aap wrong trading start kar denge Jiske bad aapka loss Hona guaranteed hai isliye agar aap chahte Hain ki aap aisa Kuchh Na karen to fir aapko bahut mehnat karni hai apne aap ko control karna hai
              • #22 Collapse

                Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                Forex mn lalaach sy avoid krna chye agr ap forex mn greedy mind sy work kren gy tu ap ki trade hamesha loss mn close ho gi kiun k lalaach mn a kr hum unnecessary risks lety hain jo k hamary lye nuqsan ka baais bnta hy forex mn koi bhi step lene sy phly market situation ko zaror evaluate kr lya kren agr market profit hasil krne ka maximum chance provide kr rahi hy tu koi risk len otherwise jb ap daily ka profit hasil kr len tu mazeed profit ki lalaach mat kren otherwise ap ka hasil kya hoa profit loss mn convert ho jae ga
                • #23 Collapse

                  Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                  jee haan apne theek kaha loss sy bachny k liye lalch ko avoid karien agar hum learn karen gay tohi kuch kamaen gay na to in dono pay hi tuwajo deni chahiye pa aap race ke bhaarey main soch bhi nahi sakte ho ayse hi agar aap ko jab tak trading karna nahi aati hogi tab tak aap earning kar hi nahi paaoge mere bhai
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                    ji bilkul Forex trading mein Hamen last se bachne ke liye lalach ko avoid karna chahie Taki Ham Forex trading Se achcha fayda asar kar sake Forex trading main vahi kamyab trader bante Hain Jo Forex trading ke rul ko follow karte hain aur apne balance ke Matabik lot choose karte hain jyada risk nahin lete aur Agar Forex trading mein Humsafar Ke sath kam Karenge to acchi yaar nahin kar sakte hain Forex trading ek achcha aur profit wala business hai Hamen ismein Dil laga kar kam karna chahie tabhi Ham kamyabi Acer kar sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                      g hn dsoto asa he ap lalach sae bachin aor zaida sae zaisda work karin aor ap hard work karin aor tori tori laod lagain ar aor tora sa tora kam karin aor super ban jain ap ko konwldge hasal lho ga aor ap kamuyab ho gae so ap work karin.
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                        Assalam walekum...
                        Forex mein nuksan se bachne ke liye aap lalach bilkul na Karen jitni aap aasani se pet kar sakte hain vah Karen Jyada ke Bus Mein Na Rahe Hain
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                          g ni loss sy bachny k liy ham laluch ko ni bulk ham apny knowledge ko or mahnat sy use kar k kam karna ho qk kissi b kam mn agar ham losas sy bauchny k liy agar laluch karn to is sy zadfa nuksan hosakta hy or forex mn bi ham ko mind use karna chy l;aluch ni
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                            jee haan apne theekn kaha loss sy bachny k liye lalch ko avoid karien learning ziada zarori ha yah earning to ma ap ko yah kahon ga dono hi chizen ziada zarori han learning bhi or earning bhi.learning karna boht zroori ta khum pehly he loss sy bschs seekh jain or ye cheez hame dobara pareshan na kary is sy hum boht kuch earn kar sakyt.
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                              Aapane theek kaha han agar humne lalach ki ki tu is ka nuksan hamen hi hoga kyunki Ham padh chuke hain lalach buri Bala hai aur aur pahle kabhi fayda nahin deti agar humne a lost se bachana hai hai to hamen lalach nahin karni chahie agar koi chij hamen samajh nahin aati to use per hamen investment nahin karni chahie lalach mein padh ke Ham apna bonus kho baithe Hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss se bachne ke liye lalach ko avoid Karen?

                                Bilkul loss se bachne ke liye Hamen lalach ko avoid karna chahie Soch Samajh Kar apni working Karni chahie Apne kam Ko Bus banane ki koshish Karni chahie Agar Ham Dil lagakar Apna Kam Karenge focus ke sath apni working Karenge aur loss Se bachne Ki Koshish Karenge tabhi Kamyab Ho Sakenge aur Achcha profit Haasil kar Sakenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X