lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size
    my dear humein chahiye k hum trade start kertey time per lot size micro size lot order kerien because new tarder k liye yeh important hai k wo small size lot order kerien because is tarah wo profit k sath loss ko b manage ker saktey hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    according to me lost size hum ko buht small use karna chaye agar hum nay lots say big use kiya to bhai jan profit b buht acha ho ga aur loss b losts size us timeuse karna chaye jab humary pass aik achi amount ho
    • #3 Collapse

      forex trading business ma new traders jin ka pass knowledge aur experience kam hota ha un ko chahia ka lot size kam sa kam rakhan aur over trading sa parhaiz karan agar ap ka capital kam ha to 0.01 ki lot sa siraf aik hi trade open karan aur jab tak wo close na ho jai dosri na open karan phir hi ap loss sa bach sakan ga.
      • #4 Collapse

        Dear brother forex trading may jo kuc hai who hai learning agar learning hai ap k pass tu must success ho gay agar learning nahi hai ap k pass tu my be you success because market may lot size par pori pori ebooks banae gae hai
        • #5 Collapse

          ap ny sahe kaa ha ma ap ki baat sy iteefaaq karta hu lot size newbie ko kam sy ka rakhni chae ha kiu k market ma buhat zeyada risk hota ha kabi b kuch b ho sakta ha
          • #6 Collapse

            agar aap ka account kam hay tu aap ko chahiyah kay aap lot size kam hi rakah kaian kyun kay phr aap ko loss nahi howa karya ga trading may.
            • #7 Collapse

              gee haan bhai trader ko lot size to low he start mein rkhne hote he aur trader ko is bat ka hemesha khyal krna he keh woh ziada risk mein na jae aur apne trading mein low risk se kam kre es trah se woh apne trading mein bhtre lae ga aur trading se acha income hasil kr le ga
               
              • #8 Collapse

                Off cource ager app lot size ko small rakhty hain to pher ap ki andar tolerance bhe aey ge koin k app achy pips ka wait karo gay our ager stop loss bhe hit hota hy to ap bear ker sago gay
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne trading mein lot size ka istemal micro krna he aur apne trading mein ziada lots ka istemal nhe krna he aur apne trading mein sahih he keh hm apne trading mein risk manage kr ke trading krein aur apne trading mein experience ke sath apne trading krein phr hemin apne trading se acha profit hota he
                   
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein hum lot size ko use kar k trading karty han aur forex trading mein trading karty hwy lot size har kise ko apne experience k hisaab se use karni cahaiye kiok lot size se hi ziada profit ya loss hota hy aur agr lot size ziada hy tu profit bhi ziada ho ga aur loss bhi ziada ho ga
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein new trader ko tu cahaiye k wo Kam lot size se trade open karain kiok new trader ko forex trading business mein knewledge aur experience kam hota hy aur agr ziada lot size use kartay han tu agr loss hota hy tu account bhi wash ho sakta hy lot size ko experience k hisaab se use karna cahaiye
                      • #12 Collapse

                        Dear lots ka size ap ki investment pa depend karta ha bcz jitni achi invest ho gi utni hi lot ka size acha ho saka ga or jitni choti investment ho gi utni hi lot size choti uthani para gi bcz thori investment pa hm bri lot uthayaan ga to loss uthana para ga
                        • #13 Collapse

                          G han ap ki bat bilkylul theek hay aur may ap ki bat se bilkul agree jarti hum humay trade lagane e pehlay apni lot size ko zaror check karna cahiay aur gamesha micro lot lagani cahiay is tarha hum acha peofit bhi hasil kar sakte hay aur zada liss se bhi bach sakte hay
                          • #14 Collapse

                            Dear Friends lot size size ek important cheez ha forex may.Humay lot size money managemt k sath lahana caheyh aur kabi be apan lot size account say bara nahe lagana caheyh es.Ager hum bara lot size use karin gay to account wash honay ka khatra hoo ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              New traders agr trade kerna chahien to unko chahiey k wo lot size 0.01 se start kren aur experience hasil kerte rahen phr jb kuch experience hassil ker len phr lot size ko increase kren. start me jaldbazi ni kerni is se nuqsan ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X