Aj ki mehnat kal ka sukun ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj ki mehnat kal ka sukun ..
    Assalam o alaikum
    G members bilkul hum agar aj mehnat karty hain to hum kal sukun sa apni life spend karty hain or hamen future main koi msla nahi hota hai
    Hamen jo bhe mehnat karni hai wo abhi he karni hai kyun k hum.abhi ki he mehnat sa kamiyabi hasil kar sakty hain agar hum abhi sa hard work karen gy to hamara future he bright hoga inshallah
    So aj k kam par focus karen apny sath loyal rahen kamiyabi hum sub ko zaror mily ge bus apny uper ek yakeen bhe rakhna hoga or achi tarhan sa kam karna hoga tabhi hum kamiyab ho sakty hain..
    Click image for larger version

Name:	20200706_050606.jpg
Views:	1
Size:	113.6 کلوبائٹ
ID:	12465500
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aiqaspaari پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum
    G members bilkul hum agar aj mehnat karty hain to hum kal sukun sa apni life spend karty hain or hamen future main koi msla nahi hota hai
    Hamen jo bhe mehnat karni hai wo abhi he karni hai kyun k hum.abhi ki he mehnat sa kamiyabi hasil kar sakty hain agar hum abhi sa hard work karen gy to hamara future he bright hoga inshallah
    So aj k kam par focus karen apny sath loyal rahen kamiyabi hum sub ko zaror mily ge bus apny uper ek yakeen bhe rakhna hoga or achi tarhan sa kam karna hoga tabhi hum kamiyab ho sakty hain..
    [ATTACH]15211[/ATTACH]
    ji walekum assalam Forex main bilkul sahi kaha aapane agar Ham ismein aaj mehnat karte Hain to Ham lifetime aaram se baithkar kha sakte hain yahan per bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai aur hamen aaj hi yahan per mehnat karni chahie agar Zindagi bhar kamyabi Hasil karna chahte hain aur jindagi bhar kamyab hona chahte Hain to Forex ko bahut jyada time Dena hoga agar Forex ko time dekh Kar kam karte Hain to Ham lifetime yahan se earning kar sakte hain aur yah hamare liye bahut important hota hai ki Ham sab yahan per Dil laga kar kam Karen aur mehnat ki vajah se Hi apni kamyabi Hasil karne mein successful ho jaaye
    • #3 Collapse

      Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

      ji han bilkul aaj ki mehnat kal ka sakoon hoti hai agar aap apna kam hard-work ke sath khate Hain aur aap kabhi bhi mehnat karna nahin chhod de to aapko kamyabi jarur milati hai agar aap apne kam koi baat samajhkar karenge aap Agar learn karenge apne kam ko acche tarike se karenge har waqt aap apne karm ke bare mein sochte rahenge aap kuchh achcha karne ka sochenge aap jab apni kam mein interest paida karenge to aapko kamyabi jarur milegi main aapse sirf itna kahana chahta hun ki aap proper kam Karen ek Dailyi ka apna target banal
      • #4 Collapse

        Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

        Assalamu Alaikum Mere Pyare bhaiyon ji han yah Baat bilkul dost hai ki aaj ki mahine cal ka sakoon ki jitni Jyada Ham Kisi bhi business yah field Mein minut Karte Hain Ham utna jyada hi Apne future ko improve karte hue best banate hain to Forex trading business main bhi Hamen Apne future ko best banane ke liye aur Lifestyle change karne ke liye Jyada Se Jyada hardworking ko continue Rakhna chahie aur ismein Jyada Se Jyada knowledge experience ko game karna chahie Taki Ham apni learning ko improve karte hue earning ko increase kar sake aur kam Yaha Businessman ki haisiyat Se ismein Jyada Se Jyada profit hasil kar saken
        • #5 Collapse

          Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

          Asalam-o-alikum dear apny sahi kaha hyu forex mein agar hum aaj mehnat karen gy to he hum kal ko kamyab hon gy aur ache life spend karen gy aur agar hum mehnat nahin karen gy to kal ko jab hum kamyab trader ko dakhy gy ky wo kitne ache earning gain kar raha hy to humein phir dukh hoga es liye humein aaj se he forex trading ko learn karny ky liye mehnat karne chahiye jitne zayada hum forex mein mehnat karen gy humein utna he zayada knowledge aur trading ka experience gain hoga to hum phir ache ytrading karny ky qabil ho sakty hain bus humein mehnat ky sath kam ko jare rakhna chahiye takeh kal ko hum bhi kamyab ho saken aur forex trading se ache earning gain kar saken thanks
          • #6 Collapse

            Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

            Ji han Aaj Agar aapane mehnat kar li hai to yesterday aapko bilkul Sukoon Milega Aapka kaam bahut Achcha Hoga aapko experience hoga jo bhi experience se kam Karta Hai almost kamyabi leta hai isliye Hamen chahie good experience at Karke kamyabi ko follow Karen agar aisa Karenge almost kamyabi Ho Gaya Aaj Ke Din Mein acche kamyabi ke liye koshish karne aap Agar koshish kar lenge to aapko acchi kamyabi aapko yesterday Har Surat Mein Milegi isliye Main Raat Ko follow Karen ko Hamesha add Karen aapko kamyabi aap ko aasani se Forex se milegi
            • #7 Collapse

              Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

              ASSALAM O ALIAKAUM, exactly dear agr ja mehnat krana gy tu kal sakon mein honge to hamen chahie ki Ham Forex mein ful mehnat full confidence ke sath kam Karen acchi experience or knowledge ke sath kam Karen Apna Kam ek responsibility samajh Kar Karen Forex ek bahut hi acchi nahin Dene wala online business hai jismein just mehnat karne wale log kamyab hote hain agar Ham Forex se acchi earning hasil karna chahte hain acha profit hasil karna chahte hain to iske liye main bhi Karni hogi without learning mehnat ki Ham kabhi bhi forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                Kamyab trader bnne k lye mehnat lazmi hy jitni ap mehnat kro gay utna hi ap ki earning achi ho gi.hard work krne per kabhi compromise na Karen aur har waqt forex market k related kuch na kuch new sekhne ki kosish kren.forex market mn kamyabi ka koi bhi illegal way work nahi kr sakta ap ko kamyabi k lye proper way of trading follow krna ho ga aisa rasta mushkil zaroor hy lakin ap ko long term earning provide kr sakta hy is lye right direction mn work krna kabhi na chore
                • #9 Collapse

                  Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                  HAMAIN AJ KA KAAM KAL PAR NH CHORNA CHAHIYA . agr ham aj mehnat krty hain aur hard work krna apni adat bana lety hai tu is main hamry kafi faidy hain .future main ham jo bhi kam krain gy wo ham pori dilchaspi ky sath krain aur hard work krain gy keun keh hamain phly sy hi adat hogi k sb kamo ko ham dil laga kr krty hain aur agr ham aj mehnat krty hain tu hamesha hamary lia yahi mehnat sukon ka zariya bany gah so hamin chahiya keh ham forex par dil laga kar pori emandari ky sath kaam karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                    sahe bat ke hae ap ne is main agar aj hum mehnat kar jaen ge is main successs ke liye to hum is main bahut he ache earning bhe gain kar he saken ge to is waja se hamne bhe cahiye ke hum kabhe bhe himmat na hara karen balke hum dil laga kar ache tarah se hum is main kam bhe kar saken ge tab he to hum kuch na kuch yahan se hasil bhe kar sakne ge to bas is liye he to sab ko cahiye ke wo is main mehnat karen zayada se zayada take wo is main kamayb he ho saken or kuch na kuch asil bhe kar saken take wo is main kamayb bhe ho saken to is waja se hamne bhe cahiye ke hum bhe is main dil se ache tarah se kam bhe kiya karen or is main hum success bhe hasil kar he liy karen bas is wja se hamne bhe cahiye ke hum acha kam karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                      Dear ham aj ki mhnat krty hy tu kal ko ham sakoon ky sath ghr bethy gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                        Forex mein agar aap log Aaj mehnat karna start kar denge to aap logon ka profit cal ko bahut Achcha Hoga aap log market ke andar behtarin tarike se in profit margin increase karna Shuru kar denge Prophet Hasil karna Ham Logon ke liye Aasan Nahin Hota iske liye Ham Logon Ko proper tarike se market ke andar kam karna Hota Hai aur jab Ham logon ka kam Achcha ho raha shuru ho jata hai To Ham logon ka profit margin increase Hona shuru ho jaega
                        When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                        :)
                        (AbdulWahab33)
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                          Dear members, Assalam o alekum, is mein koi shak nahi jtni mehnat ap kare ge utni ap ki life future mein pur sakoon rahe gi kiu k ap ki mehnat aur knowledge hi ap ko trading mein experience dete hein aur is ki waja se ap ko profit hasil karna mushkil nahi rehta jo k har trader ka dream hota he. thanx
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                            Dear member ap ke bat sahi hy ka humy zayad sy zayaad mehnt karany chiaya agr hummehn t kayan gy to zarror kmayab hoty rahayn gy .humy humiasah mehnts y kamkarty rahan chiaya agr hummehnt sy kamkarty rahayn gy to hum zarror acah revinew gineratae kaeayn gy or agar hummey hnt sy kamni karayn gy to humaray liaya kmayab hona bohata hi zayad mushkil ho jaya ga .humy koshsi karany chiaya ak hum mehnt kara ka kmayabi hasail karayn or achsy acaha revinew ginerate karayn.humy is ko proper time hi dana chiaya tab hiu humaray kmayabi mumkin ho sakaty hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aj ki mehnat kal ka sukun ..

                              Ji ap ne bilkal thek kaha hea.hum jitni zeyada mehnat se kam karen ge to ane wale waqt mein hum utni asan se rahen ge forex aik bhot he acha busness hea eako achi trah sekhen koshish karen kesi teacher ka hath thamen un se es ke bare mein mukamal detial mein pta karen jitna zeyada ho knowledg aktha karen aur zeyada se zeyada prectis karen take ap bhi dosre senior member ki trah acha kam kar saken
                              Last edited by ; 14-08-2020, 05:26 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X