jee haan dear hamen apni mehnat or koshish ko jari rakhan chea kyun kay jab tak ham mehnat karty rahen gy ham kamyabi ki bulandi ki tarf jaty rahen gay is lea haemn cahea kay ham forex main kam karny kay lea is main mehnat say kam karty rahen is ka proper knowledge len is main trading kay rules ko follow karen or aisata aista bulandi ki tarf jain ....jitna ham kam say ziada ki tarf jain gay ham utna hi is main kamayb or success full trader ban jain gay ...
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим