Emotions ko limit mn rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko limit mn rakhen
    Kabhi bhi apni trading activity per emotions ko involve na Karen agr ap trading k dooran emotional state of mind sy work kren gy tu ap ko loss ho skta hy kiun k emotions mn hum kabhi better decisions nahi le sakty is lye lazmi hy apne ap ko fresh aur active rakhen aur kisi bhi qism ki pershani sy door rahain taake apko ko asaani sy success mil sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions ko limit mn rakhen

    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. Forex trading Mein Jazbaat ko limit Mein Rakhna Ne Hath Jaroori aur Aham Hai jisse Ham apne aap ko success kar sakte hain jab tak Ham gussa Nahin Karenge Ham kha main kul Rahenge to is hisab se Ham kamyabi rahenge
    • #3 Collapse

      Re: Emotions ko limit mn rakhen

      AssalamoAlaikum dear aapki baat bilkul theek hai Hamen apni emotions ko limit Mein Rakhna chahie Kisi bhi kam ko agr hm emotional hokar Karenge to us kam me nakami k chances zada ho Jaate Hain isi Tarah gram Forex Mein emotional ho kr agr kam Karenge apni emotions ko control Nahin Karenge To Ham Yahan naKami ki taraf Ja sakte hain Kyunki Forex Ek Aisa platform Hai Jahan Soch Samajh Kar kam karna bhtr hota hai agar Ham emotion se jzabati ho kr kam Karenge r emotional hokr trading Karenge To Ham Yahan los ki taraf jaaaenge pura Hmain kamyabi Nahin Mil sake ki isliye zaroori hai kya apni emotion ko control Kare Aur yaha mehnat Ke Sath kam Karen ta k successful ho sake
      Last edited by ; 06-07-2020, 06:42 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions ko limit mn rakhen

        G han dear agar ham acha Kam or achi mhenat st soch smjh Kar treading karty Hy to ham ko lose nhi hoskata kio ky ham achi mhenat sy acha Kam karty hy
        • #5 Collapse

          Re: Emotions ko limit mn rakhen

          Jo log forex trading men trading k daoran emotional ho jatay hen woh kamyab traders nhi ban saktay kiun k forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Emotions ko limit mn rakhen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
            Kabhi bhi apni trading activity per emotions ko involve na Karen agr ap trading k dooran emotional state of mind sy work kren gy tu ap ko loss ho skta hy kiun k emotions mn hum kabhi better decisions nahi le sakty is lye lazmi hy apne ap ko fresh aur active rakhen aur kisi bhi qism ki pershani sy door rahain taake apko ko asaani sy success mil sake
            Exactly dear aapane bilkul sahi kaha hai Bharat se trading ke aapko emotions per control Karke kam karna hota hai agar aap imotions per control Karke kam Karenge to aap ismein kam jao bahut sakte hain otherwise aap ismein kabhi bhi kam Jawab Nahin ho sakti Jo log Forex trading Mein jaldbaji karte hain aur ismein analyses Karke trade Nahin Lagate aur Kabhi kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye aapko Chahe kya office mein acche se analysis Karen aur motions per control Karke kam Karen Taki aapko Achcha profit ho sake
            • #7 Collapse

              Re: Emotions ko limit mn rakhen

              Forex Trading hamare underneath command nahi hota ok hum is ko jazbati ho k ya ghusa okay zarye manipulate kar sake. Baaz dafa hum aik exchange lagate chook to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions manipulate me hone chaheye aur koshash honi chaheye ok hum apne ghuse pe manage kare. Humen chaheye okay hum bloodless idea okay sath trading karte howe over alternate na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta okay us okay hisab se trade ho jayega bulke wo apne hisab se alternate hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye okay hum apne jazbat ko forex okay hisab se change karen. Forex trading Mein Jazbaat ko limit Mein Rakhna Ne Hath Jaroori aur Aham Hai jisse Ham apne aap ko success kar sakte hain jab tak Ham gussa Nahin Karenge Ham kha most important kul Rahenge to is hisab se Ham kamyabi rahenge.
              • #8 Collapse

                Re: Emotions ko limit mn rakhen

                ji han apny thk kha hy keh hamin hmesha emotions o control mein ralhna chahiy hm trading men kamiyabi bhi uss wakt hasil kreoin gy jb hm iss mein emotios per control ker sakin gy iss key liy hamin dun rat mhnat ker key market ko sahi sety analyse ker key hi trading mein earninig mill sakti hy otherwise nhi.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions ko limit mn rakhen

                  Dear friends emotions ko apni limits me rakhy gy tu ap forex sy kuch hasil kr sky gy jitna bhe bara admi kio na ho hb tak forex me apny emotions ko controll nhe kry ga tu who kamyab nhe ho sky ga hamye cahiye ham apny emotions ko controll kry ur sath sath kam bhe krty rhy is sy hamye acha benefits mely ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions ko limit mn rakhen

                    Trading main emotions ko bilkul avoid nahin kiya ja sakta lekin UN per control jarur Kiya ja sakta hai aur yahi baat hamen successful banati hai Jab Ham apne emotions ko trading karne ke dauran control karne mein kamyab Ho jaate Hain aur ek bar aapane emotion ko control karna Sikh liya 2 forex mein aage banne se aapko Koi nahin rok sakta aur na hi aapko Koi Mushkil dar per jayegi Nazar aapane emotions ko control karna sikhen
                    ​BELIEVE IN YOURSELF!
                    (Ahsan999)
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions ko limit mn rakhen

                      Bohut axhi baat hay yeh kay emotions kay saath trading nai hoti aor koi bi business emotional ho kay kerna bi nai chahiye. Forex trading business may her trader ki zimadaari hoti hay kay apnay emotions pay mukammal control he rakhay . Trading business may kabi bi trade emotional ho kay open ya close nai kerni chahiye kiyu kay ic say loss he hota hay . Fresh mind say forex kernay say axhi aor zayada faida mand trading kinjaa sakti hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X