Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye
    Dear all members mery khyal me jab bhi ko new member ya beginner forex trading business me ata ha to usy chaiye ky wo forex trading business me investment karny se phly achi tarha es ko samje or es k lye achi learning hasil kary. Es maqsad ky lye wo demo account bana kar forex trading business ko samaj sakta ha jab wo demo account k uper practice hasil karta ha or profit banany lag jata ha to wo real account me investment kar sakta ha or sath sath demo account k uper apni learning ko jari rakh sakhta ha or es tarha aik expert forex trader ban sakt ha.
     
    "Dream bigger. Do bigger"
    (mahroosh)
    :1f607:


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

    Forex Trading k hawale se apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye. Is se un k experience aur knowledge me bohut had takk izafa bhi hogga aur un ko apnni ghaltionn pe control bhi hassil ho jayen ga. Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

      yes aapane bilkul theek kaha new trading co chahie godi mein kaun se practice Karen aur phr apni trading shuruKaren kyunki trading bahut hi jyada mushkil hai aur trading mein aap kuchh nahin pata chalta use karne ki aapane apni trading demo se shuru karni aur kar apni perfect reading Karenjab bhi new trader Pakistan forex forum mein join karte hain aur sath mein makan per practis karte hain unke liye aasan hota hai to apni trading co perfect bhi kar sakte hain trading ke bare mein kafi chij hai unhen pata chal sakti hai to new trader has kar ke liye Pakistan aur swarg mein aaye Hain aur unko kuchh nahin pata unko chahie ki vah kaun per apni learning to increase Karen aur apni trading ko bhi perfect Karen aur aane wale Dena mein kshetra Ban sake
      • #4 Collapse

        Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

        Yes dear friend you are absolutely right all the newbies all the new members of interest in Forex trading they should must practice in demo counter trading account because if that is will be beneficial for them for the long lasting in demo can practices you will gain good experience you will improve your skills and you will get a good confidence level because the confidence level is too much needed for the the opening of trade in a crucial time
        • #5 Collapse

          Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

          bilkul aisa hi hai jo log Forex mein banaa hai unhen chahie ke vah Forex trading ke liye apna time time par istemal Karen ki vah time per hi hote jyada aur bahut hi acchi nahin kar sakte hain aur unhen best learning karni hai to sirf sirf apna kimti time time of istemal Karen jitna jyada badaima ko apna Kam bhi time denge tu nahin shayad aapko acchi learning kar sakenge agar acchi karne ke liye main to nahin karenge to kabhi Kam yad nahin ho sakte agar hamen acchi kamyabi hasil kar nahin hai to hamen sirf mehnat karni hogi jab tak Ham main to nahin karte tab tak Ham Forex mein kamyab bhi nahin ho sakte Forex main haridwar member kamyab ho sakta hai jo member Forex ko keemti time dekar learning karta hai learning karne ke liye main bahut jyada jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

            Ji han bil kul ap nay thek bat ki hay main ap say agree karta hon. Forex trading main aksar beginners main knowledge, learning and experience ki kami hoti hay jis ki waja say woh agar demo practice na karay to us say trading kay doran kai mistakes ho jati hay es liay zarori hay k pehlay demo practice ki jay aor experience hasil kia jay phir real trading ki jay.
            • #7 Collapse

              Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

              Dear jo log Forex mein banyehai unhen chahie ke vah Forex trading ke liye apna time time par istemal Karen ki vah time per hi hote jyada aur bahut hello acchi nahin kar sakte hain aur unhen fine gaining knowledge of karni hai to sirf sirf apna kimti time time of istemal Karen jitna jyada badaima ko apna Kam bhi time denge tu nahin shayad aapko acchi gaining knowledge of kar sakenge agar acchi karne ke liye important to nahin karenge to kabhi Kam yad nahin ho sakte agar hamen acchi kamyabi hasil kar nahin hai to hamen sirf mehnat karni hogi jab tak Ham essential to nahin karte tab tak Ham Forex mein kamyab bhi nahin ho sakte Forex predominant haridwar member kamyab ho sakta hai jo member Forex ko keemti time dekar learning karta hai learning karne ke liye important bahut jyada jaruri hai.
              • #8 Collapse

                Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

                Me samajti hon forex Trading me jo log bhi beginners hain unhen chaiye k wo demo account bana kar us k uper learning hasil karen kiun k demo account aik acha account hota ha jis me sub ko real chal rha hota ha just ap ka capital real nahi hota es tarha ap ko aik taraf to meta trader 4 ko operate karna a jata ha or dosra ap ko forex trading karni a jati ha es tarha ap aik achay forex trader ban sakty hain. Jo log bhi forex trading business me mehnat karty hain wo aik din zaroor kamyaab hoty hain kiun k forex trading dunia me wahid business ha jis me hum bhot jald ameer insaan ban sakty hain or dunia ko dykh sakty hain es lye humey chaiye k hum forex trading ko time pass na banaen es ko achy tariky se samjen or kamyaabi hasil karen.
                 
                "Dream bigger. Do bigger"
                (mahroosh)
                :1f607:


                • #9 Collapse

                  Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

                  g han new bandon ko pehle acha knowledge chhaie aur us ke bad hi wo kaam kar sakte hain agar ham mehant se kaam kaain ge to hmain knowledge ho ga aur ham kaam kar ke earn karian ge agar ham ne mehnat se kaam karna hai to hmian is mein earning chahiye to hain moving average pe kaam karna chahiye kyon ke ye buhat hi achi entries deta hai jis mein ham kameyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

                    AoA new member ko sab se pehle is main practice he karna hote hae jo bhe is main practice kar jate hain ache tarah se wo he to is main kamayb bhe hote hain to is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se ache se kam karte hain to he to hum is main kam bhe kar jate hain or kamayb bhe ho jate hin to is waja se demo account ko time dena cahiye or is main kam karna cahiye q ke jitna zayada ap is main kam karte hain ap us main se utna he seekh bhe sakte hain or is main kamayb be ho jate hain tab he to hum aik ache tarder bhe ban he jate hain or is waja se hum is main success bhe gain kar lete hain to bas is waja se hamen is main apne kam ko acha karna ho ga kuch gain karne ke liye
                    • #11 Collapse

                      Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

                      Demo practice begginers k lie bahut achi baat he is me wo jitni practice karte rahen to un k real trading me bahut kaam ati he begginers market ki basics se to waqif hote hen magar is me practically involve na hone ki wajah se wo yahan par start ko thora mushkil lete hen lekin demo work se in k experience me behtree ati he aur un ka real trading me account perfectly run hota he
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Beginners Ko Phly Forex me Demo Account ky uper Learning hasil Karni Chaiye

                        Asslam o Alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga forex aik bohat hi lajwabna karobar ha jis ma kam karna ka liya hamy bohat zyada mehnat karna ki zarort huti ha es ma hamy bohat zyada learning karna ki zarort huti ha markit ma achi kamyabi ka liya hamy bohat zyada analysis karna ki zarort huti ha es markit ma kam karna h to hamy es ma pahly pratice karna ki zarort huti ha ham asi markit ma os wakt tak aik achi kamyabi hasl nai kar sakta jab tak ham es a aik acha exprience gain nai kar lata markit ma hamy bohat zyada learning ki zarort huti ha jis ko ham pahly demo account ma pratice karni hu gi markit ma hamy aik bahtr tarika sa kam karna hu ga es ma hi aik achi kamybi ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X