Pareshan krny wali baat se sb se zyada faida.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pareshan krny wali baat se sb se zyada faida.
    Forex trading mein sb se zyada hm tb pareshan hum tb hoty hn jo hmara account 0 py chala jata ha, aisa hota ha loss ki wja se. is wqt hum bohat nervous or confuse ho jaty hn. mgr is time hm agr apny loss ko sahi se gor karein to kahi na kahi hamei hmari wo mistake zaruur mily gi jiski wja se hm ye ek guess kr skty hn k loss yaha se huwa ha. agr is mistake ko next time recover krny ki try ki jaye to hm apni us mistake ko realize krty hn k isi wja se hamei loss huwa tha. or ye point mere khayal se bohat zyada learning se kahin behtar ha jo hm jaan jaty hn.

    ap ka kya kahna ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother Forex trading may jo kuch hai who hai learning agar learning karo gay tu must success ho gay brother our jo emotional trading kartay hai who must success hotay hai brother emotional trading bahot ziyda success karti hai strategy ko
    • #3 Collapse

      gee haan bhai yeh bat ap ke sahih he jb hm apne trading mein loss krte hein to hmein pershane hote he aur hmein apne trading mein loss se bachna he aur apne trading ache krne he aur jo loss ho jae us ko cover krna he
       
      • #4 Collapse

        g han trading me jo b bat app ko zeyda preshan karti ho ya app ko us ki waja se loss hota ho to app ko wo faida tab hi de sakti hay jab app us me learning karo gey
        • #5 Collapse

          ya bohat important expericen share kiya haai meray dost nay k apnay los sor mistake say sihkna chaye or os may ya cheex learn karni chaye k asi kiya mistake ki hai jis ki waja say sub loss ho gaya hai..
          • #6 Collapse

            Loss sey bachney key leye mistakes ko control krna zarori hy. Agar aap loss sey ghabra jayen gey to mistakes ko kaisey control krain gey. Loss sey ghabrana bhi aik tarah ka loss hy aur yeh aur ziada dangerous ho jata hy. Jo log mistakes ko control kr key agey barhtey hain, wohi kamyabi tak puhanch patey hain.
            • #7 Collapse

              learning ka process aik long process hai ic liye trader forex ku avoid kerty hain or ju loog traing ya learning k baghir kaam kerty hain tu un ku loss hi hota hai. ic liye learning karain forex ap ku smart earning day sakta hai.
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein apne trading mein ziada pershan nhe hona he aur hm apne trading mein account wash nhe krna he aur hm apne trading mein confuse na howa krein aur apne trading mein mistakes na krein phr hmein apne trading mein boht acha profit hota he
                   
                • #9 Collapse

                  Forex trading business aik worldwide business hy agr forex trading mein buht ziada profit hy tu forex trading mein buht ziada loss bhi hy aur forex trading mein loss us waqt hota hy jab hum koi mistake karty han agr hum us mistake ko cover karain gay tu loss nhi ho ga phr profit earn kar sakty han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    gee bhai hmein forex trading mein kabhe pershane nhe hote he jb hm apne forex trading mein sahih mind se apne trading krte hein aur apne trading mein mistakes nhe krte hien aur apne trading mein learning aur experience se kam krte hien
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X