learn from mistake

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Han g is main agar hum aik bar ghalti karin gay tu hum is say sekh kardobara wo ghalti na karin tu behtar hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      G han dost ghaltian tu slab sy hoti hein bs ye hum pe depend kerta hy k hum apni mistakes ko kiss trha let hein yeh humein bahut kuch sikhati hein.in sy seekhny wly kamyab ho jaty hein life mein.
      • #33 Collapse

        forex trading business is a very risky business and mistake is a very common matter in forex. by solving the reason of mistakes it is possible to increase our knowledge in forex.
        • #34 Collapse

          apni mistakes ko agar ham next time trading me repeat nahi karen gey to b ham loss se bach sakty hey yahi mistakes hamari learning ka zarya ban sakti hey
          • #35 Collapse

            ji bilkul mein appp ko yehi kahun ga logon ko dekh na aen es kam mein hamesha learn kren then soch smjh k invest kren es kam mein .............................!
            • #36 Collapse

              dear sir ap forex trading ain apni istake say zaror seektay hai amam zindagi main hum apni galtion say learn kratay hai is hum adha k liyay leeson hasilkartay hai
              • #37 Collapse

                g bhai forex trading mine apko chahiye ke ap is mien apn mistakes se lesson learn karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mien ap tareeqe se trading karen.
                • #38 Collapse

                  G forex trading business mein trading karty hwy mistake tu ho he jati hy aur forex trading business mein wo he trader kaamyaab trader ban sakta hy Jo apni mistake ko cover karta hy aur aik mistake ko aik he bar karta hy aur apni mistake se learn karta hy aur agr mistake ko bar bar karain gay tu kabhi bhi achy trader nhi ban sakty han
                  • #39 Collapse

                    Forex Me Agar Hamari Mistakes HonJis Se Humein Loss ho To Humein un Mistakes Se Sabq Sekhna CHahiye Aor Profit Se Wo mistake nahi karni CHahiye Jis Ki Waja se Loss Huwa Tha Ase Ap Apni Mistakes Se Learning Hasil Kar sakhtey Hain...
                    • #40 Collapse

                      Forex trading business mein jab bhi loss hota hy kise mistake ki waja se hota hy aur forex trading mein agr loss ho tu apni mistake ko dekhna cahaiye aur js mistake se loss ho us mistake ko cover karna cahaiye aur forex trading mein acha trader wo hi ban sakta hy jo apni mistake ko cover karta hy aur mistake ko dobra nhi karta
                      • #41 Collapse

                        Forex trading business mein aik acha trader wo hi ban sakta hy jo mistake ko cover karta hy kiok forex trading business mein mistake se hi loss hota hy aur agr aik bar mistake se loss hota hy tu us mistake ko bar bar na karain tab hi forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han aur profit earn kar saktay han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          sahi kaha hay ap ne main jab b tarde karta hon to aksar mujhe loss ho jata hay to main apny loss ka reason dekhta hon aur sochta hon k mujhe kis bat par loss huwa hay main apni mistakes ko note kar k pher apni mistake ko thik karta hon is tarh se mujhe apni har galte ka malom hota jata hay is tarh se mujhe kafe exoerience mela hy sekhne men aur tarders ko loss sey he sekhneko melta hay sab kuch loss hona b hamare lye bahut bra faeda hota hay is say ham apni mistakes ko thik kar lete hain aur apni tarde ko profit k sath jor dete hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X