Sentimental analysis kesy krni chahiye? Any tips trading seniors
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sentimental analysis kesy krni chahiye? Any tips trading seniors
    Assalamu Alaikum dear Forex members Forex trading ke sab senior members Se Ek Sawal puchna hai K trading karte waqt agar humne sentimental analysis karni hai To Hamen Kaise Karni chahie kya koi tips De sakta hai ki ham sentiment analysis ko bahut acche tarike se kar sake Taake Hamari Trade Kamyab Rahe guide please seniors
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sentimental analysis kesy krni chahiye? Any tips trading seniors

    hamy forex mai sentimental analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earning gain kar saky gy forex k samjna aik din ka kam nahi hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ba ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga forex aik amm business jasa nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Sentimental analysis kesy krni chahiye? Any tips trading seniors

      Agar hum sentimental analysis karna chahte hain to uske liye FIR hamare pass Ek Bada knowledge or experience Hona chahie Damo account ka aur Humko kam az kam 10 Sal Ka experience Hona chahie sentimental analysis expert trader istemal karte hain aur jo beginners hote hain ya FIR Jinke pass Itna Jyada experience Nahin hota hai Forex trading ka to vah technical analysis aur fundamental analysis ke method se trade Lagate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Sentimental analysis kesy krni chahiye? Any tips trading seniors

        Dear friend Forex analysis sikhane ke liye aapko ismein bahut jyada mehnat ki jarurat hai aur aap kis acche traders Se Hi isko iska analysis Sikh sakte hain Forex Ek behtarin Anya wala business Hai ismein Vahi log kamyabi Hasil Karte Hain Jo ismein Mahina se kam karte hain for score join Karen ismein acche se Accha knowledge Hasil Karen aur is behtarin Arnold Hasil Karen iska analysis sikhane Se Hi aap is Mein behtarin profit Hasil karne Ke Kabil banaa sakte hain isliye Forex Mein acche se Achcha kam Karen aur is Mein behtarin unhen Hasil Karen
        • #5 Collapse

          Re: Sentimental analysis kesy krni chahiye? Any tips trading seniors

          Jab Ham market ko analyse Karke trade open karte hain aur money management ke hisab Se Apna lot size use karte hain tab Agar Hamari trade loss mein bhi Chali Jaaye to vah bahut jald profit Mein a jaati hai isliye Agar loss main bhi Chali Jaaye To Hamara account sev rahata Hai Hamen Koi Bhi pareshani Nahin Hoti isliye Hamesha maarpeet ko analyse Karen aur money management ke sabse Apna lot size use Karen aur Jyada Se Jyada experience shasan Karen Jitna Jyada traders ke pass experience hota hai vah utna hi Achcha profit Hasil kar sakta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Sentimental analysis kesy krni chahiye? Any tips trading seniors

            Je forex market ma chart ko read karnay k lye chart ko ashi tarh se analyse karna bohat hi zaruri ha, chart ko analyse karnay k generally 3 tarh k analysis hotay hain jaisay fundamental, technical aur sentimental analysis.
            Sentimental analysis ma ham fundamental aur technical analysis ki base pe yah andazah lagatay hain k market kitnay pips move kar sakti ha, trading tools aur news ki help se ham yeh andaza lagatay hain k hamara take profit kitna ho sakta ha,
            Tips:
            a) support and resistance levels ko lazmi check karain
            b) agar high profile news ho to market boaht ziadah move karay gi,
            c) trend ko bhi follow karain

            اب آن لائن

            Working...
            X